#ishq par zor nahi
Explore tagged Tumblr posts
Text
Param Singh : Ishk Par Zor Nahi
#param singh#ishq par zor nahi#shirtless#indian#sadda haq#paramsingh#ishqparzornahi#ishk par zor nahi#ishkparzornahi#shirtless indian#shirtlessindian#indian hunk#indian actor#hindi drama#hindi serial#indian serial#shirtless indian tv#indian tv hunk#indian tv actor#saddahaq#randhir singh sekhawat#randhir#ghulaam#rangeela#sony tv#sonytv#zee5#zee 5#zeetv#zee tv
22 notes
·
View notes
Note
As someone that's interested in getting into Indian cinema, completely blind to this, what would you recommend? I'm pretty open minded, tragedy, comedy, drama or war stories.
Nice! I recommend "Dil Se" (From the heart) starring Shah Rukh Khan, our very own Shax Lied! Because he's willing to go to any extent to win his love, no other actor in Indian cinema can rival him when it comes to romantic pursuits, in my opinion. It also has war and terrorism themes. The lady he falls in love with is Moina (Manisha Koirala). She's a terrorist and he had no idea. He pursues her, even after getting beaten up by her comrades and finally he learns what she's up to, his family arranged his marriage with another girl and even then he did not betray her. It has all the themes you mentioned - tragedy, comedy, war and along with that love and adventure.
All Indian movies have songs in them. These are Stills from the songs in Dil se, they're all super hit. You could try watching the songs before getting into the film. First one is "chaiyya chaiyya", where the protagonist dances on top of a moving train with a hot dancer, so be warned, in most of our movies a succubi kind of dancer is present. It's to attract more audience to watch the film. Second one is about his love for the girl and the song is called "Dil se re". Third song is the imagination of the girl with whom his marriage was fixed. The song is "Jiya Jale" one of the greatest Indian songs,(and I'm learning how to play it on my flute ). Fourth one is "saat rangi re" or one with seven colours. Since you are also a mairuma fan, I should say, when I hear this song all i could think of is wicked phase Irumi when the lines "Ishq par zor nahi" are sung. The whole song has an other worldly vibe.
One of our movies in which our culture is depicted through language, songs and costumes and I hope that you will like it 😊🥰
32 notes
·
View notes
Text
Aaj phir me us jagah gyi jahan gye mujhe kaafi samay ho chuka tha. Vo neher ke paas vaale bade se patthar me akeli bethi me, pero ko paani me daal kuch soch rhi thi, par chidiyon ka shor, behti hawayein, paani ki sarsarahat ki aawaz.
Mujhe mere Mann ki baat kuch saaf sunayi nhi di, koi aawaz me jese maano dhundh si chaayi ho.
Me aankhein band kar kuch lamhe shaant bethi rahi, khayalo me dubne si lagi.
Phir kuch der baad lga jese koi ho aankhein kholi aas paas dekha toh koi nahi tha lga jese koi hai ya koi parchayi ho.
Me phir dekhte dekhte phir soch me dhalne lgi.
Diary uthayi kuch likhne ko toh phir ek dafa zor se tumhari ehsaas ne dastak di. Maine phir socha Aaj naa likhu tumhe aur usi pal tumhare alawa saare shabd khtm hogye. Agr tum nhi toh kya likhu me? Mere shabd toh shuru bhi tumse hote hai aur khtm bhi. Tum Naa jaane kb sama gye mujh mein yun jese samaye ho khushboo phulon mein, kuch is qadar jese samaye ho sur panchiyon mein, ya shyd jese samaye ho is qadar jese piroye gye ho shabd panno mein.
Ek pathar mere haath me chubh gya aur ehsaas hua mein phir kho gyi thi tum mein? Ya mehez tumhare khayalon me?
Me phir soch me pad gyi tum yahan hote toh Mausam kitna alag hota. Tum nazaare dekh rhe hote aur me sirf tumhe. Dheeme shayad hum kuch gaane sun rhe hote. Tum kuch bol rhe hote aur me apna dhyaan sametne ki koshish krti kyunki tumhare saamne mujhe baatein toh shyd sunaayi hi nahi deti itni kho jaati. Yaa shyd me hi itna bol rhi hoti ki tumhe kuch kehne ka mauka hi na milta.
