#Mast Barsaat
Explore tagged Tumblr posts
education-time · 2 years ago
Text
Jubin nautiyal ALL SONGS LIST
Jubin Nautiyal is an Indian singer and songwriter who mainly works in the Bollywood music industry. He was born on June 14, 1989, in Dehradun, Uttarakhand, India. Jubin started his career in music by participating in a reality singing show called "X Factor India" in 2011, where he made it to the top 25 contestants.
Jubin made his Bollywood singing debut with the song "Ek Mulakaat" from the movie "Sonali Cable" in 2014. He gained wider recognition with the song "Zindagi Kuch Toh Bata" from the movie "Bajrangi Bhaijaan" in 2015. Some of his other popular songs include "Kuch Toh Bata Zindagi" (Bajrangi Bhaijaan), "Kaabil Hoon" (Kaabil), "Humnava Mere" (T-Series), "Tujhe Kitna Chahne Lage" (Kabir Singh), "Pehle Pyaar Ka Pehla Gham" (Jubin Nautiyal & Tulsi Kumar), and many more.
Jubin Nautiyal has won several awards and nominations for his work in the music industry, including the Mirchi Music Awards, Filmfare Awards, and Zee Cine Awards. He is known for his versatile voice and ability to sing in multiple genres, including romantic, soulful, and peppy numbers.
Govind Bolo Song Lyrics
Humnava Mere Song Lyrics
Ishq Karo Dil Se Song Lyrics
Kiston Song Lyrics
Pehle Pyaar Ka Pehla Gham Song Lyrics
Toh Aagaye Hum Song Lyrics
Om Jai Jagdish Hare Aarti Lyrics
Meri Tum Ho Song Lyrics
Taaron Ke Shehar Song Lyrics
Rabba Janda Song Lyrics
Main Balak Tu Mata Song Lyrics
Phir Chala Song Lyrics
Barsaat Ki Dhun Song Lyrics
Hanjugam Song Lyrics
Nayan Song Lyrics
Tera Chehra/Jaan Meri Song Lyrics
Bedardi Se Pyaar Ka Song Lyrics
Fakeera Ghar Aaja Song Lyrics
Dil Jaaniye Song Lyrics
Ishqbaaziyaan Song Lyrics
Holi Biraj Ma Song Lyrics
Kabira Song Lyrics
Dil Chahte Ho Song Lyrics
Breaking The Rules Song Lyrics
Tujhe Kitna Chahein Aur Song Lyrics
Bewafa Tera Masoom Chehra Song Lyrics
Wafa Na Raas Aayee Song Lyrics
Tujhe Bhoolna Toh Chaaha Song Lyrics
Dil Pe Zakhm Song Lyrics
Tumse Pyaar Karke Song Lyrics
O Aasman Wale Song Lyrics
Meri Tarah Song Lyrics
Kabira 2 Song Lyrics
Kaash Tu Mila Hota Song Lyrics
Udd Ja Parindey Song Lyrics
Main Jis Din Bhula Du Song Lyrics
Dil Galti Kar Baitha Hai Song Lyrics
Khushi Jab Bhi Teri Song Lyrics
Hum Tere Ho Gaye Song Lyrics
Tu Mera Ho Gaya Hai Song Lyrics
Hone Laga Song Lyrics
Meri Zindagi Hai Tu Song Lyrics
Kamli Song Lyrics
Suna Hai Song Lyrics
Tor Bhul Bhangabo Ki Kore Bol Song Lyrics
Lut Gaye Song Lyrics
Kuch Paas Mere Song Lyrics
Rim Jhim Song Lyrics
Yeh Haalaath Song Lyrics
Hare Krishna Hare Rama Song Lyrics
Mere Ghar Ram Aaye Hain Song Lyrics
Raataan Lambiyan Song Lyrics
Haaniya Ve Song Lyrics
Tum Hi Aana Song Lyrics
Meri Mai Song Lyrics
Manike Song Lyrics
Tu Banke Hawa Song Lyrics
Mere Kanha Song Lyrics
Meethi Meethi Song Lyrics
Barsaat Ho Jaaye Song Lyrics
Naya Pyaar Naya Ehsaas Song Lyrics
Teri Galiyon Se Song Lyrics
Paracetamol Song Lyrics
Tinka Song Lyrics
Mast Nazron Se Song Lyrics
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Song Lyrics
Darbadar Song Lyrics
Maafi Song Lyrics
Ek Sher Ho Tum Song Lyrics
Hero Song Lyrics
Kachiyan Kachiyan Song Lyrics
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Song Lyrics
Kuch Baatein Song Lyrics
[Jubin Nautiyal] Mere Baba Song Lyrics
Tu Saamne Aaye Lyrics by Jubin Nautiyal ft. Yohani
Dil Jisse Zinda Hai Lyrics by Jubin Nautiyal
0 notes
