#lyrical naat
Explore tagged Tumblr posts
Text
Kahe uthi zameen Karbala a gaye Husain a gaye lyrics
0 notes
Text
Dedicated to H. E. Imran Khan, Future Prime Minister of Islamic Republic of Pakistan, In shaa Allah!
Recited by his favoriteNusrat Fateh Ali Khan, Best Qawwali | Is Karam Kaa Karoon Shukar Kaise Adaa with Lyrics | Qawwali 2023
0 notes
Text
Dedicated to H. E. Imran Khan, Future Prime Minister of Islamic Republic of Pakistan, In shaa Allah!
Recited by his favoriteNusrat Fateh Ali Khan, Best Qawwali | Is Karam Kaa Karoon Shukar Kaise Adaa with Lyrics | Qawwali 2023
0 notes
Text
0 notes
Video
youtube
Saiyaan | Happy Birthday Kailash Kher | Chandni Verma |
Saiyaan | Happy Birthday Kailash Kher | Chandni Verma | ************************************** ❖ Original Song Credits : ❖Album : Teri Deewani ❖Singer : Kailash Kher ❖Lyricist : Naresh Kamath, Paresh Kamath, Kailash Kher ❖Music : Naresh Kamath, Paresh Kamath, Kailash Kher ******************************************* ❖Cover credit: ❖Singer : Chandni verma ❖Music: Deepak Sharma ❖Video and social media management: Team Mudrak S H A R E | S U B S C R I B E | C O M M E N T ******************************************** Lyrics: Heere moti main na chaahoon Main toh chaahoon, sangam tera Main toh teri...saiyyan Tu hai mera .... ...saiyyan ...saiyyan Tu jo chhoo le pyaar se Aaraam se mar jaaoon Aaja chanda bahoo mein Tujh mein hi gum ho jaaoon main Tere naam mein kho jaaoon Saiyyan ... saiyyan Mere din khushi se jhoome, gaaye raatein Pal pal mujhe dubaaye jaate jaate Tujhe jeet jeet haaroon Yeh praan praan varoon Hay aise main nihaaroon Teri aarti utaaroon Tere naam se jurde hai saare naate Saiyyan ... saiyyan Banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaaoon Baithoon naiya preet ki Sansaar se thar jaaoon main Tere pyaar se thar jaaoon Saiyyan ... saiyyan Yeh naram naram nasha hai...badhta jaaye Koi pyaar se ghungatiya deta uthaaye Ab baawra hua mann Jag ho gaya hai roshan Yeh nayee nayee suhaagan Ho gayee hai teri jogan Koi prem ki pujaaran mandir sajaaye Saiyyan ... saiyyan Saiyyaaaaaaaaan...saiyyan Heere moti main na chaahoon Main toh chaahoon sangam tera Main na jaanu Tu hi jaane Main toh teri Tu hai mera Main na jaanu Tu hi jaane Main toh teri Tu hai mera Main toh teri ............ tu hai mera ******************************************** YouTube - @TunezWChandni Instagram - @tunezwchandni Facebook - @Tunezwchandni ******************************************** 🙏और हां अभी तक आपने हमारे चैनल को सब्सक्राइब नहीं किया है तो प्लीज हमारे चैनल को सब्सक्राइब करें @TunezWChandni तथा वीडियो को लाइक करें अगर वीडियो पसंद आये तो दोस्तों के साथ शेयर करें। ******************************************** 👉 Thanks for watching our channel, have a nice day...
