Bachpan
Kitna achha lagta hai
Khud ko purana dekh ke
Unchi patloon or dhili baniyaan
Dekh k
Chhaton pe sota hu, darakhton pe chhadta hu ,chupke se bahir nikalta hu or chupan chupai khelta hu.
Kitna achha lagta hai
Khud ko purana dekh k
Athanni, chawani or kagaz ki nao’n dekh k
Pencil ko chaba ta hu phir amma se jutey khata hu gusse mai cycle leke kahi door nikal jaata hu.
Kitna achha lagta…
View On WordPress
0 notes
"Waqt miljae"
“Waqt miljae”
Der raat sochta hu,
Thoda waqt or miljae.
Subha uthne mai sochta hu,
Thoda waqt or miljae.
Insaan hu
Pehle khudko tabah kardeta hu,
Fir sochta hu thoda waqt or miljae.
– Nasrullah hashmi
View On WordPress
0 notes
"Bht waqt se likha nhi"
“Bht waqt se likha nhi”
Bht waqt se likha nhi,
Kyu ki jaam maine piya nhi.
Door hogae jinhe hona tha,
Kyuki thikana unka tha nhi.
Usko kaise jaane deta “ab”,
Uske siva koi tha bhi to nhi.
– Nasrullah hashmi
View On WordPress
0 notes
"Aks ko andhere mai dhundha."
“Aks ko andhere mai dhundha.”
khudhko usmai dhundh liya,
Jaise raaqh mai tinka dhundh liya.
khawaab ko haqiqat mai dundh liya,
Jaise aks ko andhere mai dhundh liya.
Na mili to kya hua,
Maine toh unke alfaazo’n mai bhi use dhundh liya.
-nasrullah hashmi
View On WordPress
0 notes
"Ab tut jaana chahta hu."
“Ab tut jaana chahta hu.”
Bohot kuch yaad hai,
Ab bhul jaana chahta hu.
Jude jude thak gaya hu,
Ab tut jaana chahta hu.
Masshiyat(will) toh uske saath faani(emmortal) hone ki thi.
Ab waqt ke saath hi guzar jaana chahta hu.
– Nasrullah hashmi
View On WordPress
0 notes
"Pehle ki baat alag thi."
“Pehle ki baat alag thi.”
Unki awaaz mere saath hai,
Ab mujhe mosiki ki zarurat nhi hai.
Unka muskuradena hi sab kuch hai,
Ab mujhe kisi or ki zarurat nhi hai.
Pehle ki baat alag thi
Pehle ki baat alag thi
Aaj meri kashti mai sawaar hai vo,
Ab Mujhe kisi sahil zarorat nhi hai.
– Nasrullah hashmi
View On WordPress
0 notes