sareideas · 3 years ago
Text
Soundarya Sharma on her music video 'Mast Barsaat': This song was close to Wajid sir, so Sajid sir wanted to dedicate this to him on his birthday - Times of India
Soundarya Sharma on her music video ‘Mast Barsaat’: This song was close to Wajid sir, so Sajid sir wanted to dedicate this to him on his birthday – Times of India
Soundarya Sharma is on cloud nine after her debut music video with Sajid-Wajid has received positive reviews from all quarters. ETimes got in touch with her for an exclusive interview where she opened up about coming on board for the music video, receiving praise from Salman Khan, and being a part of a video that was dedicated to the late Wajid Khan. Excerpts… ‘Mast Barsaat’ has been receiving…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
chaakjigar · 3 years ago
Text
chaandni raat yaad aati hai
voh mulaqat yaad aati hai
dekh kar un ghaneri zulfon ko
mast barsaat yaad aati hai
45 notes · View notes
celebritytadka · 3 years ago
Link
0 notes
cine-sports · 3 years ago
Text
Exclusive! ‘I wanted Sidharth Shukla in Mast Barsaat,' says Sajid Khan
Exclusive! ‘I wanted Sidharth Shukla in Mast Barsaat,’ says Sajid Khan
Music composer and singer Sajid Khan from Sajid-Wajid recently launched his latest song ‘Mast Barsaat’ featuring Salman Yusuff Khan and Soundarya Sharma. He reveals he had initially planned the song with the late Sidharth Shukla. He also speaks to mid-day.com about his next big song ‘Bhai Ka Birthday’ from Antim featuring Salman Khan and Ayush Sharma. The singer-music composer who recently…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
lovedyoufromfirstsight · 4 years ago
Text
Ik Nazar Mudke Dekhne Wale, Kya Ye Khairaat Phir Nahin Hogi, Chaandni raat Yaad Aati Hai, Wo Mulaqat Yaad Aati Hai, Dekh Kar Un Ghaneri Zulfon Ko, Mast Barsaat Yaad Aati Hai.
Tanhai Mein Faryiaad Toh Kar Sakta Hoon, Veerane Ko Abaad Toh Kar Sakta Hoon, Jab Chahun Tumhein Mil Nahin Sakta, Lekin Jab Chahun Tumhe Yaad Toh Kar Sakta Hoon.
1 note · View note
lyricsocean · 5 years ago
Link
<p></p>
name:-Barsaat (1949) Singer :-Mukesh, Lata Mangeshkar Actor:- Nargis, Nimmi, Prem Nath, Raj Kapoor Lyricist:-Shailendra Music By:-Shankar Jaikishan
patli kamar hai tirchhi nazar hai khile phul si teri javaani koi bataaye kaha qasar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai o aaja mere man chaahe baalam aaja tera aankho me ghar hai aaja tera aankho me ghar hai
mai chanchal madmast pavan hu mai chanchal madmast pavan hu jhum jhum har kali ko chumu jhum jhum har kali ko chumu bichhad gayi, bichhad gayi mai ghaayal hirni tumko dhudhu ban ban ghumu meri zindagi mast safar hai meri zindagi mast safar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai o aaja mere man chaahe baalam aaja tera aankho me ghar hai aaja tera aankho me ghar hai
tum bin naino ki barasaate rok na paau laakh manaau tum bin naino ki barasaate rok na paau laakh manaau mai bahate dariyaa kaa paani mai bahate dariyaa kaa paani khel kinaaro se badh jaau khel kinaaro se badh jaau, bandh na paau nayaa nagar nit nayi dagar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai o aaja mere man chaahe baalam aaja tera aankho me ghar hai aaja tera aankho me ghar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai
<p></p>
The post Patali Kamar Hai Tirachhi Nazar Hai Lyrics appeared first on Lyrics Ocean.