0 notes
Text
Allah Ho Allah Ho Beautiful Hamd By Owais Raza Qadri
The lyrics you’ve shared are from a beautiful Hamd (praise of Allah) recited by the renowned Pakistani Naat Khawan, Owais Raza Qadri. This Hamd emphasizes the oneness and majesty of Allah, celebrating His existence and attributes. Here’s a clearer representation of the lyrics you provided:
Allah Ho Allah Ho Allah (Hamd) Lyrics by Owais Raza Qadri
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Malik ul mulk lashareeka lahoo Wahadahoo laa ilaahaa illaahoo
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Yeh zameen jab na thi yeh jahaan jab na thaa Chaand suraj na thay aasman jab na tha Raaz-e-haq bhi kisi per ayaan jab na tha Tab na tha kuch yahaan tha magar tu hee tu
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Sana bashar k liyeah bashar sana k liyeah Tamaam hamd sazawaar hai khuda k liyeah Ata k samnay yarab khata ka zikar he kya Tu ata k liyeah hai bashar khata k liyeah
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Kiyoon piyaa ibn-e-haidar nay jaam-e-fanaa Khaal khichwai tabraiz ne kiyoon bhala Daar per charh ke mansoor nay kia kaha Sab banatay khilonay lay raha tu he tu
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
La ilaahaa teri shaan ya wahdaho Tu khayal-o-tajassus tu he aarzoo Aankh ki roshni dil ki awaaz tu Tha bhi tu, hai bhi tu, hoga bhi tu hee tu
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
0 notes
Text
Tuu Meraa Naginaa Lyrics
Singer:Sunny HindustaniAlbum:Himesh Ke Dil Se The Album Tujhse duniya mein nahinAur koi pyaaraMere saare rishte naate sirfTere vaaste yaara Dooriyon ka mausam saha nahi jaayeTere bin har lamha bada tadpaayeTainu kitna main chahunMere mahiya mere chann mahiya Rab jaane ya main jaanuRab jaane ya main jaanuRab jaane ya main jaanuRab jaane ya main jaanu Ye tay kiya hai maineAb tere naal jeena…
0 notes
Text
youtube
#pehchanislam #marhabamaheramzan #ramzanaaya #ramzannaat New Ramzan Special Track | Marhaba Mah e Ramzan Aaya | Hafiz Abdul Qadri | Nasheed Club Hi Everyone Today i Tell You About New Hamd o Nazam Videos 🔴URGENT: YouTube won’t show you my NEW videos UNLESS you 🔔 TURN ON NOTIFICATIONS🔔 * LIKE | | SHARE | | SUBSCRIBE* ▬▬▬: Urdu & Hindi lyrics :▬▬▬ مرحبا مرحبا ماہِ رمضان مسرور مسلمان شادان ہے شادان محبوب کی امت پہ ہےاللہ تیرااحسان ماہ رمضان آیارب کامہمان آیا ماہ غفران آیاماہ فرقان آیا رمضان کی عظمت ہوکیابیان اس ماہ میں نازل ہواقرآن سن لویہی سبحان کافرمان جنت کامستحق وہ مسلمان رکھتاہےجوایمان روزےپہ مسلمان محبوب کی امت پہ ہےمولاکایہ احسان رمضان بےمثال رمضان باکمال اس ماہ میں پُرجوش ہےاب رحمت رحمٰن رمضان میں جنت کاہےسامان پڑھتےرہوقرآن عظیم الشان Copyright Notice:► Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for 'Fair