Tumhe pta hai jb bhi safar khtm ho aur manzil ki baat aati hai toh me aakhir chaahti kya hoon? Toh me tumhe ek shaam ji bhar kar niharna chahti hu kuch iss tarah ki phir ye aankhein baaki sb bhul jaaye aur jo naa mile inhe didaar tumhara toh ye bechain hojaye, Tumse baatein krna chahti vo sb baatein jo shyd me ek arse se mann me liye ghum rhi hu, tumhe mehsoos karna chahti hoon paas se, tumhe ik dafa har chiz bhool kar baahon me samet lena chahti hoon, tumhe btana chahti hu tum kya ho mere liye aur kitni mohabbat hai mujhe tumse, tumhe paas rkhna chahti hu sirf thoda paas.
Kitni ajeeb baat hai na tum mere ho nhi phir bhi tumhe khone se darti hoon,
Ishq muqammal hoga ya nhi pta nhi phir bhi pyaar sirf tumse karti hoon,
Chahat bas itni ki tumhari kuch khushiyon ki vajah me ban jau kabhi,
Darr esa ki kahin ye be-ishq si uljhan me tumhari saza na ban jau kabhi,
Mohabbat itni ki tumhari yaadon mein ye umr guzaar loon,
Khwahish esi ki koi dekhe bhi tumhe toh har dafa pehle me tumhari Nazar utaar loon,
Aur jo tum kehte ho mujhe jalan hai gairo se,
Toh masla sirf itna h ki muddaton baat ye khushi mili h vo kahi gum na ho jaaye darti hu is khayal se,
Hn nhi pasand koi uss nazar se dekhe bhi tumhe jaise me niharti hu,
Ek tumhare liye hai toh me khudko swaarti hu,
Tum mohabbat ho meri mera itna chahna toh bnta hai,
Aur mohabbat me mashroof ho Jana toh bnta hai.
Phir socha chalo milke shayad har chiz khud hi baya kar dungi phir mann ne sawal kiya,
"pakka keh dogi usse jo bhi mann me hai?"
Shayad Haan.
"Kehti ho smjh nhi aata vo saamne hua toh kahogi kya usse, aur ek taraf kehti ho sb keh dungi."
Hann keh toh dungi. Aur jo naa keh saki toh theek hai na ek aur mulaqat ka bahana mil jaayega.
"Aur kbtk esi mulaqatein krti rahogi usse."
Shyd ek umr bhar.
"Aakhir chahti kya ho."
Bas vo hoti hai naa pehli mulaqaat? Hn bas vahi.
-Yours Snowfall
3 notes
·
View notes
Text
Honestly Raj and Kartik from Ishq Par Zor Nahi were the greenest flags in Indian T.V history
5 notes
·
View notes
Photo
(read post ✍️) Pir Or Murshid Ke Aadab ✎ Tamaam sufiyae karaam is baat par zor dete hai ke bait hone ke baad mureed ke dil me apne shaikh ke liye mohabbat aur adab ke jazbaat maujazan ho aur mureed apne sheikh se valhana mohabbat karne wala ho. ✎ Isi liye buzurg farmate hai tasawwuf saara ka saara adab hai aur tasawwuf ka madaar ishq hai aur ishq me awwal ta aakhir adab darkaar hai. ✎ Agar mureed ke dil me pir ki haibat nahi to goya us ke dil me peer ki azmat nahi, azmat nahi to adab nahi, adab nahi to ishq nahi aur agar ishq nahi to faiz se mehroom rahega. ✎ Imam Jaluvi farmate hai ke Maulana Room (Q.S.A) ne masnavi me peer aur mureed ke baare me ek aakhri fatwa diya hai.... ✯ Har ke peer o zaat ra yak na deed ✯ Ney mureed o ney mureed o ney mureed Tarjuma - Jisne peer aur zaat ko ek na dekha woh hargiz mureed nahi hai , mureed nahi hai mureed nahi hai... ✯ Gar juda beeni ze haq een khwaja raa ✯ Gumm kuni ham matan o ham debacha ra... Tarjuma - Agar tu khwaja ko khuda se alag dekhe to kitab e zindagi ka asal aur muqadma ganwa baithega ✯ Peer o Haq ra az kol har ke do deed ✯ O MAREED(mardood) ast dar haqeeqat ne Mureed... Tarjuma - Jo mureed apne bhengapan se khuda aur peer ko do dekhe wo mureed nahi hai balke haqiqatan mareed hai yaani mardood hai... ✍ Manaqib e Roomi , Page : 24 - 25 Share your views in comments. TAG someone 💞 ___________________ Turn on your post notification 👉@khudi.ki.pehchan 👈 ___________________ Follow ☑️ @khudi.ki.pehchan Like 👌 #nazeeri Share 👍 Spred #sufism #khudi #khudikipahchan #haqkipehchan #kamilpeer #bezubaanthoughts #urdushayri #urdushairi #mohabbat #poetrymaykhana #shairi #urduposts #shayrilover #shayarilove#urdulovers#pyar #urdupoetrylovers #shayaris #urdupoetry #shayer #pehlapyar #2linespoetry #loveshayari #shayrilove #hindiquotes #urduzone https://www.instagram.com/p/CnkOi9IrZhs/?igshid=NGJjMDIxMWI=