0 notes
adultstories4u · 5 years ago
Link
Vijay apne kaam mein fir se masroof hogaya. Kaam kuch eisa tha ke pura waqt ekdum chawkanda rehna parta tha finance ka maamla tha. Apne office mein se phir bhi Aisha se mail ke zarye baatein huwa karta tha aur kissi din apne Aisha ko bhi mail kar diya karta tha. Ek din ussko Pooja ka bhi mail aya. Bahot khush huwa Pooja ki mail pahrkar. Christmas aur naye saal ke din kareeb aarahe the to Pooja ne greeting cards bheji thi shubkaamnawon ke saath.
Vijay soch mein doob gaya kuch der ke liye yeh sochte ke yeh dusra saal tha jab ke woh apni Aisha se door hai Christmas aur naye saal ke mawke par. Do saal hogaye the donon ko juda huwe. Bahot khushion ke saath Vijay aur Aisha Christmas aur naye saal ke din bitaya karte the jinn dinon donon saath huwa karte the. 24th December ki raat ko donon late night shopping jaya kartey the aur sab ke liye gifts vaghaira kharidtey the aur dinner kissi ache restaurant mein kiya karte the. Badi khushi ka mahaul huwa karta hai Christmas ki eve wali raat. Pura sheher sheher, gaon gaon mein der raat tak roshni hi roshni rehti hai charon taraf aur khushi ki barsaat hoti hai chaaron taraf. Eise mein do pyar karne walon ka saath ho to manzar kuch aur hi hota hai. Ab eise mawkon par jo pyar ka mara hota hai, jiss ka dil tuta huwa hota hai unn ka to bus dard se bhara samaa hota hai chaaron taraf aur khaas kar eise mawkon par unn ka khoya huwa pyar behad, hadd se ziada hi yaad aati hai aur bahot tarpaati hai. Akelapan sa mehsoos hota hai aur dil roya karta hai. Unn se milne ko dil machalta hai aur rooh kaamp uthti hai eise mawkon par. Dil khoye huwe pyar se milne ko karta hai, unn ke saath kuch pal ek saath guzaarne ko dil karta hai, unn ke chehre ko apne enkhon ke paas rakhne ko dil karta hai…… unn sabhi pyar mein juda huwe logon ko mera salaam…
To hamara Vijay ka kuch eisa hi haal tha jab Pooja ki greeting card pahrli to…ussko Aisha ki yaad agayi, aur unn dinon ki yaadein jab woh donon saath huwa karte the Vijay ko satane laga. To gham ko bhulane ke liye kaam ko kuch der ke liye chor kar woh office wali Aisha ke paas gaya. Yeh Aisha office ke kaam se Canada gayi huwi thi ek high official ke saath thik jab Pooja ki shaadi ho rahi thi. To donon ne kuch der Pooja ki shaadi ke bare mein baatein ki aur phir Vijay Christmas aur New year ki baatein karne laga office wale Aisha se. Vijay ne yeh pooch dala Aisha se ke woh keise inn dinon ko bitate the jab usska boyfriend tha tab….. poochne ke baad Vijay ne socha ke ussko nahin poochna chahiye tha kyunke Aisha bahot udaas hogayi aur usski enkhen bhar aayi apne pyar ko sochkar….. Vijay ne phir kaha, “I am sorry mujhko nahin poochna chahiye tha, please forget it…” Magar Aisha ne kaha, “No its okay, I will tell you…” Aisha ne apni enkhon se chalakte ensoo ko ponchtey huwe kaha, “Bahot mazaa ata tha unn dinon ko Vijay…bahot khush rehte the hum donon Christmas aur New year ke dinon par….. Christmas eves ko hum aksar ‘Chez Selven’s’ jaya karte the aur wahin midnight tak enjoy kartey the. Woh ek Resto cum club and hotel bhi tha. Wahan sab kuch tha gana, bajana, peena, sab kuch. Bahot special bandobast kiya jata tha uss jagah har Christmas aur New year ke mawke par aur har saal wahan customers se jagah nahin hota tha…. Har eve ko hum intezaar karte ke kab midnight ho aur champagne ka bottle khola jaye aur sab ko free drinks milta tha phir pathakon ka phorna, khubsurat phooljhariyon ka aasmaan ko roshan karna, logon ka ek dusre ko wish karna, jhooma gana, dance karna…wah bahot hi fantastic din the woh sab gum huwe din Vijay…. Aur phir subha koyi 3 baje tak wahin hum ek room lete the aur raat guzaartey the ek saath Chritmas ka din phir New year ka din bhi…. 5 saal weise guzare hein main ne usske saath par sab lekar chala gaya woh apne sath aur chor gaya mujhko unn yaadon ke saath yaar”
Yeh sab kehtey kehtey Aisha ro pari aur Vijay ne ussko apne baahon mein liya aur sar ko sehlaatey huwe ussko emotional support diya….. Vijay Aisha ko baahon mein liye soch raha tha ke iss Christmas aur New year ko kyun na woh iss Office wale Aisha ki khushion ko ek baar phir wapas layein… apni Aisha ke saath to namumkin hai saath mein out jana par iss Aisha ke saath to woh Christmas aur New year celebrate kar sakta hai….bus woh itna soch hi raha tha ke company ka ek urgency wala alarm bajne laga…..yeh woh alarm tha jab director sabhi staff ko board room mein ane ke liye bulata hai… To Aisha aur Vijay nikle board room ke taraf rukh karte huwe…..