Use' for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research, Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use Important note from the channel :► All rights of the Audios and Videos Production is Reserved for ( Pehchan Islam) Hence, it's not Permissible to Reuploading without our permission. However, You may share this production on All Social Media Platform Channel About us :► Pehchan islam is the channel where you can find all the best videos, Hamad, Naat, Nasheed, Kalam, Motivational Nasheed, Jihadi Nazam, Urdu tarany, New Kalam, For any detail please contact us :Email id ►[email protected] Follow me On social media: ➜ Facebook:➜ https://www.facebook.com/PehchanIslam1/ Instagram:➜ https://www.instagram.com/pehchanislam/ Twitter:➜ https://twitter.com/pehchan_islam pinterest:➜ https://www.pinterest.com/PehchanIslam/ Cover Topic:► Pehchan islam, marhaba mahe ramzan, marhaba ya ramadan, mah e ramzan aaya, marhaba ramzan, mah e ramdan aaya, marhaba ramzan naat sharif, marhaba ramdan, ramzan special nasheed, mah e ramzan hai aur maa sath ho, ramzan nasheed, hafiz abdul qadir naat, ramzan, ramdan, new ramzan nasheed, ramzan kalam, ramzan naat, new nasheed 2024, ramzan 2024, alvida mahe ramzan, ramzan nasheed 2024,ramzan kalam 2024, ramzan kalam 2023, ramzan kalam hafiz abdul qadir, naat, new naat, ramzan naat,marhaba mahe ramzan, ramzan naat sharif, ramzan mubaak,
#india#alhamdulillah#islamic#pehchanislam#news#history#home & lifestyle#student#travel#ramzan#ramazan pakistan#ramadan india#ramazan#ramzan ki rehmat#ramadan#islam#Youtube
0 notes
Text
Top 20 Best Funny Jokes in Urdu | Most Funny Urdu Latifay
Asslam o Alaikum Dosto Aj K Is Bog Mein Hum Ap K Sath Top 20 Best Funny Urdu Jokes Share Karen Gay Jo K Ap Ko Zaroor Pasand Ay gay Or Ap Ka Mod Bohat Acha Ho Jay ga Yeh Most Funny Urdu Latifay Bohat Ki Kamal K Hain In Ko Pr Ker Ap Ko Bohat Hansi Ay Gi Or AP Ko Yeh Urdu Jokes Bohat Pasand Ay Gay SO Is Liye In Urdu Jokes Ko Lazmi Parein Or APne Dosto K Sath Bhi Share Karein Or Apni Qeemti Ray Ka Izhar Comment Main Zaroor Karein TO Chaliye AJ K Top 20 Best Funny Jokes in Urdu | Most Funny Urdu Latifay Ko Shuru Kerte Hain
AA DIL MAIN TUJHE RAKH LOUN NAAT LYRICS
ALAM E ISLAM KO EID-E-MEELAD-UN-NABI NAAT LYRICS
Top 5 Short Stories in Urdu For everyone | Life Changing Stories Most Watch
Top 50+ Dosti Shayari in Urdu Hindi | Friendship Shayari
آج تنہا ہوں تو کسی نے آواز تک نہیں
دی کل دیگ ونڈی سی پاجی پاجی ہورئی سی
آم کھاتے ہوئے جس چیز کو سائیڈ
پر رکھنا پڑتا ہے اسے تمیز کہتے ہیں
بادام پر ہتھوڑی مارنے
سے بادام بھاگ کر پیٹی کے
زمانہ جاتا ہے بھاڑ میں تو جائے
نہیں چھوڑی جاتی ہم سے چائے
ﻋﺠﯿﺐ ﺳﯽ ﺣﺎﻟﺖ ﮨﮯ
ﺗﯿﺮﮮ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﮯ ﺑﻌﺪ۔۔ ﻣﺠﮭﮯ
چیونگم چبانے والے کا معدہ ضرور یہ سوچتا ہوگا
