#pyari saheli <3< /div>
Explore tagged Tumblr posts
mi-a-mor Β· 25 days ago
Note
OMG THE THEME LOOKS SOOO PRETTY BIA ❀ SUCH A PRETTY THEME LIKE YOU HEHE πŸ˜πŸ’—
AAAAHHH πŸ˜­πŸ’— THANK YOU SO SO MUCH!!! πŸ₯Ή NO BUT YOU ARE EVEN PRETTIER 🫢
1 note Β· View note
mi-a-mor Β· 26 days ago
Note
Yar ye kitti pyari hai 🫡🫢πŸ₯Ή
BOOOPPP πŸ₯ΉπŸ«Ά
BOOOP BOOOP >.<
9 notes Β· View notes
indiesole Β· 1 year ago
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! -PART 16
SUDHA MALHOTRA’S TOP 225 SONGS (@INDIES) ! (Contd from 176) -
Yt Link:
Saiyaa chhodo bhi – Bhala Aadmi
Sach sach bolo – Sim Sim Marjina
Lad gayi bichhu – Oot Pataang
Kathti nahi raat – Andher nagri chaupat raja
Meri payal me – Night Bird
Natkhat natkhat – Amar Shaheed
Aata hai karar – Shikar
Barse room barse jhoom – Suhaag
Ye pyar tha ya kuch aur tha – Prem Rog
Salame hasrat kabl kar lo- Babar
Jeevan ka tu ujiyara hai – Patit paavan
Sach bataa kya hua – Do Dost
Saiyaa tere paiyaa padu - Gauhar
Jo beet gayi - Naag Padmini
Vande Matram – Andolan
Zara humse nazar milana – Diamond King
Duniya ke bazaar me – Makkhee Choos
Khub ulfat me – Zindagi ya Toofan
Deep gagan ke – Zameen Ke Tare
Duniya banana wale – Anarbala
Sakhi aaj magan man mera – Ayodhyapati
Aao hamare hital me – Kundan
Saiyyan tore - Gauhar
Puran desh ki -
Idhar mat dekh sanware – Poonam Ka Chand
Na to inkar kiya – Sunehre Kadam
Jane kaisa jadu kiya – Parvarish
Maa re maa - Harishchandra
Is duniya ko chhod ke hum toh – Great Show Of India
Lal nili pili – Black Shadow
Jaadugar balma ne mera – Toofani Tirandaz
Jinko jiya tarse – Arzoo
Kehna nahin mane – Do Dost
Man me tere kya hai – Bus Conductor
Jaadu bhari ye nazar – Rifle Girl
Puran dishi ki – Chandi Pooja
Jab usko dekha – Zalim Tera Jawab Nahin
Yu na dekho mujhe – Badshah Salaamat
Jaise chaman me – Sitamgar
Seema aa gayi sochne ki – Jo huwa so bhool
Ruturaja ne teer chalaya – Ram Bhakt Vibhishan
Jab se dekha tujhe – Tere dwar khade bhagwan
Duniyawale sach kehte hain – Jahazi Lutera
Jaao jhanjhar – Shesh Naag
Chori chori aana – Hathkadi (1958)
Ja re balma – Mohabbat ki jeet
Jo teer sahe – Naag Padmini
Kaise zulmi se – Poonam ka chand
Teri zulf me jab - Aadmi
Sunoji mohe da lage – Zalim tera jawab nahi.
………………………………………………………………………..
JASMINE SANDLAS β€˜S TOP 90 SONGS (@INDIES)!
