#PapiyaDey
Explore tagged Tumblr posts
papiyadey · 1 year ago
Text
youtube
A masterpiece of beautiful composition by Sanjay Leela Bhansali, which takes us on a mesmerizing romantic journey.
Sung beautifully by Shreya Ghoshal, who won the IIFA award for best female Playback Singer.
Please join me in my earnest endeavour to present this iconic song which takes us to the romantic world.
♪♫ Cover Credits ♫♪
Singer: Papiya Dey Music: Roumyaj Pradhan Mix Mastered: Somesh Studio Recorded at Odeo Creations: Rishi Patel
♪♫ Video Credits ♫♪
DOP Vicky Punjabi Cinematography Devang Kahar & Jaydeep Kahar Set Creation & Design: Dhruv Patel
♪♫ Original Credits ♫♪
Song: Jab Saiyaan Lyrics: A M Turaz Singers: Shreya Ghoshal Music: Sanjay Leela Bhansali Movie: Gangubai Kathiawadi
♫♪ LYRICS ♪♫
Jab Saiyaan aaye shaam ko, Toh lag gaye chaand mere naam ko, Jab Saiyaan aaye shaam ko, Toh lag gaye chaand mere naam ko,
Sar pe rakh ke naach phiri main, Har jalte hue ilzaam ko!
Jab Saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Diwaaro’n dar, Chaukhat wokhat Ban gaye hai, sab saheli. Ye kuch pooche , wo kuch pooche Kitne jawab du’n main akeli.
Hazaaron kaam mil gaye hain Yu’n baithe bithaye iss nakaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti… Unke ishq ke noor ke aage shamma, nahi jalti.
Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti… Unke ishq ke noor ke aage shamma nahi jalti
Laakhon naaz lag gaye hai Phir guroor ke iss badnaam ko.
Jab saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Sar pe rakh ke naach phiri main, Har jalte hue ilzaam ko.
Jab saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
4 notes · View notes