#dua qabool hone ki Surah
Explore tagged Tumblr posts
islamicistikhara · 7 years ago
Text
Namumkin Ko Mumkin Banane Ki Dua
Namumkin Ko Mumkin Banane Ki Dua
Tumblr media
Namumkin Ko Mumkin Banane Ka wazifa In Hindi Aslam Walekum Khawatino Hazrat Main Molvi Rahim Sheikh Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu Aur Umeed Karta Hu ki  Aap sab bhi kheriyat se honge. Kai Log Sachte Hai Ki Aesa Nahi Ho Sakta Ya Main Aesa Nahi Kar Sakta. Maximum People Think That It is No Possible. Dosto Ek Baat Always Yaad Rakhe Impossible mean I M Possible. Everything Is Possible If you get Try.…
View On WordPress
0 notes
rahmanigroup-official · 5 years ago
Text
Tumblr media
#Saying #Jummah #Mubarak Is An #Innovation Bid'at ( #Prohibited In #Islam )
JUMMAH KO MUBARAKBAAD DENE KA HUKM.
💠�Isme koi shak nahi ke juma eid ul momineen hai, jaisa ke Ibn Abbas r.z ki hadees mei hai, wo kehte hai "Ye eid ka din hai jo Allah ne musalmano ke liye muqarrar kiya hai, so jo bhi jume ke liye aaye use chahiye ke wo ghusul kare, aur agar uske paas khushboo ho tou wo lagale, aur tumhei miswak bhi istemal karna chahiye"
📘�Ibn majja : 1098. Sheikh al-albani ne ise sahiheen mei hasan qaraar diya hai.
💠�Ibn al-Qayyim r.h ne Juma ke qususi fazail bayaan karte hue kaha "Ye Eid ka din hai jo har hafte aata hai"
📘�Zaad al-ma'aad : 1/369.
Is tarha musalmano ki teen edein hai ; Eid al-fitr aur Eid al-Adha, jo saal mei ek baar aate hai, aur Jumah jo har hafte aata hai.
💠�Musalmano ka Eid al-Fitr aur Eid al-Adha ke mouqe par mubarakbaadi dena ye mashr'u hai aur sahaba karaam r.z se ye sabit hai.
Juma ke liye mubarakbadi dena mashr'u nahi hai kyunke haqiqat ye hai ke sahaba karaam ko bhi juma ke eid ul momineen hone ka pata tha, aur unhe juma ki fazilat ke barei mei hamse zyada ilm tha, aur wo iska ahteraam karne ke khwaha the, lekin iske mutaliq sahaba karaam se koi bhi riwayat sabit nahi hai jisse mashwara le sake ke sahaba karaam ne jume ke din ek dusre ko mubarakbaadi di. Aur saari neekiyan inki pairwi karne mei hai.
💠�Sheikh Saalih ibn Fawzaan r.h se poocha gaya "Har juma ko 'Juma mubarak' keh kar text msg karne ka kya hukm hai?"
Unhone jawaab diya ;
Pichli naslon(Sahaba, tabayeen, tabe tabaeen, aaimaedeen aur salf saleheen wagaira) ne ek dusre ko mubarakbaadi nahi di, isiliye hame koi aisi cheez ejaad nahi karni chahiye jo unhone nahi kiya.
📘�Ajwabat As'ilah Majallat al-Da'wah al-islamiyyah.
💠�Aisa hi fatwa Sheikh Sulaymaan al-maajid r.h ne bhi diya, jab unhone kaha ;
Ham nahi samajhte ke juma ke din "Juma mubarak" wagaira kehte hue ek dusre ko mubarakbaadi dena mashr'u hai, kyunke ye du'aa aur dhikr ke unwaan ke tahet aata hai, aur iska qur'an aur sunnat ki bunyaad par hona laazmi hai, kyunke ye maamla khalisatan ibadat ka hai, aur ye durust ya acha hota tou Aap(ﷺ) aur sahaba karaam r.z ham se pehle zaroor karte. Aur agar koi ye kahe ke ye jayez hai tou iska matlab ye hoga ke paanch namazon aur ibadaton ke baad du'aa aur mubarakbaadi dena mashr'u hai, aur ye du'aa pichli naslon ne nahi ki.
💠�Allah ta’ala ne mubarakbaad dene ke tareeqe bataaye hain. Hamen waisa hi karna chahiye Jaise Eidain Ki Mubarakbaad ke liye dua sikhaayi “Taqabballah Wa minna Wa minkum”
📘�AL-MUGHNEE : 2/259
💠�Lekin Jumah Ke liye Aisa kuch nahi faramaya lihaza ye bidat hai..Jumah Mubarak kahena Sahaba Karaam se bhi Saabit nahi hai..
📖�Qur'an,Surah Furqan (ayat no 27) me Allah swt kehte hai “Aur us din zalim shaksh apne haath chaba chaba kar kahega ke haaye kaash ke maine Rasool(ﷺ) ki Raah ikhteyar ki hoti”
💠�Ayesha r.z riwayat karti hai ki Mohammad(ﷺ) ne farmaya
“مَنْ أَحْدَثَ فِي أَمْرِ��َا هَذَا مَا لَيْسَ فِيهِ فَهُوَ رَدٌّ”
"Jisne ne hamare is amar(shari'at) mei koi aisi cheez ejaad ki jo isme se nahi hai, tou wo mardood(na qabile qabool) hai".
📘�Sahih bukhari : 2697. Muslim : 1718.
💠�Abdullah Ibn Umar r.z farmaate hain: TAMAAM Biddatein GUMRAAHI hain, agarche “Ba-Zaahir woh, logon ko ACHCHI lagein”.
📘�SUNAN KUBRA BAIHAQI : 138.
💠�JUMUA Mubarak kehna ALLAH ke Rasool(ﷺ) se sabit nahi hai aur jo kehte hai wo sahih hadith se sabit karke btayen❓………Upar quran aur ahadith ki roushni se ye pata chala ke apni taraf se koi kam krne me koi fayeda nahi hai aur jo aisa karta hai wo qayamat ke din ruswa hoga ke jo ALLAH ke Rasool(ﷺ) hame bata kar nahi gaye humne wo kam kyun kiya❓
⭐️Jaise Eidain ki Mubarakbaad ke Alfaaz hadeeson me moujood hai waise Juma ki mubarakbaad ke koi Alfaaz batado❓
Warna khud bhi gumraah hone se bache aur logon ko bhi gumraah na kare⚠️.
May Allah Guide Us To The Right Path.
A'ameen ❤
3 notes · View notes
lovebackspell · 7 years ago
Text
Dil Ki Murad Puri Karne Ki Dua
Dil Ki Murad Puri Karne Ki Dua…. Dil Ki Murad Puri Karne Ki Dua, Life is not interesting without wishing for something. If a man carries wishes in his heart he works very hard to fulfill his wishes. Wishes are the life boosters and creates interest on life. People always trust that praying the god can fulfill their wishes. People ask the Almighty Allah to fulfill their wishes. Some people ask…
View On WordPress
0 notes
cutestar149 · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
ourkamranme · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
ahabiba · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
ghazala1459 · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
shumailaus · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
saimahaider · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
gohasnainqadri · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
fatimanoor115 · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
yesimanfatima · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
batisha · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
ghazalhaider09 · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
faizahaider5 · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes
fatimahaider012 · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Surah Fatiha Ka Taweez http://www.pray.net.pk/surah-fatiha-taweez-amal-naqsh-shifa/?utm_source=dlvr.it&utm_medium=tumblr
0 notes