Company ke sab log ekathe huwe aur Director aur sabhi managers ek saath wahan aye….. yeh announcement karna tha ke end of year party kab, kahan aur kiss din ko celebrate kiya jaega …… date the 24th December- time from 3 pm to 5am of Christmas day! Venue: a certain hotel….. Ab jiss hotel mein ye end of year party hone wala tha bilkool uss jagah se bagal mein tha jiss ka zikr abhi Aisha ne kiya tha… “Chez Selven’s” Yeh woh jagah hai jahan Aisha apne khoye huwe pyar ke saath jaya karti thi inn celebrations ke liye….. Jab yeh chota sa meeting khatam hogaya to Aisha sar jhukaye chal rahi thi Vijay ke bagal mein apne office ke awr jaate huwe….. Vijay ne notice kiya ke woh kuch udaas si thi to ussne poocha kia baat hai tab Aisha ne bataya ke “’Chez Selven’s’ thik uss jagah ke bagal mein hai jahan company end of year party mana rahe hein……..” Tab Vijay samajh gaya ke Aisha ke liye kuch mushkil hoga wahan kyunke ussko apna pyar yaad ayega wahan….. phir bhi Vijay ne soch liya ke woh usske saath rahega….. magar Vijay ko darr tha ke kahin eisa na ho ke Aisha end of year party ko attend hi na kare to woh usski office tak gaya baat ko final karne ke liye….
Office mein Vijay ne sidhe munh yeh kaha, “Dekho Aisha main chahta hoon kyun ke naya hoon aur yeh mera pehla end of year party hai iss company mein, to tum aur main ek saath iss party mein jayein aur saath rahein ek couple ki tarah kia tumko manzoor hai?” Aisha ko kyun manzoor na hota woh to chahti thi Vijay ko aur usske liye to yeh ek anmol mawka tha usske saath eise waqt bitane ko to ussne khushi se han kaha. Vijay bhi khush huwa aur keise dress honguey uss raat ko donon ne yeh bhi tey kar liya aur iss bare mein kuch der tak baatein bhi ki donon ne….. Party 3 din baad tha…… aur jald hi woh din agaya…..
Vijay ne classic dress pehna aur sham 4 baje ghar se nikla. Ghar wali Aisha ko mail karke pehle hi bata diya ke party mein jana hai aur Aisha ne jane ko permission de bhi diya.
Office wali Aisha ko pick up karna tha office ke paas hi, woh tayaar hokar wahin Vijay ka wait karegi uss ne kaha tha. Beauty parlour se hokar aayi thi aur ekdum mast lag rahi thi ek black dress mein jo thik usske ghutnon tak thi. Vijay ussko dekhtey hi hakbaka gaya…..bilkool husn ki devi lag rahi thi woh…. Vijay ne muskuraakr apni baahein offer kiya aur Aisha ne apni baahon ko Vijay ki crossed bahon mein dala aur donon ek lovely couple ki tarah taxi ke taraf chal pade.
