#Shaheed Par Haq
Explore tagged Tumblr posts
pdj-france · 1 year ago
Text
Avec l'arrestation et la condamnation samedi du chef du PTI Imran Khan dans l'affaire de corruption Toshakhana, le Pakistan continue de maintenir sa notoriété pour l'emprisonnement d'anciens premiers ministres tout en évitant toute action contre les dictateurs militaires qui ont violé à multiples reprises la Constitution.Affaire ToshakhanaKhan, le chef du parti pakistanais Tehreek-e-Insaf, a été interpellé dans sa résidence de Zaman Park à Lahore à la suite d'une peine de trois ans de prison prononcée par un tribunal d'Islamabad. Les accusations portées contre lui impliquent la dissimulation du produit de la vente de cadeaux d'État au Toshakhana.Le Toshakhana, un département relevant de la Division du Cabinet, est responsable de l'hébergement des cadeaux accordés aux dirigeants et aux représentants du gouvernement par des dignitaires étrangers et des chefs d'autres gouvernements. Khan, en possession de certains de ces cadeaux, dont une montre précieuse que lui avait donnée le prince héritier saoudien, a procédé à leur vente pour un gain personnel.Bien qu'il ait été autorisé à acheter des cadeaux aux Toshakhana et à effectuer des ventes, le dirigeant de 70 ans n'a pas divulgué l'argent qu'il gagnait, ce qui a conduit à des accusations de recel. Cet acte est considéré comme un crime en vertu de la loi, et il impliquait son omission d'informer la Commission électorale du Pakistan du produit qu'il avait réalisé.Dans d'autres circonstances, Khan aurait peut-être reçu un avertissement ou une amende de la part du tribunal, mais sa chance était déjà épuisée lorsqu'il s'est heurté à l'establishment militaire influent, ce qui a entraîné sa destitution du gouvernement en avril de l'année précédente.Anciens PM qui ont purgé une peine de prisonKhan n'est pas le premier Premier ministre pakistanais à être emprisonné. Le pays a une longue histoire de dirigeants élus endurant un traitement similaire.Hussain Shaheed SuhrawardyEn tête de liste se trouve Hussain Shaheed Suhrawardy, un politicien bengali du Pakistan oriental de l'époque, qui occupait le poste de cinquième Premier ministre. En janvier 1962, il a été arrêté et emprisonné sous de fausses accusations d '«activités anti-étatiques». Cela dit, sa véritable offense a été son refus de soutenir le dirigeant militaire, le général Ayub Khan.Zulfikar Ali BhuttoZulfikar Ali Bhutto, le neuvième Premier ministre du Pakisan, a été arrêté pour complot en vue d'assassiner un opposant politique en 1974. En conséquence, il a été condamné à mort puis pendu le 4 avril 1979.Benazir BhuttoBenazir Bhutto a été Premier ministre du pays à deux reprises, d'abord de 1988 à 1990, puis de 1993 à 1996. En qualité de seule femme Premier ministre de l'histoire du Pakistan, elle a fait face à de multiples arrestations, à partir de 1985 lorsqu'elle a été assignée à résidence pendant 90 jours.En août 1986, Bhutto a été arrêté après avoir dénoncé le dictateur militaire Ziaul Haq lors d'un rassemblement à Karachi. En avril 1999, elle a été condamnée à cinq ans de prison pour corruption et a été disqualifiée et condamnée à une amende de plus de 5 millions de livres. Cela dit, elle a réussi à éviter l'arrestation en s'exilant.Nawaz CharifAprès la prise de fonction du général Pervez Musharraf, Nawaz Sharif a été arrêté en 1999 puis exilé pendant 10 ans.En juillet 2018, il a été condamné à 10 ans de prison, avec sa fille Maryam Nawaz, dans une affaire de corruption. Plus tard cette année-là, en décembre, il a été condamné à une peine de sept ans de prison dans l'affaire de corruption d'Al-Azizia Steel Mills. En 2019, Sharif s'est rendu à Londres pour un traitement médical et n'est pas revenu.Shahid Khaqan AbbassiEn juillet 2019, Shahid Khaqan Abbasi a été interpellé dans le cadre d'une affaire de corruption liée au gaz naturel liquéfié (GNL). Cela dit, il a ensuite été libéré sous caution et remis en liberté.Imran KhanLe 9 mai 2023, Imran Khan a été interpellé dans une énième affaire de corruption, mais au bout de quelques jours, il a été libéré suite à l'intervention de la Cour suprême.