#nazeeri#sufism#khudi#khudikipahchan#haqkipehchan#kamilpeer#bezubaanthoughts#urdushayri#urdushairi#mohabbat#poetrymaykhana#shairi#urduposts#shayrilover#shayarilove#urdulovers#pyar#urdupoetrylovers#shayaris#urdupoetry#shayer#pehlapyar#2linespoetry#loveshayari#shayrilove#hindiquotes#urduzone
1 note
·
View note
Text
Ishk Par Zor Nahi spoiler alert: Ishki and Sonu's wedding moment fascinated fans
Ishk Par Zor Nahi spoiler alert: Ishki and Sonu’s wedding moment fascinated fans
Ishki and Sonu’s wedding will be seen in Sony TV show Ishq Par Zor Nahin Sony Entertainment Television’s new offering Ishk Par Zor Nahi stone unturned to entertain the public with interesting plot twists. As per the story, Ishki gets intoxicated and tells Ahaan that she feels for him and there is fantastic chemistry between them. Ahaan takes care of the drunken Ishki and Sarla reaches there.…
View On WordPress
#Ishk Par Zor Nahi spoiler alert#Ishq Par Zor Nahi#Ishq Par Zor Nahi new Serial#Ishq Par Zor Nahin#Ishq Par Zor Nahin latest Gossip#Ishq Par Zor Nahin upcoming twist
2 notes
·
View notes
Text
Param Singh and Akshita Mudgal starrer Ishq Par Zor Nahi to go off-air by August : Bollywood News - Bollywood Hungama
Param Singh and Akshita Mudgal starrer Ishq Par Zor Nahi to go off-air by August : Bollywood News – Bollywood Hungama
The fiction drama Ishq Par Zor Nahi starring Param Singh and Akshita Mudgal in the main lead is going to bid adieu to the audience. The show is produced by Gul Khan and went on air in March this year. It revolves around two extremely different individuals falling in love with each other. While one’s priority is always his family, the other’s has great importance to the feeling of love. The show…
View On WordPress
1 note
·
View note
Link
#ishq par zor nahi#ishq par zor nahin#sony tv#sony television#television#entertainment#The Gossips World#news#entertainment news
0 notes
Text
Ishq Par Zor Nahi Serial Songs Download | Sony Tv
Ishq Par Zor Nahi Serial Songs Download | Sony Tv
Ishq Par Zor Nahi Serial Songs Download | Sony Tv, Ishq Par Zor Nahi Serial Title Song BGM Sony Tv Ishki, Akshita Mudgal, Ahaan, Param Singh Free Latest Tv Ad Songs Mobile Ringtone, Tv serial Song, tv serial BG instrumental Ringtone. Mp3 Free “www.godmore.com” provides absolutely free latest Song. Serial background music, Song Lyrics. Because MP3 for Mobile ringtone of For Any Mobile Phones and…
View On WordPress
#Ahaan#Akshita Mudgal#Bgm#Download#Ishki#Ishq Par Zor Nahi#Lyrics#Param Singh#Ringtone#Serial#Song#Songs#Sony TV#Title#Tune
0 notes
Text
JWB!! Hellooooo, hope you are well!!!!! HAPPY HAPPY 10 YEARS OF IPKKND!!! I cannot believe it honestly, I was a literal child watching this show almost every night 🥺! My absolute fave moments are Payash Wedding (what a surprise 😂), it still gives me such butterflies when I watch it and leaves me mesmerised!! I also absolutely love the whole cast!! I get so excited whenever I see any of them! And the way this show has given tropes that are used in *saasta* ways like in that show Ishq par zor nahi?? I can't stop laughing or even cringing whenever I see something from that 😂💀! But honestly this show is so special and the relatability of not just Khushi and Arnav, but every single character makes it so relatable! Last but definitely not least, I love the community that has built over the years for this phenomenon and I love all of you so much 🥺🥰💗 Thank you for everything!