Yt link:
BAMB AAGYA
PATLO
Party Non-Stop
ROUTINE
Ittar
Folk medley
ILLEGAL WEAPON
Illegal Weapon 2.0
Bagavat
Royi na
Sip Sip 2.0
Sip Sip
Musafira
Bamb Jatt
Thug Life
Vachari
MIthi Mithi
Baddal
Baddal-Explicit version
Shadaiya
Sone Di Chidiya
Raat Jashan Di
Guglu Muglu
Patt Lai Geya
MAGO
Kashni (Ed Sheeran remix)
Kashni
Mang Ke
Mang Ke(remix)
Yakeen
Jee Jeha Karda
Gaana Challe Ya Na
Mombatti
Mood Sarkar da
Bareek
36 Mera Vargiya
Hanera
Nagni
End Karade
Punjab de Javak
Beimaan
Jehri Ve
Bhaven tu
Adhi Rati
Pyari Mushkil
Sara college
Jee Jeha Karda (slowed reverb)
Uth na Khade
Salaam-e-Ishq meri jaan
Kehri Gali
Zikar
Punjabi Mutiyaran
Punjabi Mutiyaran (remix)
Kehnda Hi Nahi
Ik Main Kudi Punjabi
Chunni Black
Panjeba
Dil Tutteya
So High
Punjabi Club Mix
Tere Vangu
Aaja Dance Floor Pe
Veera (remix by DJ Rink)
Veera (remix)
Veera (loud version)
Dance
Sawan mein
Whiskey Di Botal
Zulfan
Cali Di Babe
Pyar Sajna
Machis
Koka
Pinjra
Hava Vich
Akal
Monologue (Gulabi)
Laddu
Laddu(remix)
Lv di Jean
Lv di Jean (remix)
The Joke
Mithi Mithi
Lalkara
Haaniyan
Gaun
Buhe Bariyan
Devil-Yaar Naa Miley .
..................................................................................................................
DIVYA BHARTI'S TOP 111 SONGS :
Yt Link:
1.Saat samundar paar
2.Pardesi panchhi bankar (saat samundar sad version)
3.Tujhe na dekhoon toh
4.Dil cheer ke dekh
5.Teri ummeed tera intezaar
6.” (short version)
7.Tujhse mujhe pyar tha pyaar hai
8.Aisi deewangi dekhi nahi kahin
9.Payaliyan oh ho ho
10.Dil ka kya kasoor (female)
11.Aankhon mein hai kya
12.Mohabbat ki kitabon mein
13.Milne ki tum koshish karna
14.Dil aashna hai
15.” (sad)
16.Tu pagal premi aawara
17.Aap jo mere meet na hote
18.Teri isi ada pe sanam
19.Khata to jab ho ke
20.Tere mere pyar mein
22.Bin tere kuchh bhi nahi
23.Jane de jane de mujhe jane de
24.Jo dil se nikle woh
25.Dil na kisi ka jaaye
26.O priya hua kya
27.Umar hai solah banke shola
28.Tere sur mein main gaoon
29.Sarpe gam gam
30.Dil hi toh hai aagaya
31.Dil le gayi teri bindiya
32.” (2nd version)
33.Aaya toofan
34.Rangeen haseen raat ho
35.Tale lagale pehre bithale
36.Sahiba o sahiba
37.Hum tum picture dekh rahe
38.Tumhein dekhen meri aankhen
39.Ek ladka tha ek ladki thi
40.Main khichi chali ayee
41.Chhat ke upar do kabootar
42.Chanchal chandni mehki raat hai
43.Ek dil ek jaan ek hai hamara
44.”