Thik waqt par donon pohonch gaye uss jagah jahan office ke sab log mawjood the…. Khushi ka mahaul tha, drinks aur snacks serve ho raha tha… aur Vijay ne ek whisky ka glass le liye par Aisha ne wine liya…. Donon chat karte ek koney mein chale gaye…bahot saari batein karne lage donon…. Drinks serve hota gaya donon peete gaye, snacks khate gaye, baatein karte gaye…… waqt aya to director aur managers ke taraf se speech huwi aur dinner serve bhi hogaya…. Open buffet tha to sabko apna apna khana khud select kar ke lena tha….. To be continued……..immediately….
The post Yeh Bhi Muhabat Hi Hai – Completed Update 65 appeared first on Desi Stories.
https://ift.tt/eA8V8J
0 notes
masudrana2 · 8 years ago
Text
Awam (1987): Mp3 Songs Download
Awam (1987): Mp3 Songs Download
Awam 1987 Film Information:
Actor/Actress: Rajesh Khanna, Raj Babbar, Ashok Kumar, Shafi Inamdar, Smita Patil, Nana Patekar, Poonam Dhillon, Iftekhar Director: B. R. Chopra Producer: B. R. Chopra Music Director: Ravi Release: 31 August 1987 Country: India Language: Hindi
    Awam Movie All Audio Hindi Songs Download Link:
Yeh Raat Yeh Barsaat | Download Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Mast Jawani | Downl…
View On WordPress
0 notes
education-time · 2 years ago
Text
Jubin Nautiyal Bio and Songs
Jubin Nautiyal is an Indian singer, songwriter, and music composer. He gained popularity with his song “Meherbaani” from the movie “The Shaukeens” in 2014. He has also sung several popular songs in Bollywood, including “Tujhe Kitna Chahne Lage Hum” from the movie “Kabir Singh,” “Humnava Mere” from the movie “Hamari Adhuri Kahani,” and “Tum Hi Aana” from the movie “Marjaavaan.”
Jubin Nautiyal was born on June 14, 1989, in Dehradun, Uttarakhand. He studied music at Mithibai College in Mumbai and started his career in music in 2013. Since then, he has worked with many music composers and has established himself as one of the most promising young singers in the industry.
Here are some popular songs by Jubin Nautiyal, in no particular order:
Govind Bolo Song Lyrics
Humnava Mere Song Lyrics
Ishq Karo Dil Se Song Lyrics
Kiston Song Lyrics
Pehle Pyaar Ka Pehla Gham Song Lyrics
Toh Aagaye Hum Song Lyrics
Om Jai Jagdish Hare Aarti Lyrics
Meri Tum Ho Song Lyrics
Taaron Ke Shehar Song Lyrics
Rabba Janda Song Lyrics
Main Balak Tu Mata Song Lyrics
Phir Chala Song Lyrics
Barsaat Ki Dhun Song Lyrics
Hanjugam Song Lyrics
Nayan Song Lyrics
Tera Chehra/Jaan Meri Song Lyrics
Bedardi Se Pyaar Ka Song Lyrics
Fakeera Ghar Aaja Song Lyrics
Dil Jaaniye Song Lyrics
Ishqbaaziyaan Song Lyrics
Holi Biraj Ma Song Lyrics
Kabira Song Lyrics
Dil Chahte Ho Song Lyrics
Breaking The Rules Song Lyrics
Tujhe Kitna Chahein Aur Song Lyrics
Bewafa Tera Masoom Chehra Song Lyrics
Wafa Na Raas Aayee Song Lyrics
Tujhe Bhoolna Toh Chaaha Song Lyrics
Dil Pe Zakhm Song Lyrics
Tumse Pyaar Karke Song Lyrics
O Aasman Wale Song Lyrics
Meri Tarah Song Lyrics
Kabira 2 Song Lyrics
Kaash Tu Mila Hota Song Lyrics
Udd Ja Parindey Song Lyrics
Main Jis Din Bhula Du Song Lyrics
Dil Galti Kar Baitha Hai Song Lyrics
Khushi Jab Bhi Teri Song Lyrics
Hum Tere Ho Gaye Song Lyrics
Tu Mera Ho Gaya Hai Song Lyrics
Hone Laga Song Lyrics
Meri Zindagi Hai Tu Song Lyrics
Kamli Song Lyrics
Suna Hai Song Lyrics
Tor Bhul Bhangabo Ki Kore Bol Song Lyrics
Lut Gaye Song Lyrics
Kuch Paas Mere Song Lyrics
Rim Jhim Song Lyrics
Yeh Haalaath Song Lyrics
Hare Krishna Hare Rama Song Lyrics