کہ یہ کیا کھایا جارہا ہے جو نیچے نہیں آرہا ہے
کسی کو کھونے کا غم کیا ہوتا ہے یہ کل رات پتہ لگا
جب مونگ پھلی کا ایک ثابت دانہ چھلکوں میں گم ہو گیا
کل غصے میں بادام کا
پورا پیکٹ کھا لیا😊
بادام زیادہ کھا بیٹھی ہوں کوئی
بتائے گا فالتو عقل کا کیا کروں
بلال یہ تم آنکھیں بند کر کے املی کیوں کھاتے ہو؟
ناصر میں نے اپنی امی سے وعدہ کیا تھا کہ
میں املی کی طرف دیکھوں گا بھی نہیں
اتنی خوشی ڈھیر مونگ پھلی کھانے کی نہیں ہوتی
جتنی آخر میں چھلکوں میں سے مونگ پھلی ملنے کی ہوتی ہے
ناراض کیوں ہوتے ہو چلے جاتے ہیں تیری محفل
سے ویسے بھی بریانی جہاں آلو والی ہو
وہاں ہم رکا نہیں کرتے
ہر اداس شخص کا مسئلہ عشق نہیں ہوتا
کسی کا مالٹا بھی کھٹا نکل آتا ہے
کیلا کھانے سے ہڈیاں مضبوط ہوتی ہیں اور کیلے
کے چھلکے پر پاوں رکھنے سے ٹوٹ بھی جاتی ہیں
کوئی چیز اتنی تکلیف نہیں دیتی
جتنا بے دھیانی میں گرم چائے کا
جہاں دال نہ گلے
وہاں ساگ پکا لو
Omeed Hai Dosto Aj K Yeh Urdu Jokes or Urdu Latifay Ap Ko Zarror Pasand Ay Hon Gay Or Ap Ne In Se Kafi Lutaf Uthaya Ho Ga Agr AJ K Yeh Urdu Jokes Ap Ko Achay Lage Hain TO in Ko Apne Dosto K Sath Bhi Share Karein Or Mazeed Post K Liye Hamari Website RoshniQuotes.com Ko Zaroor Visit Karein. THANKS FOR WATCHING
TAGS
funny jokes in urdu,funny jokes,lateefay funny in urdu,latifay in urdu funny,funny jokes in urdu video,jokes in urdu,urdu funny jokes,latifay in urdu,funny latifay in urdu,funny urdu jokes,best funny jokes,funny animal jokes,funny poetry in urdu,best jokes in urdu,lateefay in urdu,best funny poetry in urdu,pathan jokes in urdu,funny latifay,funny poetry in urdu for friends,sardar funny jokes,comedy jokes in urdu,jokes,urdu jokes,funny lateefay
#langblr#linguistics#student life#study motivation#100 days of productivity#notes#school system#school#sketch#lesson plan#urdu jokes#funny jokes#urdu latifay#most funny jokes in urdu#most funny latifay in urdu
0 notes
Text
Tumhare ghar per jaane ki agar tadbeer ho jaaye lyrics
0 notes
Text
0 notes
Text
Dedicated to H. E. Imran Khan, Future Prime Minister of Islamic Republic of Pakistan, In shaa Allah!
Dedicated to H. E. Imran Khan, Future Prime Minister of Islamic Republic of Pakistan, In shaa Allah!
Recited by his favoriteNusrat Fateh Ali Khan, Best Qawwali | Is Karam Kaa Karoon Shukar Kaise Adaa with Lyrics | Qawwali 2023
0 notes
Text
0 notes
Text
Karam Mangta Hoon Lyrics in Hindi, Urdu & English - Owais Raza Qadri
"Karam Mangta Hoon" ek mashhoor naat hai jo Owais Raza Qadri ne padha hai. Is naat mein Nabi (صلى الله عليه وسلم) ki mohabbat aur unki taqat ko yaad karne ka paigham diya gaya hai. Owais Raza Qadri ki awaaz aur tasawwufi andaaz se is naat ko sunne walon ke dilon mein Nabi (صلى الله عليه وسلم) ki mohabbat ki chamak jagti hai. Is naat mein Nabi (صلى الله عليه وسلم) ke fazail aur unki mukhalifat karne walon ke liye nasihat bhi shamil hai.