Oh you've grown up watching this show!! Thank you so much for sharing your memories here!
Ofc, the beauty of the PaYash pre marriage is unparalleled!
Oh the number of IPK knockoffs since 2012 is also unparalleled *lol*
Like build on what worked, seedha steal mat karo yaar!
And you're so right - it's the whole cast and crew that made things special!
And when you're talking about loving the whole community,
Hum bhi aap sab se I love you damn it!
Love,
- JWB
11 notes
·
View notes
Note
Hi TTji, kaisi ho? I'm here to give you TV report (thinking of just sending reports to you now and then if you like - bata dena which other shows if you like). Imlie - FL more invested in refilling sindoor than going to college, ML now likes the younger wife. KB - Iska plot kabhi tha nahi. GHKPM - Sai gives much deserved 2nd hand embarrassment to Chavans. Nazron Ne Samjha - Wholesome beans stuck w/crappy villains. Ishq Par Zor - juiced 200 IPK epis within 20 epis & no character arc. Love, Baby J
No but for real, I very much appreciate the concise weekly digest; coz my nosy ass fulllllllllly wants to know all the shit going down, but I cba to watch/even read the updates to these things 🥴🥴🥴 You’re doing god’s work, Baby J! Riddhima ki taraah aap apne pe goli le rahe ho!!!!! 😱😱😱
PS - Stupid Stereotypical South-Indian Show ka kya haal hai??? 😬😬😬
15 notes
·
View notes
Text
عشق پر زور نہیں ہے یہ وہ آتش غالبؔ
کہ لگائے نہ لگے اور بجھائے نہ بنے
ishq par zor nahi hai ye wo Aatish Ghalib
k lagaye na lagy aur bhujhaye na bany
Mirza Ghalib
3 notes
·
View notes
Text
me hunar ai khushamad, kaar pardazi , jor tor jaanta hi nahi meri zuban ai jung me zor hai, magar haqeeqat ye ki me zinda hi nahi muflisi me hun aur hun ishq me bhi jaaneja ab intezaar ai wafa ke siwa aur koi raasta hi nahi aur mulakat ai rasam par khada hun khaamosh teri haseen zulfon ke siwa aur koi nazara hi nahi meri rooh be- imaan hai ki tere siwa uski dil ai jaan ka aur koi guzara hi nahi aur mera umr bhar ka aitbaar tum par bayan hua tumhari zikr ai kitaab me magar mera koi mudda hi nahi ab jaao jaaneja likho kalam dard ai dil meri mehfil ai rang ne tumhara naam pukara hi nahi milna agli baar to dard saath lana ki dard ke alawa is hijr ki koi dawa hi nahi
sakiv
0 notes
Photo
Welcome to 123sold.in
Check Deals of the Day
1. Dil - Rs.999 only 2. Hum dono - Rs.499 only 3. Chalte Chalte - Rs.999 only 4. Apna Desh - Rs.1499 only 5. Lal Dupatta Malmal ka - Rs.740 only 6. Dard - Rs.999 only 7. Disco Buster 84 - Rs.749 only 8. Heat & Dust - Rs.749 only 9. Ishq par zor nahi - Rs.999 only 10. Humjoli - Rs.1499 only
Online Auction BID - BUY - ENJOY!! Add your amt & participate
Product for bidding - 1. Nikammaa - 2392 093 - LP Record 2. Banarasi Babu - 2392 039- LP Record 3. Dance Dance - SFLP 1201 A & B - Cover Reprinted - 2LP Set 4. Dhuan - 45NLP 1154 - LP Record 5. Ishk Ishk Ishk - EALP 4018 - LP Record 6. Cuckoo - 3 Speed Record Player 7. Raja Aur Runk - 3AEX 5200 LP 8. Aaj Raat Ko & Best Of R.D Burman - 2392 078 LP 9. Anand (With Dialogue & Songs) - ECLP 5588 LP 10. Nauker - 45NLP 1102 LP 11. Prem Pujari - HFLP 3534 - LP
Visit - https://www.123sold.in/products.html?bidding=1
For More Query Contact - 7062000123 Mail - [email protected]
1 note
·
View note
Text
Top 20 Latest Shayari in Hindi for the friend.
