Tumgik
#BlackfungusSeKaisebachen?
dhyanposts · 3 years
Text
Black Fungus Kya Hai? Black Fungus Ka Ilaaj Kya Hai | ब्लैक फंगस क्या है?
Tumblr media
Black fungus kya hai? black fungus ka ilaaj kya hai?
Doston Black Fungus Ki Badhti mahamari mein kya aap bhi Janna Chahte Hain black fungus kya hai aur black fungus ka ilaj kya hai. Corona ke baad Is Desh Mein Jiska sabse Jyada Baat Ho Rahi Hai jisse Lekar Bharat Desh pareshan hai Iske bare mein Har Koi baat kar raha hai Har Kisi Ke Jaban per naam hai is Bimari ka naam hai black fungus.
Tumblr media
Black Fungus ka ilaj  क्या Hai Youtube Channel Kaise Banaye? Ji han black fungus ka vah Roop Jo janleva Ban chuka hai Desh ke alag alag hisse mein Black fungus se Kai Log mera na mera to ho jaegaon ki jaan ja chuki hai aur Ab To yah bhi Sath ho chuka hai ki black fungus bhi bahrupiya hai yah bhi Rang Badalta Hai black fungus ke bad Bihar mein white fungus Ke Bhi marij Samne Aaye Hain ab Baat aati hai ki black fungus क्या hai aur black fungus ka ilaj क्या hai. Sabse pahle Jante Hain ki क्या hota hai black fungus Iske क्या Lakshan hai.
Black fungus kya hai (ब्लैक फंगस क्या है?)
Black fungus Ek Tarah ka fungal infection Hai yah bimariyon se Jude Rahe Logon Mein failta Hai Kyunki Unki immunity system Kafi kamjor Ho Jaati Hai Jinka immune system kamjor hota hai unko Khatra badh Jata Hai Aise Mein Ranjo ICU mein jo aspataal Mein Bharti Hain unmen jyadatar aasani se fail jata hai. Diabetes ke marijon ko sankramit kar sakta hai ka Star Pravah Meri Jo diabetes ke patient Lambe Waqt kaisiyo Mein Bharti Hai vaise marijon Mein failta Hai Kyunki ICU Mein Rahane se immune system Kafi kamjor ho jata hai post organ transplant ke bad Khatra Aur Bhi Jyada ho jata hai tab bhi aapka immune system Kafi kamjor ho jata hai aur Khatra failne ka Kafi Dar banaa rahata hai lekin yah kaise failta hai yah bhi Janna bahut jaruri hai to ise Jante Hain black fungus kaise failta hai.
Black fungus kaise failta hai?
- Black fungus Hawa Mein pahle Virus ke Sampark mein aane se - fungus patient ke Sharir ke To Chaha per bhi viksit ho sakte hain - tvcha par chot ragad ja jale hisse se Sharir mein dakhil ho sakta hai.
Black fungus ke Lakshan kya hai?
- Gaal ki haddi Mein Dard, Chehre per ghav Ek Bada Lakshan hai - Aankhon Mein Sujan aankhon ka Lal Hona yah bhi Lakshan hai - Aankh aur naak ke paas Kale dhabbe ho jana - Bar Bar Bukhar Hona sir Mein Tej Dard Hona Ek Bada Lakshan hai - Khoon Ki ulti Aana yah Bhi Ek Bada Lakshan hai.
Black fungus Se Kaise bachen?
- Dhul wali Jagah per mask lagaen rakhen - Mitti Khad Jaise chijon ke Sampark Mein Aate Waqt Jhooth aur galat span kar rakhen - Blood sugar per control rakhen - Doctor ki Salah per hi steroid ka istemal Karen - Covid-19 se recovery ke bad bhi blood glucose ka level check Karen - Antibiotic antifungal davaiyon ka istemal jarurat padne par hi Karen
Black fungus ka ilaaj क्या है ?
- Oxygen therapy ke dauran sterile water ka prayog Karen - Antifungal ka prayog Karen - Surgery karane par sakti hai - Surgery se pahle antifungal therapy Deni Hogi - 4 se 6 Saptah Tak Chal sakti hai antifungal therapy.
Conclusion
Doston Mujhe ummid Hai Ki black fungus kya hai black fungus ke kya Lakshan hai aapko samajh mein a Gaya hoga aur ummid hai ki aap ko article Pasand Aaya Hoga Agar aapko yah article Pasand Aaye To is Apne doston ke sath share Karen Taki aapke dost bhi black fungus क्या hai black fungus ke क्या Lakshan Hai Iski Jankari unhen ho sake aur isase bach saken.  Read the full article
0 notes