sehrishkhann
sehrish
25 posts
ig @sehrishxkhann
Don't wanna be here? Send us removal request.
sehrishkhann · 5 days ago
Text
When Ahmad Faraz said, “tu mujhse khafa hai toh zamaane ke liye aa”. If you are mad at me, come just for the sake of this world
When Jaun Elia said, “woh jo na aane wala hai us se mujhko matlab tha” The one who is not going to come, i cared about them
And when Wajid Shaik said, “ittefaaq se milne waley marzi se bichar jaate hain” The ones we find through destiny leave by their own will
.
.
.
.
29 notes · View notes
sehrishkhann · 11 days ago
Text
“My brain has no heart, and my heart has no brain. That’s why when I speak my mind I appear heartless, and when I do what’s in my heart I seem thoughtless.”
Clarissa Pinkola Estes
3K notes · View notes
sehrishkhann · 11 days ago
Text
Tumblr media
83 notes · View notes
sehrishkhann · 9 months ago
Text
Mujhe maloom tha..woh nahi milega mujhe
usey maloom tha mujhe Ishq hua hai ussey..
Tumblr media Tumblr media
مجھے معلوم تھا وہ نہیں ملےگا مجھے
اسے معلوم تھا مجھے عشق ہوا ہے اسے
48 notes · View notes
sehrishkhann · 1 year ago
Text
itni muddat baad mile ho
kin sochon mein gum phirte ho
itne Khaif kyun rahte ho
har aahat se dar jate ho
tez hawa ne mujh se puchha
ret pe kya likhte rahte ho
kash koi hum se bhi puchhe
raat gae tak kyun jage ho
mein dariya se bhi darta hun
tum dariya se bhi gahre ho
kaun si baat hai tum mein aisi
itne achchhe kyun lagte ho
pichhe mud kar kyun dekha tha
patthar ban kar kya takte ho
jao jit ka jashn manao
mein jhuta hun tum sachche ho
apne shahar ke sab logon se
meri khatir kyun uljhe ho
kahne ko rehte ho dil mein
phir bhi kitne dur khade ho
raat hamein kuchh yaad nahin tha
raat bahut hi yaad aae ho
hum se na puchho hijr ke qisse
apni kaho ab tum kaise ho
'mohsin' tum badnam bahut ho
jaise ho phir bhi achchhe ho
-mohsin naqvi
Tumblr media
17 notes · View notes
sehrishkhann · 1 year ago
Text
Why is it always I am falling for you and not "Maine haara main, tera saara main" 😩
45 notes · View notes
sehrishkhann · 1 year ago
Text
When Ghalib said " Dil-e-nadan tujhe hua kya hai, akhir is dard ki dava kya hai "
Then someone said " Jis se shikayat hai, usi se mohabbat hai , mano jo dard hai , wohi dava hai "
- I felt how tough the aid of heart is..
- jas
402 notes · View notes
sehrishkhann · 1 year ago
Text
when someone said “jis dil mai basi justuju thi woh dil ab kahan dhoondhe” and when wajid nawaz said “kuch mar gaya hai andar, ke dil ab hasratein nahi karta” and when Gulzar said “behisaab hasratein na paaliye, jo mila hai usey sambhaaliye.” And when I read somewhere “ab bas ye hasrat hai ke koi hasrat na ho”. And when Bahadur Shah Zafar wrote “keh do in hasraton se kahin aur ja basen, itni jagah kahan dil-e-dagh-dar mai.”
When jaun Elia said Hasratein dafan he mujhme, Khudka khud mazaar hu mai!
308 notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
Send asks/anons.
11K notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
i wanna marry someone who makes me feel like i'm at an art museum, or a library, or a concert, all at once, art all around me. only that the person is the art i stare at
16K notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
I cannot believe when Sahir Ludhianvi sahab wrote “main thori dair jee to lu nashe ke ghoont pee to lu, abhi toh kuch kaha nahi, abhi toh kuch suna nahi abhi na jao chorh kar ke dil abhi bhara nahi” and expected us not to fall for it.
Tumblr media
196 notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
please be nice to me, i'm in my twenties. do you know what that does to a person
166K notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
Tumblr media
“ I was like a patient who cannot tell the doctors where it hurts, only that it does.”
-Khaled hosseini
4 notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
لو رأيت بك عيناً سأقول العيب فی عيوني
"If I ever see a flaw of yours, i'd say my eyes are the flawed ones."
-Mahmoud Darwish
2K notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
"Na sawaal-e-vasl, na arz-e-gham, na hikayatein, na shikayatein, Teray ahd mein dil-e-zaar kay sabhi ikhtayar chalay gaye."
Tumblr media
Eagerness for a union, grief, neither tales, nor complaints: none I can express // Your rule has taken away all that I could control.
فیض احمد فیض
257 notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
I wish i was different i wish it all was different . *cleans and does laundry *
71K notes · View notes
sehrishkhann · 2 years ago
Text
When Faiz Ahmed Faiz wrote janta hai ki wo na aayenge phir bhi masroof e intezar hai dil
When Jaun Elia said khatam hone ko hai Safar shayad phir milenge kabhi magar shayad.
When Tehzeeb Hafi said usi jagah par Jahan kayo raste milenge palat ke aaye toh sab se pehle tujhe milenge
And When Ahmed Faraz wrote jo bichhde hain wo kab mile hain phir bhi tu intezar kar shayad
My heart kept waiting for someone who is not coming back.
512 notes · View notes