Mere Ghar Ram Aaye Hain Song Lyrics
Raataan Lambiyan Song Lyrics
Haaniya Ve Song Lyrics
Tum Hi Aana Song Lyrics
Meri Mai Song Lyrics
Manike Song Lyrics
Tu Banke Hawa Song Lyrics
Mere Kanha Song Lyrics
Meethi Meethi Song Lyrics
Barsaat Ho Jaaye Song Lyrics
Naya Pyaar Naya Ehsaas Song Lyrics
Teri Galiyon Se Song Lyrics
Paracetamol Song Lyrics
Tinka Song Lyrics
Mast Nazron Se Song Lyrics
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Song Lyrics
Darbadar Song Lyrics
Maafi Song Lyrics
Ek Sher Ho Tum Song Lyrics
Hero Song Lyrics
Kachiyan Kachiyan Song Lyrics
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Song Lyrics
Kuch Baatein Song Lyrics
[Jubin Nautiyal] Mere Baba Song Lyrics
Tu Saamne Aaye Lyrics by Jubin Nautiyal ft. Yohani
Dil Jisse Zinda Hai Lyrics by Jubin Nautiyal
0 notes
itsdeepthing · 8 years ago
Text
Gali no. 6
Main aaj tak nahi jaan paya ki mujhe is jagah me sabse zyada  pyar kis chiz se hai. Hamara chota sa makaan jahaan nal ki jagah chhat tapakti thi? Ya fir wo bagicha jahaan bohot saare ped 12 mahine fal dete the, Ya fir wo chat ke aage lage laal rang ke kavelu. Ya wo abandoned post box jo gali number 6 ke ek kone me kisi hindi film ka poster pakde khada rehta tha. Mujhe aaj bhi yaad hai wo rehna hai tere dil me film ka poster jiske hero ko me pehchanta nahi tha. Poore 3 hafton tak Chipka tha wo poster us box pe. Mere bhaiya bhi uski cassette le aye the kiraaye par. Mast gaane the. Lagta hai us waqt ki bohot badi hit thi. Par in sabse mujhe kabhi kuch fark nahi pada. Kyunki me apni neeli nikkar pehen ke khelne me aur roz ghutne ghiswaane me busy tha. Aaj bhi mere ghutne pe nishaan hain. Kul chowdaah galiyaan thi Old railway colonies me. Ubad khabad roads, kati hui jung lagi taarein, khambe par uljhe hur disc ke wires aur usme fasi hui patangein, gali me rehne wale kutte jinko khana dustbin me parosa jata tha, Mehndi ki baadein jiske niche se jagah banakar billiyaan ghus aaya karti thi, Wo khali church jisme sirf sunday ko log dikhte the, aur barsaat me kacchi zameen me se sarsaraate hue saanp ke bacche nikal aya karte the. Shaayad yahi saare imperfections un galiyon ko apna character diya karte the. Aur me inhi galiyon me cycle daudata hua 4 feet ka ladka. Chidiya ke gaane, sabziwaale ki chikh, cycle ki ghanti, church ka ghanta, piche wali gali me masjid ki azaan hamesha saath me koi musical composition banane ki koshish me lage rehte. Kabhi kabhi saath me main bhi gunguna leta tha, ‘jungle jungle baat chali hai pata chala hai.. Tu ru ruru ru..’ wahin mere ghar ke piche ek aangan hua karta tha jahaan ek aam ka ped tha. Uske paas me bathroom tha jiske lakdi ke darwaze par chadhkar side ki deewar par pohocha jata tha. Deewar par wo hari wali kaai jami hoti thi jo barsaat me aur dangerous ho jaati thi. ek chor se chalkar chat tak pohochna bhi ek stunt ho jata tha. Ji haan un gharon me sidhiyaan nahi hua karti thi. Me aur mera padosi amrood ke ped ki sabse unchi daali pe bethkar the adventures batman aur robin khela karte the. Main us waqt kisi batman ko jaanta nahi tha lekin group me sadhe rehne ke liye batman ko pehchanna zaroori tha. Isliye me bhi chaud me keh deta tha ki batman mera favourite hai aur isliye me us daali pe chadkar robin ban jaya karta tha. Us waqt ghar me disc to thi nahi to maine junior G ko hi apna batman maan liya tha. Ab chadne me to me ustaad tha magar niche utarne me silaai dhili ho jati thi. Main aur mera dost wahaan upar bethkar Gotham