Le 5 août 2023, il a été condamné à trois ans de prison dans l'affaire Toshakhana.Pour répondre sa condamnation et à son interpellation, le célèbre journaliste et présentateur de Geo News, Hamid Mir, a affirmé qu'Imran Khan n'était pas le premier Premier ministre à être envoyé en prison et pourrait ne pas être le dernier."D'abord Hussain Shaheed Suhrawardy, puis Zulfikar Ali Bhutto, puis Benazir Bhutto, puis Nawaz Sharif et désormais Imran Khan. Les Premiers ministres et les politiciens sont toujours punis », a-t-il tweeté.Il a aussi déclaré qu'aucun Premier ministre à travers l'histoire du Pakistan n'avait encore rempli son mandat de cinq ans.Dictateurs militairesÀ l'opposé, aucun des quatre dictateurs militaires - Auyb Khan, Yahya Khan, Ziaul Haq et Pervez Musharraf - n'a été traduit en justice pour son rôle dans le renversement de gouvernements élus et la violation de la Constitution.La puissante armée pakistanaise, qui a dirigé le pays sujet aux coups d'État pendant plus de la moitié de ses 75 années d'existence, exerce une influence considérable sur la sécurité, la politique étrangère et les questions politiques.(Avec les entrées de PTI)
0 notes
naatlyrics · 3 years ago
Text
Tu Kuja Man Kuja Lyrics || Owais Raza Qadri
Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Balagal Ulabi Kamalaihi
Kashafaddujabi Jamalihi
Hasunat Jamioo Khisalihi
Sallu Alayhi Wa Aalihi
Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu Ameere Haram Mein Fakeere Ajam Tere Gun aur ye lab mein talab hi talab Tu ata hi ata Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja
Ilhaam Jama hai Tera Quran Imama hai Tera Mimbar Tera Arshe Bari  Ya Rahmatallil Aalamin Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja  Tu Haqiqat hai Mein sirf ahesas hun Tu Samundar Mein bhatki hui Pyas hun Mera Ghar khak par Aur Teri Rahguzar Sidratul Muntaha Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Khairul Bashar rutba Tera Aawaze Haq Khutba Tera Aafaq Tere Samaeen Ya Rahmatallil Aalamin Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja  Dagmagaun jo halat ke samne Aaye Tera tasawwur Muje thamne Meri Khushkismati Mein Tera Ummati  Tu Jaza Mein Riza Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Allahumma SalliAla Sayyidina Muhammadin Allahumma SalliAla Sayyidina Muhammadin Sahibe Taaj ho Shahe Meiraj ho Shahsuware Burako Ameere Alam Dafa-e-Har bala Dafa-e-Har waba Dafa-e-Kahto Gham Daraf-e-Ranjo Alam Mere Aaqa Safe Ambiya ke ImamNaam par Jinke Lazim Duroodo Salam Sabse Aala wa Wala Hamara NabiSabse Bala o Wala Hamara NabiApne Maula ka Pyara Hamara NabiDonon Aalam ka Dulha Hamara Nabi Wo hai Hamara Nabi Kaun deta hai dene ko Munh chahiye Dene wala hai saccha Hamara Nabi Tu Kuja Man Kuja Mustafa Mujtaba Khatamul Mursalin Ya Rahmatallil Aalamin Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu hai Aherame Anwar bandhe hueMein Duroodon ki dastar bandhe hue Kaba-e-Ishq Tu Mein Tere Charasu Tu Asar Mein Dua Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja Duriyan Samne se jo hatne lagein Jaliyon se Nigahein lipatne lagein Aasuon ki Zaban ho Meri Tarjuman Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja
https://www.naat-e-sarkar.com/2017/07/tu-kuja-man-kuja-lyrics-owais-raza-qadri.html
For More Lyrics Please visit https://www.naat-e-sarkar.com/
2 notes · View notes
smpaak · 5 years ago
Video
Shaheed Par Haq
0 notes
ayeshabintrazaa · 4 years ago
Text
Matam zarur ho lekin, is baat par ki "Ya Hussain" humne us deen-e-haq ko bhula diya jiski khatir tu shaheed hua tha. - Wajihuddin Ali Khan
0 notes
sayyed-kasim-abbas-zaidi · 5 years ago
Photo
Tumblr media
📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 Ziyarat-e-Naahiyah (Part 06 out of 32) 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 -Salaam un ghareebul watano’n par jo khoon mein lat-pat thay (khoon bhare gareebaan par). -Salaam un hoto’n (lips) par jo pyaas se sukhe huwe thay. -Salaam ho un nafso’n par jinhe’n tukde tukde kiye gaye. -Salaam ho un Arwaah (Rooho’n) par jinhe’n qatl (shahaadat) ke baad loot liya gaya. -Salaam ho (uryaa’n) be-gor wo kafan laasho’n par. -Salaam ho Zameen-e Karbala pe behte huwe khoono’n par. -Salaam ho unke (shaheedo’n ke) badan ke tukde tukde aaza’a (parts of body) par. -Salaam ho un saro’n (heads) par jinhe’n nayzo’n par buland kiya gaya. -Salaam ho un masturaat par jinke saro’n se chaadare’n chheen li gayee’n. -Salaam ho Hujjat-e Khuda (hujjate parwardegaare aalam) par. -Salaam ho aap par aur aap ke shaheed hone wale farzando’n par. -Salaam ho aap par aur haq ki himayat karne wali aap ki zurriyat par. -Salaam ho aap par aur aap ke pahlu mein rahne wale farishto’n par. -Salaam ho zulm-o-sitam ke saath qatl kiye jaane wale par. -Salaam ho unke bhai Hasan par jinhe’n zaher de kar shaheed kiya gaya. -Salaam ho Janabe Ali Akbar par aur kam-sin sheer-khwaar (Ali Asgar) par. 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وآلِ مُحَمَّدٍ وعَجِّلْ فَرَجَهُمْ وَاﻟْﻌَﻦ أَﻋْﺪَاﺋَﻬُﻢْ ْ اَﺟْﻤَﻌِﻴن 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 Follow this link to join my WhatsApp group: https://chat.whatsapp.com/FmDiZ3W7PCL0GdtSUfjoK4 Subscribe on Telegram https://t.me/AzadarB Follow on Twitter https://twitter.com/AzadariBlp?s=08 https://www.instagram.com/p/B_oG6_UHGOJ/?igshid=ukt4cladoms8
0 notes
ghabbas09-blog · 7 years ago
Text
Hussain haar gaya?
Agar Hum Dastaan-e-Karbal ka jaiza, ma'adi lihaz se lene ki koshish karen to Janab-e-HUSSAIN to Maidan-e-Karbal me Shikast se do-char nazar aaenge. Ghar lut gaya, Tamam he Ehbab Shaheed hue, Khuwateen ko Bazaron me Be-Rida ghumaya gaya. Jeet isko to nae kehte. Keh he nae sakte. Yeh to Shikast hai. Mukamal Shikast. Magar Aap jantay hen ke Janab-e-HUSSAIN ke Asal Fatah kia hai ? Yeh ke rehti Dunya tak HUSSAIN ne Har Ghar me, har Chorahay par, har Rishte me, har Soch me, har Zawiye me ek Karbal bapa kardi hai. Sahe aur Galat me ek numaya lakeer khench di hai. Rehte Dunya tak HUSSAIN Haq ki aur Yazeed {L.A.} Batil ki Tamseel ban gae hen. Yeh hai haqiqi Jeet. Ghar lutwa kar bhe Fatah. Sar katwar kar bhe Kamrani. Bila Shuba, Fatah HUSSAIN ka he Muqadar hue. Magar, afsous, Main jab apna Muashira dekhta hon to Mujhe Pegham-e-HUSSAIN-o-Ehbab Shikast se hamkinar hota nazar aata hai. Hum Janab-e-HUSSAIN ka naam le kar bhe, Unko apna Rehnuma keh kar bhe Apni Zindage ke har lamhay par Jhoot ka sahara lete hen. Batil ke aage Kalma-e-Haq kehna to soch se bhe mawara samjhie. Yeh hai Pegham-e-HUSSAIN ki Shikast! Hum Janab-e-ZAINAB ke Parday ka Matam to karte hen Magar rah chalti har Aurat ko apne lie Halal samjhte hen. Yeh hai Qurbani-e-ZAINAB se Be-wafai! Hum Janab-e-ABBAS-e-Bawafa ke katay Bazoun ka Ghum to karte hen Magar apnay kisi Rishtay me Wafa nae karte. Yeh hai Wafa-e-ABBAS se Be-zaari! Hum Janab-e-SAKINA ke Chehre pe Yazeed {L.A.} ke Tamachon ka Soug to karte hen Par apnay Bachon pe Rehm nae karte. Yeh hai Masomiyat-e-SAKINA se Ijtinaab! Hum agar apnay Buzargon ka Ehtraam nae karen ge to . . Janab-e-ALI AKBAR ki Qurbani pe Roone ke Ehel nae! Hum agar apnay Rishtedaaron aur ird-gird ke Logon se Muhabat ka rawiya nae rakhen ge to Janab-e-QASIM ke louti Jawani par Girye ka haq nae rakh saken ge! Agar hum Apnay he Mazhab-o-Firqe tak Mehdod hojaen ge aur baqi Tamam ko Haqdaar-e-Jahanum samjhen gen to yeh Janab-e-SAJJAD ke Sajdon se Be-wafai hoge! Hum agar apni Zindage inhe Jhootay, Khud-Garz aur Baatil Asoolon pe guzaren to yeh Tamam Shurka-e-Karbal se Daga ke Mutaradif hoga! Yaad rakhie! Qurbani-e-HUSSAIN hum sab se Zindage me Tabdeeli ka Takaza karte hai! Na ke Kapron ke rang ki tabdeeli, FaceBook pe Profile Pictures aur Cover Photos ki Tabdeeli ka! HUSSAIN ko Moharam ke chand dinon tak mat Mehdoud kijie! HUSAAIN Zindage guzarne kay Tareeqe ka Naam hai! Ghurbat-e-AHL-e-BAIT pe Aanso bahaie. Magar Makhlouq-e-KHUDA ke Aansoun ka sabab na baniye! Soch aur Amal Tabdeel kijie! Yeh hoge Janab-e-HUSSAIN se asal Wafa! Yeh hoge Janab-e-HUSSAIN ke asal Fatah! Yeh hoga Haasil-e-Karbal!