45.Maine na jana
46.Coming coming coming
47.Assa dil tere kadman wich
48.Mausam pyara bheega heega
49.Parody song - Shatranj
50.Dil ye pukaare aaja
51.Jalta hai badan yeh mera
52.Kya hua yeh kya hua
53.Aye sanam itna bata
54.Kaisi yeh khumari
55.Kya cheez hai mohabbat yeh
56.Mastiyon mein
57.Aankhon mein basa le
58.Meri jaan meri ishq mein
59.Dhin tak dhin tak – Balwaan
60. Manasukku vayasenna – Nila Pennae
61.Ayyo ayyo – Bobbili raja
62.Poongodiye
63.Odante vinade –Bobbili raja
64.Mengai polave
65.Otha kuyilu
66.Vaanil orunilavu
67.Raatiree vellai -
68.Korameenu komalam
69.Enn kadal
70.Mem premikulam
71.Kanyakumari - Valiban (Tamil)
72.Taddinaka tappadika
73.Pekalla jokerla – Assembly rowdy
74.Love me my hero – Rowdy alludu
75.Epa sindha - Valiban
76.Pappampatti - Valiban
77.Nilla Penne – Rathiri mella
78.Mudduto srungaara – Dharma kshetram
79.Illam nenjevaa – Ini vellvathu
80.Chinuku raalithe – Chittemma mogudu
81.Tolimuddu tolimuddu - Tolimuddu
82.Kichan kicha ka
83.Pelliki mundu – Dharma kshetram
84.Raathiri mella -
85.Rosa –Nilla Penne
86.Pudhu uravu
87.Boddulo rupayi
88.Sa ga ma da
89.Balapam patti
90.Namala swamiki – Chittemma mogudu
91.Kori kori – Rowdy Alludu
92.Naa ille naa swargam
93.Tholi muddhu tholi muddhu
94.Chemma chekka
95.Kanyakumari – Valiban (Telugu)
96.Raatiree vellai (version 1)
97.Muddutho srungara beetu
98.Maane vaa
99.Naa ille naa swargam
100.Tanala gadilona
101.Turpu kondallalo – Assembly Rowdy
102.Panthulu panthulu – Assembly Rowdy
103.Andamaina Vennelalona – β€œ
104.Cheli nadume andam – Dharma kshetram
105.Ennand vasantamiye
106.Chittemma pottemma
107.Arre inka janka jinka – Dharma kshetram
108.Raava priyathama - Tollimudhu
109.Chittigumma padave - Tollimudhu
110.Enno ratrulu – Dharma kshetram
111.Prema geema pakkana -
112.Ilam nenjae vaa – Oru mutham
>>>>>>>.............................................................................
SHREYA JAIN 'S TOP 60 HINDI SONGS!
One of the near-extinct breed of spiritually lilting modern millennial Indian singers around.
God-gifted depth, splendid sauce, all wrapped atop in magnetic huskiness, this new gen playback diva is all set to rock both traditional old-school (that she's commendably kept alive on her Sm) with new age sparkle! .. And that audacious, awe-inspiring simplicity!
Yt Link:
Full playlist:
1.Chashni - Bharat (cover) 2.Tere jeha hor disda (c) 3.Tera mera aasmaan 4.Khoobi 5.Thehra 6.Dhadak meets Sairat (c) 7.Ishq hua - Aaja Nachale (c) 8.Jo tere na hue - Kalank (c) 9.Suhe we chire waaleya (c) 10.Akh lad jaave (c) 11.Nai lagda - Notebook (c) 12.Tu na mera (c) 13.Aadha ishq - Band Baaja Baaraat (c) 14.Mere naam tu - Zero (c) 15.Tumhi ho bandhu. Girls like you. (c) 16.Pareshaniyan 17.Aye khuda x bakhuda (c) 18.Meri ulfat mein - Tera Nasha (c) 19.Jo tu na mila - Asim Azhar (c) 20.Kabhii tumhee - Shershaah (c) 21.Aaoge tum kabhi (c) 22.Pachtaoge 23.Raataan lambiyaan - Shershaah (c) 24.Besharam rang - Pathaan (c) 25.Beete lamhe 26.Love mashup (c) 27.Mere Bina - Crook (c) 28.Aaj jaane ki zid & Piya tose (c) 29.Kyun rabba - Badla (c) 30.Kangna - Dr. Zeus(c) 31.Udd gaye - Ritviz (c) 32.Mausam ki - Black (c) 33.Biba - Marshmello x Pritam (c) 34.Pasbaan 35.Bas ek baar x Gud khaake (c) 36.Shaayad - Love Aaj Kal 37.Jiya le gayo ji mora sanwariya (c) 38.Maye ni meriye (c) 39.Apsara aali (c) 40.Pal - Jalebi (c) 41.Kaise hua - Kabir Singh (c) 42.Ve maahi - Kesari (c) 43.Ye baarish ka pani -Half Girlfriend(c) 44.Hamri atariya pe (c) 45.Chhoo lo - The Local Train (c) 46.Bella ciao x ladki bheegi bhaagi si (c) 47.Adhi adhi raat (c) 48.Humraah (c) 49.Haathon ki lakeeron mein (c) 50.Laija re (c) 51.Buhe bariyan (c) 52.30th February (c) 53.Ghar tum hi ho (c) 54.Khatah (c) 55.Gulaabi (c) 56.Ghani baawari (c) 57.Crazy kiya re (c) 58.Dobaara (c) 59.Tarasti nigaahen (c) 60.Naina thag lenge (c) ……………………………………………………………………….