Shayari in Hindi for the friends,shayari in hindi funny,shayari in hindi love,shayari in hindi download,shayari in hindi attitute, shayari in hindi on life,
1
Itne phool khile is dil main,
Ghar sajana bhool gaye.
Mehfil main wo kiya aaye,
Ham shama jalana bhool gaye.
Haal hamara poochhne wale,
Teri zubaan ne loot liya,
Hamne sab kuch keh dala,
Bas baat batana bhool gaye.
Ik tum hi ko dunya main,
Jisse bohat ummiden hain,
Kiya guzre gi dil per ager,
TumpPyar nibhana bhool gaye.
2
Tu mujhe itane pyar se mat dekh
teri palkon ne narm saye mein
dhup bhi chandani si lagti hai
aur mujhe kitni dur jana hai
ret hai garm, panv ke chale
yun damakate hain jaise angare
pyar ke ye nazar rahe, na rahe
kon dasht-e-vafa mein jata hai
tere dil ko khabar rahe na rahe
tu mujhe itane pyar se mat dekh
3
Jab naam tera pyar se likhati hain ungaliyan
meri taraf zamane ke uthati hain ungaliyan
daman sanam ka hath mein aaya tha ek pal
din raat us ek pal se mahakati hain ungaliyan
jis din se dur ho gaye us din se hi sanam
bas din tumhare aane ke ginati hain ungaliyan
pathar tarash kar na bana taj ek naya
fankar ke zamane mein katati hain ungaliyan
4
Ek Tabassum Hazar
Shikwo'n Ka
Kitna Pyara Jawab
Hota Hy … !!!
5
Tera Pyar Pane Ke Liye Kya Kya Na Bana Mai
Kabhi Tujhse Hara Kabhi Har Batt Per Jita Mai
Mai Har Ker Bhi Hara Jeet Ker Bhi Hara
Tere Pyar Ka Hu Mai Mara
Mila Mai Tujh Se Bar Bar ,
Magar Mil Na Saka Khud Se Dobara,.
6
Tere Pyar Ko Bhula Doon Phir Chale Jana
Teri Yaad Ko Mita Doon Phir Chale Jana
Jana Hi Tha To Pyar Kiya Kyun
Khud Ko Jala Doon Phir Chale Jana
7
Dil Ka Khuda Jinse Rutha Ho
Jinka Jodidar Nikla Jutha Ho
Na Chahiye Pyar M Dhika Tume
To Pyar Unse Karna Jinka Dil Tuta Ho
8
Mere Kamre Ke Parde Ab Puraane Ho Gaye Hain
Jo Apne The Ab Tak,Ab Begaane Ho Gaye Hain
Rahti Thi Jin Galiyon Mein Hamdardon Ki Aavajaahi
Uske Saare Padaao Ab Veeraane Ho Gaye Hain
Jinhe Samjha Tha Humne Daastaan Sachhe Pyaar Ki
Wohi Kisse Ab Bewafaayi Ke Afsaane Ho Gaye Hain
Woh Khwab Woh Ummeeden Woh Jazwa Aur Woh Josh
Lagta Hain Un Sab Se Mile Zamaane Ho Gaye Hain
Khula To Ab Bhi Hai Pyaar Ka Maikhaana
Yeh Aur Baat Hai Ki Khaali Sab Paimaane Ho Gaye Hain
Top 20 Latest Shayari in Hindi for the friend
9
Dooor Hoke Bhi
Hamesha Pass Hi Rahunga
Jo Bass Gaya Hai Dil Pe
Usse Kaise Bhula Paungi
Badalna To Naam Hai Zindagi Ka
Karna Hai Yeh Sweeker
Mere Khyal Se Na Badlega
Insaniyat Aur Pyar
10
Tanha Rehna To Seekh Liya
Par Khush Na Kabhi Reh Payenge
Teri Doori To Seh Leta Dil Mera
Par Tere Pyar Ke Bin Na Jee Payenge.