1 note · View note
hadeesorg-blog · 7 years ago
Video
tumblr
5000 Muslim freedom fighters in British Records, India Office Library, London
MORE THEN 5000 INDIAN MUSLIM FREDOM FIGHTER NAMES.. Can any one please let me know the details of the Freedom Fighters of India who took part in Independence of INDIA, because mostly we Muslims dont know about there work and names so we think that only non-muslim leaders took part in this movement and got independence. If possible give there names with there short biography so it will be easy for ourself to remember them and also we can say that no Our brothers also took par... Continue Reading MORE THEN 5000 INDIAN MUSLIM FREDOM FIGHTER NAMES.. Can any one please let me know the details of the Freedom Fighters of India who took part in Independence of INDIA, because mostly we Muslims dont know about there work and names so we think that only non-muslim leaders took part in this movement and got independence. If possible give there names with there short biography so it will be easy for ourself to remember them and also we can say that no Our brothers also took part in Independence. British snatched Indian govt from Muslims & Islamic clerics issued fatwas of jihad againstBritish Empire FORCED on India. So, large number of Muslim ulemas(clerics)were killed from Delhi to Khyber. Some of 5,00,000 names of of Muslim freedom fighters are: Hyder Ali, Shaheed Fateh Ali(Tipu Sultan), Sh. Sirajuddaulah, Sh Mir Qasim, Sh Yusuf Khan, Sh. Waali Khan, Sh Teetu Miyan, Maulana Shah Waliullah Mohaddis Dehlvi, Shah Abdul Aziz Mohaddis Dehlvi, Syed Ahmed Shaheed, Maulana Vilayat Ali Sadikpuri,Abu Zafar Sirajuddin Bahadur Shah Zafar, Fazle Haq Khairabadi (originator of 'Inqilaab Zindabad'), Sh Muhammed Husain,Sh Ahmed Yaar Khan,ShNizam Ali Khan, Sh Gulam Ghaus, Sh Khuda Bakhsh, Ejaz Ali Khan, Pir Ali Khan, Haidar Ali Khan Gaya, Subedar Ali Bakhsh of Hamirpur U P, Waris Ali, Sh Burhanuddin, Mujahid Gul Muhammed, Sh Shekhu Khan Pahalwan, Sh Pir Ali, Sh Syed Hasan Askari, Sh Begum Shah Zamani, Azimullah Khan, ShAbdullah, Sh Sher Ali NWFP, Sh Rahmat Ali, Sh Rasoolullah, Sh Imtiyaz, Ahmedullah Azeemabadi, Sh Ali Ahmed Siddiqui, Sh Gulzar Ali Khan, Sh Israel Allah Rakkha Of Malegaon, Sh Abdul Ghafoor Khan, Dr. ZakirHusain, Miyan Hamid Khan, Syed Fida Husain, Syed Geenu Babu, Sh Tajammul Husain of Sonpur Bihar, Sh Mir Abdullah & Sh Abdushshakoor Samastipur, Sh ShaikhulHaq of Dhamdaaha, Sh Hatim Tai of Shahabad, Sh Jumrati of Bhagalpur, Sh Akram Ali, Sh Mohd Abdul Qadir, Sh Abdurrashid Peshawar, Abid Husain, Sh Altaf Husain, Sh Allah Daad, Sh Ayub Khan, Sh Ikhtiyar Ali, Sh Abdul Khaliq, Sh Basheer Muhammed, Sh Badruddin, Sh A