THE BINACA-INDIES ALL-TIME TOP 1251 SUPERHIT SONGS OF BOLLYWOOD!
Yt Link:
Jyoti kalash chhalke – Bhabhi ki chudiyan
Dekh chand ki aur – Aag
Kehna hi kya – Bombay
O sajna barkha bahar – Parakh
Ganga ki lahren – Ganga ki lahren
Dil lootne wale jadoogar
Kahin deep jale kahin dil – Bees saal baad
Satyam Shivam Sundaram – Satyam Shivam Sundaram
O o o Mujhe kisi se pyar – Barsaat
Khoya khoya chand – Kala Bazaar
Sagar kinare dil ye pukare – Saagar
Yaad aa rahi hai (I) – Love Story
Chupke chupke raat din – Nikaah
Yad aa rahi hai (II) – Love Story
Chaudhvin ka chand – Chaudhvin ka chand
Abhi na jao chhod kar – Hum dono
Bol re kathputli – Kathputli
Jiya ho jiya kuch bol do
Hum intezar karenge – Bahu Begum
Mere sapnon ki rani – Aradhana
Dekho maine dekha hai – Love Story
Kora kagaz tha – Aradhana
Govinda ala re – Bluffmaster
Babul ki duwayein leti ja – Neelkamal
Geet gaya pattharon ne - Geet gaya pattharon ne
More balpan ke – Tansen
Shaam e gham ki qasam
Thandi hawayein lehra ke gayen – Naujawan
Jiya beqaraar hai – Barsaat
Aye mere humsafar – Qayamat se qayamat tak
Kabhi main kahoon – Lamhe
Ganga maiya mein jab tak – Suhag raat
Yaad kiya dil ne kahan ho tum – Patita
Aaj kal mein dhal gaya – Beti Bete
Aaaja re ab mera dil pukara – Aah
Zindagi ka safar hai ye kaisa safar – Safar
Kabhi khud pe kabhi halat pe
Aa laut ke aaja mere meet – Rani Roopmati
Sapt suran tin gram – tansen
Mera saaya saath hoga – Mera saaya
Chingari jo bhadke – Amar Prem
Chalte chalte yuhi koi mil gaya tha – Pakeezah
Aaja re pardesi – Madhumati
Ek pardesi mera dil le gaya – Phagun
Sohni Chenab de kinare – Sohni Mahiwal
Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam – Mere mehboob
Hey neele gagan ke tale – Humraaz
Humne jo dekhe sapne – Parivaar
Bol do meethe bol sohniye – Sohni Mahiwal
Akhiyan milake jiya bharmake – Rattan
Jana Gana Mana – Humrahi (1945)
Gham diye mustaquil – Shahjehan
Oh re taal mile – Anokhi Raat
Sab kuch seekha humne – Anari
Hoton pe sachai rehti hai – Jis Desh Mein Ganga Behti Hai
Hum bane tum bane – Ek Duje Ke Liye
Main kya janun kya jadu hai
Yeh kya hua – Amar Prem
Mere sapnon ki rani – Shahjehan
Yeh shaam mastani – Kati Patang
Diya jalao jagmag – Tansen
Aayega aane wala – Mahal
Zinda hoon main is tarah – Aag
Babul mora naiyar chhooto jaye – Street Singer
Mohabbat mein kabhi aisi bhi – Parwana
Bhool gaya sab kuch – Julie
Chand si mehbooba – Himalay ki god mein
Ek bangle bane nyara – President
Man dole mera tan dole – Nagin
Yeh rat bheegi bheegi – Chori chori
Tere husn ki kya tareef karoon – Leader
Hum dono do premi – Ajnabee
Dil mein aag lagaye - Alag Alag
Kaho na aas niras bhayi – Dushmun (1939) (Saigal)
So ja rajkumari – President (1937) (Saigal)
Sajan re jhoot mat bolo – Teesri Kasam
