#Auliya Ki karamat
Explore tagged Tumblr posts
silsilaekamaliya · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Karamat e Aulia – Mufti Hamid Karamat e Aulia - Mufti Hamid Mufti Hameed ur Rahman Hamid, Sahebzada Hazrath Maulana Shah Mufti Mohammed Nawal ur Rahman Sahab Damat Barkatuhum, Sheikh ul Hadith Darul Uloom Chicago…
0 notes
Video
ALLAH KE WALION KI SHAN | BHERIYE BAKRION K MUHAFIZ BAN |GAYE, KARAMAT E AULIYA KARAM, ALLAH KA WALI
0 notes
coolislamicblog-blog · 8 years ago
Text
Khane-Pine Se Be-Niyaaz Karna
Tumblr media
Nakl Hain Ki Shaikh Aarif Sabti Rehmatullah Alaihi Ne Kaha Ki Main Sayyadina Gaus-A-Aazam Rehmatullah Alaihi Ki Ziyarat Keliye Baghdaad Sharif Aaya Aur Kuch Din Aapki Khidmat-A-Aqdas May Tehra! Fir Aapne Mujaahida Karne Keliye Misr Jane Ka Irada Kiya Aur Aapse Ijazat Maangi! Aapne Farmaya Ki Raaste May Kisise Koi Chiz Na Maangna! Yeh Kehker Aapne Mere Mooh May 2 Ungliyan Daali Aur Mujhe Uneh Choosne Ka Hukm Diya! Main Samajh Gaya Ki Isse Aapka Kya Maqsadh Hain! Fir Main Baghdaad Se Misr Aaya Aur Meri Halat Yeh Thi Ki Na Khaata Tha Na Pita Tha Iske Ba-Wajudh Meri Taakat Pehle Ki Nisbat Zyada Thi! (Bahzatul Asraar, Pg-109) (Tafrihul Khaatir, Pg-120) ********************************* TASHRIH:- *********** Doctori Lihaaz Se Insaan Agar Kuch Din Na Khaye Aur Na Piye To Intehayi Kamjor Aur Bimaar Hojata Hain Aur Uske Jism Ka Nizaam Sakht Mutassir Hota Hain! Jaisa Ki Tai Hain Ki Roze Yani Bagair Iftaar Ke Lagatar Roze Rakhne Se Sahaba Kiraam Radi-Allahu-Anhum Be-Hosh Hone Lage, Tab Sayyad-A-Aalam SALLALLAHU-ALAIHI-WASALLAM Ne Uneh Mana Farmaya, Kyonki Sahaba Radi-Allahu-Amhum Ne Aap SALLALLALLHU-ALAIHI-WASALLAM Ko Tai Ke Roze Rakhte Dekhker Khud Hi Bagair Hukm Ke Roze Rakhna Shuru Kerdiya Tha! Uper Diye Gaye Wakiye May Yeh Karamat Thi! Shahensha-A-Auliya Sayyadina Gaus-A-Aazam Rehmatullah Alaihi Ki Karamat Se Shaikh Aarif Rehmatullah Alaihi Khane-Pine Se Be-Niyaaz Hogaye! ************************** Click to Post
0 notes
aahlusunnatwajamat · 10 years ago
Text
Teachings of Syadi Ghaus al Azam & Sheikh abdul-wahab-al-Sharani (AR/Ur/En)
Selection from Imam Qutub al Rabbani, Sheikh Abdul-Wahab al-Sh’aaRaani (Rehmatullahi tala aleh)’s alyowaqeet al jawhar
Rough English Translation:
Third Fasl Counterplea from Ahlu tareeqah (Sufis):
regarding this, he (Sheikh Abdal Qadir Jilani (rta)) notes such things which are difficult for others [to understand] than him! “Know it! Allah (jallawashanuhu) may have mercy upon you!, that for the…
View On WordPress
0 notes