11
Jis Ki Qurbat Main Karar Bohut Hay
Us Ka Milna Dushwar Bohut Hay
Jo Meray Hathon Ki Lakiron Main Nahin
Us Shakhs Say Mujhey Pyar Bohut Hay
12
Baatein Teri Uttarti Hai Dil Mein Qaraar Banke,
Pyar Tera Barasta Hai Mujh Par Phuwaar Banke,
Duniya Sitam Kare Mujh Par Parwaah Nahi Mujhe,
Pyaar Tera Rehta Hai Mere Paas Hisaar Banke,
Jazbe Sachche The Jo Mil Gaye Hum Dono,
Duniya Laakh Aayi Darmiyaan Dewaar Banke,
Zor Koi Dil Par Apna Ab Chalta Nahi Hai,
Pyar Mein Tere Reh Gaye Be Ikhteyaar Banke..!!!
13
Dil Ye Humara Bekarar Ho Raha Hai
Lagta Hai Hume Aapse Pyar Ho Raha Hai
Aap Aa Jaiye Yahan Jaldi Se
Aapka Besabri Se Intezar Ho Raha Hai.
14
Chand se phul se ya meri zuban se suniye
har taraf aap ka qisa jahan se suniye
sab ko aata hai duniya ko sata kar jina
zindagi kya muhabbat ke dua se suniye
meri aavaz parda mere chehare ka
main hun khamosh jahan mujhako vahan se suniye
kya zaruri hai ki har parda uthaya jaye
mere halat apne apne makan se suniye
15
Kaash K Usay Chahnay Ka Arman Na Hota
Main Hosh Main Hote Howay Anjaan Na Hota
Yeh Pyaar Na Hota Kisi Patthar Dil Se Hamain
Ya Koi Patthar Dil Insan Na Hota
16
Pyar Ne Ye Kaisa Tohfa De Diya
Mujhko Gumo Ne Pathar Bana Diya
Teri Yaadon Main Hi Kat Gayi Ye Umar
Kehta Raha Tujhe Kab Ka Bhula Diya..
Top 20 Latest Shayari in Hindi for the friend
17
Taman umr azabon ka silasila to raha
ye kam nahi hamen jine ka hausla to raha
guzar hi aaye kisi tarah tere divane
qadam qadam pe koi sakht marhala to raha
chalo na ishq hi jeeta na aql har saki
tamam waqt maze ka muqabala to raha
main teri zat mein gum ho saka na tu mujh mein
bahut qarib the hum phir bhi fasala to raha
ye aur baat ki har ched laubali thi
teri nazar ka dilon se muamala to raha
bahut hasin sahi wazae-ehatiyat teri
meri havas ko tere pyar se gila to raha
18
Tujhe Pyar Sikhane Mein Nakaam Rahe Hum
Jo Chhalka Kabhi Na Paymane Se Wo Jaam Rahe Hum
Na Puch Kya Gujri Mere Dil Per
Jab Wafa Nibha Ke Bhi Badnaam Rahe Hum.
19
Apke Pyar Ki Inayat Cahiye
Dil Hai Beghar Usse Ek Ghar Cahiye
Bas Yuhi Sath Chalte Raho E-Dost
Ye Sath Hume Umar Bhar Cahiye
20
Hum Ne Dekhe Hai In Aakhon Ke Mahekte Khusboo
Haath Chooke Issay Rishton Ka Ilzaam Na Do
Sirf Ehsas Hai Yeh Rooh Se Mehsoos Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rehna Do Koi Naam Na Do
2 notes
·
View notes
Text
https://www.pakdigestnovels.com/2021/08/ishq-par-zor-nahi-complete-novel.html
Ishq Par Zor Nahi (Complete Novel) By Zoni Khan
0 notes