Karam Mangta Hoon Lyrics in Hindi
Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon Ilaahi Main Tujhse Dua Mangta Hoon
Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon
Ataa Kar Tu Shaan E Kareemi Ka Sadqa Aata Ker De Shaan E Rareemi Ka Sadqa Na Maangon Ga Tujhse To Mangoon Ga Kis Say Tera Hon Main Tujhse Duaa Mangta Hoon Karam Mangta Hoon , Ata Mangta Hoon Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon
Jo Muflis Hain Unko Tu Daulat Ataa Kar Jo Beemar Hain Unko Sehat Ataa Kar Jo Muflis Hain Unko Tu Daulat Ataa Kar Jo Beemar Hain Unko Sehat Ataa Kar Mareezon Ki Khatir Shifaa Mangta Hoon Ilaahi Main Tujhse Dua Mangta Hoon
Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon Ilaahi Main Tujhse Dua Mangta Hoon
Jo Naadar Hain Kuch Nahi Jin Ke Pallay Unhen Bhi Dikha De Haram Ke Tu Jalwe Hazoori Ho Sab Ki Duaa Mangta Hoon Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon
urdu aur hindi me padhne ke liye yaha click
इसी तरह की और भी लिरिक्स पड़ने, सुनने और देखने के किए यह क्लिक करे LyricsWisdom.com
0 notes
Text
Ilahi Teri Chaukhat Pr Bhikhari Ban Ke Aya Hoon Hamad Lyrics
Explore the Urdu lyrics of the Naat "Ilahi Teri Chaukhat Pr Bhikhari Ban Ke Aya Hoon" and watch the rendition by Junaid Jamshed on YouTube. This heartfelt Hamd, performed by the renowned Pakistani singer Junaid Jamshed, is cherished for its profound expression of devotion. Many other artists have since added their interpretations to this beautiful piece.
Here are the lyrics of Junaid Jamshed's version of this Hamd:
Ilahi Teri Chaukhat Pr Bhikhari Ban Ke Aya Hoon Hamd Lyrics:
Ilahi Teri Chaukhat pr bhikhari ban ke aaya hoon Sarapa faqr hoon, ijz-o-nedamat saath laaya hoon
========================================
Bhikhari wo ke jiske paas jholi hai na pyala hai Bhikhari wo jise hirs-o-hawas ne maar dala hai
========================================
Mataa-e-deen-o-danish nafs ke haathon se lutwa kar Sukoon-e-qalb ki daulat hawas ki bhent chadhwa kar
========================================
Luta kar saari poonji ghaflat-o-isyaan ki daldal me Sahara lene aaya hoon, tere kaabe ke aanchal me
========================================
Gunahon ki lipat se qaynat-e-qalb afsurda Irade muzmahil, himmat shikasta, hausle murda
========================================
Kahan se laaun taqat dil ki sachhi tarjumani ki Ke kis jhanjhal me guzri hain ghadiyan zindagani ki
========================================
Khulasa ye ke bas jal bhun ke apni roo-siyahi se Sarapa faqr ban kar apni halat ki tabahi se
========================================
Tere darbar me laaya hoon apni ab zaboon-haali Teri chokhat ke laayak har amal se haath hain khaali
========================================
Ye tera ghar hai, tere mehr ka darbar hai Maula Sarapa noor hai, ek mohabbat-e-anwaar hai Maula
========================================
Teri chokhat ke jo adaab hain, main un se khaali hoon Nahi jisko saleeqa mangne ka wo sawaali hoon
========================================
Zuban ghalt-e-nedamat, dil ki nakas tarjumani par Khudaaya raham meri iss zabaan-e-ijz-zabani par
========================================
Yeh aankhen khushk hain, yaa Rab inhe rona nahi aata Sulagte daag hain dil mein, jinhe dhona nahi aata
========================================
Ilahi Teri Chaukhat Pr Bhikhari Ban Ke Aaya Hoon Sarapa faqr Hoon, ijz-o-nedamat saath laaya Hoon
========================================
Watch Junaid Jamshed’s rendition of "Ilahi Teri Chaukhat Pr Bhikhari Ban Ke Aaya Hoon" with lyrics to experience the deep spiritual essence of this Hamd.
0 notes