Tumgik
#andhvishwasiyoon haaye tumko daya bhi na aayi aag sita k sukh mein lagayi haye tumko daya bhi na aayi
Text
I love 'Hum Van Ke Vaasi' and 'Hum Katha Sunate' so much like I can't even ;-; pure facts and so much spite and it's in verse and it makes people cry! What's not to like!!!!
And my absolute favourite is this part:
"Aye Awadh Vaasiyon,
Andhvishwasiyoon,
Haaye tumko daya bhi na aayi
Aag Sita ke sukh mein lagayi."
#ramayan#ramayana#dd ramayan#dd ramayan songs#hum katha sunate#hum van ke vaasi#lav kush#hum van ke vaasi nagar jagaane aaye hum van ke vaasi nagar jagaane aaye sita ko uska khoya...mata ko uska khoya samman dilane aaye hum van k#vaasi nagar jagaane aaye. janak-nandini ram-priya vo raghukul ki mahrani tumhre apvaado ke kaaran chod gayi rajdhani mahasati bhagwati siya#tumse na gayi pehchani tumne mamta ki aankhon mei bhar diya peer ka paani bhar diya peer ka paani! us dukhiya ke aansoo lekar us dukhiya ke#aansoo lekar aag lagane aaye hum van ke vaasi nagar jagaane aaye hum van ke vaasi nagar jagaane aaye sita ko uska khoya samman dilane aaye..#van van dole kuch na bole sita janak dulari phool se komal man par sehti dukh parvat se bhaari sabhya nagar k vaasi kaise ho gaye atyachaari#rajdharam k kaaran lut gayi ek sati sannari...sita ko hi nahi ram ko bhi daro dukh dene niradhar baaton par tumne hridayo k sukh cheene#pativrat dharam nibhane mein sita ka nahi udharan kyon nirdosh ko dosh diya vanvaas hua kis karan vanvas hua kis karan! nyayadhish raja se#uska nyayadhish raja se uska nyay karane aaye hum van ke vaasi nagar jagaane aaye hum van ke vaasi nagar jagane aaye#hai janak nandini kis dasha mein kya kabhi ye bhi socha kisi ne uspe aarop mithya lagakar saath sita ka choda sabhi ne siya ka gar chut gaya#pati ka sukh lut gaya aaj van van phire sita maayi haaye tumko daya bhi na aayi haaye tumko daya bhi na aayi aaye avadh vaasiyon#andhvishwasiyoon haaye tumko daya bhi na aayi aag sita k sukh mein lagayi haye tumko daya bhi na aayi#jisne lankesh ko tuchh jaana jisne thukra di sone ki lanka jiski har saas raghuvar ko arpann aisi sita pe ki tumne shanka#tum vo agyaan ho aisi santaan ho jisne mataa mein dhundhi burayi aag sita k sukh mein lagayi haaye tumko daya bhi na aayi#did i write the entire lyrics in the tags? yes. of course.#ruhi goes off in the tags
11 notes · View notes