Chal dariya Mein Doob jayen – Prem Kahani
Nadiya se dariya – Namak Haraam
Gapoochi gapoochi gam gam – Trishul
Zindagi pyar ka geet hai – Souten
Kabhi Bekasi ne maara – Alag Alag
Chal ud ja re panchhi – Bhabhi
Aate jaate khoobsurat awara – Anurodh
Main tere pyar mein pagal – Prem Bandhan
Na jaane kya hua – Dard
Zindagi kaisi hai paheli – Anand
Chhod babul ka ghar – Babul
Rumjhum rumjhum chal tihari – Tansen
Prem kahani mein ek ladka hota hai – Prem Kahani
Nainon mein nindiya hai – Joroo Ka Ghulam
Parbat ke peechhe chambela gaon - Mehbooba
Yaar dildaar tujhje – Ajnabee
Main Toh Aarti Utaron re – Jai Santoshi Maa
Jeevna ke safar mein raahi – Munimji
Baghon mein bahar hai – Aradhana
Yeh dil aur unki nigahon ke saaye – Prem Parbat
Shyam teri Bansi Pukare – Geet Gaata Chal
Main pal do pal ka shair hoon – Kabhi Kabhi
Baag laga doon sajani – Tansen
Sawan ke nazare hain – Khazanchi (1941)
Rahe na rahe hum – Mamta
Ajeeb dastan hai yeh – Dil Apna Aur Preet Parai
Chhup gaye saare nazare – Do raaste
Tune o rangeele – Kudrat
Chal ri sajni ab kya soche – Bambai Ka babu
Bikhra ke zulfen chaman mein na jana – Nazrana
Gazab Ka hai Din – Qayamat se Qayamat Tak
Tere mere beech mein – Ek Duuje Ke Liye
Baharon mera Jeevan bhi sanwaro – Aakhri Khat
Jeevan ke safar mein rahi – Munimji
Kabhi na kabhi kahin na kahin – Sharaabi (1964)
Diya Jalakar aap buhjhaya – Badi Didi- (Noorjehan)
Wahan kaun hai tera musafir - Guide
Bulbulo mat ro yahan – Zeenat
Yeh safar – 1942 A Love Story
Jaago mohan pyare – Jaagte raho
Hazaar raahen mud ke dekhi – Thodisii Bewafai
Pardesi baalma badal aya - Rattan
Akele hain chale aao – Raaz
Mehbooba mehbooba – Sholay
Ab chahe maa roothe ya baba – Daag
Aake teri bahon mein -Vansh
Shokhiyon mein ghola jaye – Prem Pujari
Aaj Mere Jeene Ki Tamanna hai – Guide
O basanti pawan pagal – Jis desh mein ganga behti hai
Mere naina sawan bhadon – Mehbooba
So gaya yeh jahan – Tezaab
Dekh hamen awaaz na dena – Amer Deep
β€œ (2nd version)
Mohabbat Khuda hai – Love And God
Kuchh Na Kaho – 1942 A Love Story
Parde mein rehne do – Shikari
Inhi logon ne – Pakeezah
Jab kiya toh darna kya – Mughal e azam
Gaata rahe mera dil – Guide
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune – Anand
Chura liya hai tumne jo dil ko – Yaadon ki baarat
Tum bin jaoon kahan – (Shashi Kapoor / Mohd Rafi)
Chandan sa badan (male voice) – Saraswatichandra
β€œ (female voice) – Saraswatichandra
Barsaat mein – Barsaat
Zindagi pyar ka geet hai (female version) – Souten
Jai jai Shiv Shankar –Aap Ki Kasam
Dheere dheere machal – Anupama
Jaadugar sainya – Nagin
Chupke se dil de de nahin te – Maryada
Resham ki dori kahan jaiyo nindiya churake – Sajan
Paaon chhhoo lene do phoolon ko – Taj Mahal