city ki raksha karte the. Wo hamesha batman banta tha kyuki mujhse bhagne me tez tha. Usi gali me chaar ghar chod ke ek ground tha jiske kono me jangli jhaadiyaan ug aya karti thi. Hum un kono me titliyaan pakadte the. Wo pili wali. Unke par ke rang hamari ungliyon par chamka karte the. Fir ek awaaz aati thi us ladke ki jiska intezaar poori paltan ko badi besabri se rehta tha. Gali ka wo ladka jiske paas bat hua karta tha reebok ka. Wo ata tha, team banti thi, toss hota tha aur bas. Shuru. Cycle ka piche wala tire wicket banta tha aur 2 eent non striker wicket jahaan se ball daali jaati thi. Montex ki laal wali ball jo us waqt 10 rupay ki hua karti thi, aksar ek ghar me jaakar kho jaati. Isiliye us game ke kuch rules banaye jaate the; saamne wale ghar ki baadi boundary ho gayi, magar direct chhat par gayi to out. Baaju wale ghar ki deewar par ball lage to 2 run aur ek tippi catch to unspoken rule tha.
Isi me bohot ladaayi ho jaati thi hum doston me aur 2 din tak baat karna band ho jata tha. Par khelne roz aa jaate the. Dekho bhai Ladaayi apni jagah hai aur cricket apni jagah. Cricket to roz hota tha bas fark itna hi rehta tha ki jin 2 logo me ladayi hai wo alag team me ho jaya karte the. Uske baad to sachin-shane warne, ponting-agarkar ke game hue karte the. Tabhi kahin se awaaz aati thi, “Golu, School ka time ho gaya hai andar chalo.” Aur sala wo reebok wala ladka apna bat leke nikal leta tha. Ye saara kissa hota tha sirf 3 ghante me. Kyuki fir dopahar ki 12 baj jaati thi aur time ho jata tha school ka. Us waqt 3 ghante kitna kuch mila karta tha? Aaj 3 ghante me netflix ke sirf 3 episode milte hain. Shayad us waqt samay thoda sasta tha. Jahaan tak rahi pyaar ki baat; Wo agli baar.
0 notes
lyricsocean · 5 years ago
Link
<p></p>
name:-Barsaat (1949) Singer :- Lata Mangeshkar Actor:-Raj Kapoor, Prem Nath, Nimmi Lyricist:-Shailendra Music By:-Shankar Jaikishan
tak dhina dhin, dina dhin, tak dhina dhin tak dhina dhin, dina dhin, tak dhina dhin barsat me tak dhina dhin barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham barsat me tak dhina dhin barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham barsat me tak dhina dhin
naino se jhaanki jo meri mast jawani, meri mast jawani duniya se kahti phir dil ki kahani, mere dil ki kahani unki jo hu main unse kaisi sharam unki jo hu main unse kaisi sharam, kaisi sharam barsat me tak dhina dhin barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham barsat me tak dhina dhin
prit ne singar kiya main bani dulhan, main bani dulhan sapno ki rim jhim me nach utha man, mera nach utha man aaj mai tumhari huyi tum mere sanam aaj mai tumhari huyi tum mere sanam, tum mere sanam barsat me tak dhina dhin barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham barsat me tak dhina dhin
yeh sama hai ja rahe ho kaise manau, kaise manau yeh sama hai ja rahe ho kaise manau, kaise manau mai tumhari raaho me yeh nain bichhau, nain bichhau tum na jaao tumko meri jaan ki kasam, jaan ki kasam barsat me barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham barsat me
der naa karna kahi yeh aas chhut jaye sath tut jaye der naa karna kahi yeh aas chhut jaye sath tut jaye tum na aao dil ki lagi mujhko hi jalaye, khak me milaye aag kee lapto me pukare ye mera mann mil naa sake khwab haye mil naa sake ham mil naa sake khwab haye mil naa sake ham
<p></p>
The post Barsat Me Humse Mile Tum Sajan Lyrics appeared first on Lyrics Ocean.
0 notes