Aankhon hi ankhon mein - CID
Tere ghar ke saamne – Tere ghar ke saamne
Hum bekhudi mein – Kala Pani
Ek ladki ko dekha – 1942 A Love Story
Duniya mein logon ko – Apna Desh
Rim jhim rim jhim – 1942 A Love Story
Geet gaata hoon main – Lal Patthar
Aap ke anurodh pe – Anurodh
Tera mera pyar amar – Asli Naqli
Aaja piya tohe pyar doon – Baharon Ke Sapne
Mora gora rang lai le – Bandini
O mere dil ke chain – Mere Jeevan Saathi
Dil todne wale tujhe dil dhoond raha hai – Son of India
Jab dil hi toot gaya – Shahjehan (1946)
O door ke musafir – Uran Khatola
Mera dil ye pukare aaja – Nagin
Aaj Himalaya ki choti se – Kismet
Yeh lal rang – Prem Nagar
Jab andhera hota hai – Raja Rani
Ruk jaa raat thehr ja re Chanda – Dil ek Mandir
Pyaar hua chuke se – 1942 A Love Story
Mere dil mein aaj kya hai – Daag
Chori chori koi aaye – Noorie
Do lafzon ki hai – The Great Gambler
Tum mile dil khile – Criminal
Tumhi mere mandir – Khandaan
Chanchal sheetal nirmal komal – Satyam Shivam Sundaram
Maine dekha hi ki phoolon se ladi - Waqt
Aaj mausam bada beimaan hai – Loafer
Bagad bam bam bam bam baje damru – Kathputli
Mohe panghat pe – Mughal e azam
Dhoondo dhoondo re sajna – Ganga Jumna (Contd)
0 notes
adultstories4u Β· 5 years ago
Link
Vicky ab public mein aya. Ek private TV channel wale ne ussko apna ek LIVE show mein invite kiya saath mein Rathod aur Inspector Khan ko bhi. Uss se pehle bahot advertisement kar diya gaya the ke Vicky ka LIVE broadcast hone wala hai 3 -4 din pehle se to tamaam public uss channel ko tune karke baithe the Vicky ki batein sunne ke liye, sab bechain the jaanne ke liye ke woh itne dinon tak kahan tha.
Khan ne Vicky se milkar aapas mein baat kar liya tha ke kia kaha jaye TV walon ko. Vicky bilkool nahin chahta tha ke usska naam kahin bhi aaye kissi ke bhi katal mein. Woh bilkool safe rehna chahta tha. Rathod ko beech mein le aya Vicky aur ussko credit diya. Khan se kaha ke TV walon se bolna ke Rathod ko tum ne jhoot mooth ke leaves par bheja tha assal mein woh khufia tarike se police ka kaam kar raha tha. Sabhi recordings jo mile hein sabhi mare hue logon ke sab Rathod ne record kiya hai aur sab jo main ne kiya sab Rathod ne kiya yeh batana TV walon ko. Yeh plan kiya Vicky ne aur Rathod khush hua ke usska naam bhi hogaya iss case mein aur show ke baad woh wapas police station apne naukri join karega.
To hua wohi. Tamaam sheher ne woh show dekhen jahan Vicky ne bataya ke uss oonchaayi se girrne ke baad woh dehati logon ke beech hafton tak ghaayal pada hua tha, unn logon ne usski dekh bhaal kiya aur kal hi woh sheher mein wapas aya to suna ke Inspector Khan ne jugdish ko giraftaar kar liya to woh khud Rathod se milne gaya aur Rathod ne ussko Khan se milwaya.
Public mein se logon ne sawaal bhi kiya to ek aadmi ne poocha ke kyun Vicky ne commissioner ko ghoosse dene ki koshish kiya? To Vicky ne bataya ke woh Khan ka plan tha yeh diikhane ke liye ke Raghuveer keise bika hua tha. Woh sab record karna tha issi liye ussko paise diye gaye the. Vicky ne bataya ke uss ne bus police ki madad kiya uss waqt Raghuveer ka asli chehra saamne laane mein. Phir turant baad Khan ne kaha ke ab baaki bahot saare log saamne agaye hein saabit karne ke liye ke Commissioner ji ne unn sab se paise liye the unn ke case ko rafa dafa karne ke liye…… usska case ab bahot hi gambhir ho gayi hai aur ek ek karke unn ke sabhi kale kartut saamne arahe hein aur unn ko bail nahin mil sakti ab to, aur naa hi jugdish ko, court ne bilkool mana karr diya ke kissi bhi keemat par donon mein se kissi ko bhi bail nahin hona chahiye!
Show ki host ek khubsurat lady thi. Uss ne Vicky se sawaal kiya,
β€œVicky ji uss raat ko hua aap darshakon ko yeh bataen zara please!”
Vicky ka chehra laal ho gaya aur saamne baithe hue public jo show dekhne baither the unn ke taraf dekhte hue kaha,
β€œKia bataun? Uss kaali raat ko yaad karta hoon to enkhon ke saamne andhera chhaa jaata hai, qayamat ki raat thi woh! Meri pyari Sanjana ki jaan par ban aayi thi, bayaan karunga to ro padunga………”
Aur beech mein Khan ne yeh kehte hue Vicky ki baat kaat diya,
β€œDekhiye madam, mere khayaal se Vicky ji se yeh sawaal nahin poochna chahiye kyun ke public ko already sab pata hai ke kia hua tha uss raat ko …..”
Tabhi public ke beech se ek aadmi khade hokar kaha,
β€œMagar hum jaanna chahte hein ke kyun aap ne uss waqt kuch nahin kiya, kyun aap ne apni behen ko bachane ki koshish nahin kiya?”
To Vicky ne uss aadmi ko yeh jawaab diya,
β€œDekhiye, main koyi filmi hero nahin hoon jo panch aadmiyon se akela ladh kar kissi ki hifazat kar sakun. Uss raat ko mere ghar mein koyi shooting nahin chal rahi thi, sab hakikat mein beet raha tha mujhpar. Apne ghar ke andar log apne aap ko mehfooz mehsoos karte hein, ghar woh jagah hoti hai jahan kissi cheez ka khauf nahin hota. To main be khauff apne kamre mein tha ke achanak, I repeatΒ achanakΒ 5 mardon ne mujhpar hamla kiya aur mujhko gherkar mere hath peyr kaske band diye upar se mujhko mara!! …… Main aap se ek sawaal karta hoon ab…kia achanak ek raat ko aap ke kamre mein 5 mardon ne aap ko pakra aur haath peyr band diya to kia aap kuch kar paoge? Filmi hero ho aap dhishum dhishum karke sabko gira doge?”
Tab woh aadmi ne sar niche jhukakar baith gaya apne seat par. Phir Vicky ne haazir public ke taraf dekhte hue kaha,
β€œMain uss raat ke wakeaat ko details mein likh kar press walon ko de dunga aur aap sab press mein padh lena jo hua tha hamare ghar mein uss raat ko thik hai!”
Studio ke corridor mein Khan ki behen Farheen aur usski saheli Reshmi bhi aaye hue the. Farheen Vicky se milkar bahot khush hui thi aur Khan ne khud ussko Vicky se milwaya tha. Aur Vicky ne Farheen ko ek naya mobile gift karne ka wada kiya tha.
Lady host ne Khan se sawaal karte hue yeh kaha,
β€œTo aakhir mein yeh pata chalta hai ke Commissioner Raghuveer ko pehle se pata tha ke usska bhatija jugdish uss rape mein involve tha aur weh aap ke kaam mein
dakhal andaazi kar raha tha ke aap Jugdish tak nahin pohunche aur jaan bujhkar Vicky par ilzaam laga raha tha ke inhon ne khud apni behen ke saath…….”
Aur Khan ne araam se muskurate hue jawaab diya,
β€œZaahir si baat hai ji. Ab to sab saamne agaya hai. Mere kaam mein bahot rukawatein paida kiye the ex commissioner sahab ne apne bhatije ko bachane ke liye……. Aur aakhir mein main ne sub inspector Rathod ko sick leaves ke bahane secret mission par bheja baat ki tey tak pohunchne ke liye. Sub inspector Rathod ne bahot mehnat kiye aur sabhi information mujhko deta raha aur main apne taraf se ussko help karta raha. Rathod ne unn do pehle aadmiyon se sach ugalwa liya tha jisski recordings abhi aap logon ne dekhe….. tabhi jugdish ko pata chala to unn donon ko maar dala ussne….. tab Rathod ne mujhko jab bataya ke unn donon ke bayaan lene ke baad donon ke khoon kar diye gaye to humko laga ke koyi bada haath hai unn ke piche….. Rathod dusre do logon ke piche laga hi hua tha ke unn donon ke laash mile aur Jugdish par nazar rakhe hue the hum ke pata chala woh unn do logon ko maar kar desh se bhaagne ki koshish kar raha tha… Rathod ne mujhko phone par bataya kyun ke jinn do logon ke khoon hue jugdish ne unn mein se ek ko phone kiya ta aur unn ke phone hum tap kar rahe the…ussi se humko pata chala ke jugdish unn se milne wale the… ab uss aadmi ka number hamein unn do pehle logon se mila tha… magar afsos iss se pehle ke Rathod unn donon se milta, Jugdish unn donon ko maar chukka tha….. tabhi Rathod aur main ne airport par Jugdish ko roka aur mawka e waardaat par legaye jahan do laashen pare hue the wahan uss ne apne jurm Kabul kiye aur sab sach sach bataya jo abhi aap sab ne recording mein dekhe!”
Sabhi logon ke taaliyon ke shor se hall goonjh utha aur sab log Inspector Khan aur Rathod ki jay jay karne lage. Woh to Studio ki baat thi, pure sheher mein jitney log TV dekh rahe the sab log wah wah karne lage ke wah kia badhya kaam kiya hai Inspector Khan aur Rathod ne. Aur studio mein uss lady host ne shabaashi dete hue Inspector Khan se ek aakhri sawaal poocha,
β€œSuna hai ke ab MLA sahab jo commissioner ka bhai hai woh kuch rukawaten pesh kar rahe hein?”
Iss par Khan ne kaha,
β€œWeh MLA ji hein, weh apna kaam Karen hum police wale apna kaam karte jayenge, no more comments on that, aap logon ko baaki ki khabren milte rahenge!”
Aur lady host ne sab ka shukriya ada karte hue program ka end kiya taaliyon ke ghadgharahat ke bech.
Jo kuch bhi kaha gaya sab plan Vicky ka banaya hua tha. Vicky ne apne Sanjana ki hone wale husband, Rathod ko sabhi credit de diye aur kaamyaab police officer karaar karwaya aur Inspector Khan ko bhi ooncha darja dilwaya uss show ke zarye. Sab kuch Vicky ne plan aur tayaar kiya hua tha wahan jane se pehle. Aur sab successful raha.
Chief minister ne pura program dekha aur parliament mein Inspector Khan aur Rathod ke zikr kiye gaye aur decide hua ke donon ko bada promotion diya jaye.
Bus hafte bhar mein Khan Commissioner of police ban gaya aur Rathhod assistant commissioner uss sheher ki!!
To kia Vicky ka kaam khatam ho gaya? MLA ke saath kia aur keise karega? Aur kia jugdish ka unn chaaron ka haal nahin karega? Kia Jugdish ko araam se muft ki roti haasil hogi zindagi bhar jail mein? Ya Vicky ki plan mein aur bhi kuch baaki hai? Dekhte hein agle update mein…… Weise dosto ab kahani apne ant tak jaa rahi hai shayad ek do update mein kahani khatam ho jaegi.
To be continued……………
The post Faraar (Completed) Update No 31 appeared first on Desi Stories.
https://ift.tt/eA8V8J
0 notes