B Mirza, Sh Babu Khan, Sh Chiragh Khan, Sh Dilawar Khan, Sh Fateh Khan of INA, Sh Feroz Khan,Sh Fazal Karim, Sh Fazal Mohd, Sh Farzand Ali, Sh Gulab Noor, Sh Ghulam Khan, Sh Ghulam Mohammed, Sh Gore Khan, Sh Ghulam Isa Khan, Sh Ghulam Nabi, Sh Gulzar Khan, Sh Hatim Ali, Sh Husain Ali, Sh Hidayatullah & Inayatullah, Sh Ibrahim, Sh Ismail Khan, Sh Imamuddin, Sh Arshad, Sh Jalali Khan, Sh Jalaluddin, Sh Khushi Muhammed, Sh Khan Baig, Sh Khan Muhammed, Sh Khan Baas, Sh Laal Khan, Sh Mohammed Banaras, Sh Muhammed Din, ShMuhammed Akbar, Sh Mohd Yusuf, Sh Yusuf Bhatti, Sh Mohd Ghulam, Sh Mohd Aslam, Sh Maal Khan, Sh Mohd Ilahi, Sh Mumtaz Ali, Sh Mubarak Ali, Sh Majnun Husain, Sh Mahboob Shafi, Sh Muhammed Yaamil, Sh Muhammed Akbar, Sh Mohd Bakhsh, Sh Mohd Yaqoob, Sh Mir Gul, Sh Noor Mohd, Sh Nasir Ahmed, Sh Nannhe Khan, Shaheed Muhammeduddin, Sh Nek Mohd, Sh Nabi Bakhsh, Sh Nizamuddin, Sh Noor Muhammed, Sh Noor Husain, Sh Rahim, Sh Shubrati Khan, Shaheed Syed Alvi, Shaheed Syed Rahman, Shaheed Shadullah Khan, Sh Sharbat Khan, Sh Syed Ghafoor, Sh Shah Zameer, Sh Sher Mohammed, Sh Sargand Ali, Sh Saeedullah Khan, Sh Sayyad, Sh Zaman, Sh. Sadiq Muhammed, Sh Sultan, Sh Momin Khan, Sh Taj Muhammed, Sh Umar Muhammed, Sh Vilayat Shah, Sh Waris Khan, Sh Zaheer Ahmed, Mirza Jassu Baig, M S Khan, Maulana Abdul Aziz Banglauri, Qudratullah Khan, Maulana Sant Singh, Ghaus Mohammed Khan, Chacha Jaan Muhammed, Khwaja Abdul Majeed, Mohd Husain Zaidi, Shah Mohd Ishaaq, Haji Fazal Wahid, Muhammed Yasin Ansari, Chaudhari Islamuddin, Chaudhari Hakim Khaziq, Maqsood Ali, Pir Mohd Monis Ansari, Nijat Husain Ansari, Jannat Husain Ansari, Amanat Ali Ansari, Haji Abdullah Sardar, Shaikh Bhikari, Hafiz Deen Muhammed Ansari, Batakh Miyan Ansari, Sharfuddin Ahmed Qadri Ansari, Hafiz Tabarak Husain, Husain Mian Ansari, Abdul Ghani Ansari, Alaqat Mian, Wali Muhammed Quddus Mian Ansari, Dr Mukhtar Ansari, Prince Feroz Shah, Maulvi Mohd Baqar, Begum Hazrat Mahal, Maulana Ahmed Ali, Maulana Ahmedullah Shah, Nawab Khan Bahadur Khan, Azizan Bai, Maulvi Liaqat Ali Ilahabadi, Haji Imdadullah Mahajir Makki, Maulana Qasim Nanutvi, Maulana Rahmatullah Keranvi, Shaikhul Hind Maulana Mahmood Hasan, Maulana Ubaidullah Sindhi, Maulana Rashid Ganguhi, Maulana Anwar Shah Kashmiri, Maulana Barkatullah Bhopali, Maulana Kifayatullah, Subhanul Hind Maulana Ahmed Saeed Dehlvi, Maulana Husain Ahmed Madni, Sayyadul Ahraar Maulana Muhammed Ali Jauhar, Maulana Shaukat Ali
5 notes · View notes
1sabirs-blog · 6 years ago
Text
Tulu-e-Islam
THE RISE OF ISLAM
Stanza (1) - Read Explanation
Daleel-E-Subah-E-Roshan Hai Sitaron Ki Tunak Tabi
Ufaq Se Aftab Ubhra, Gya Dour-E-Garan Khawabi
The dimness of the stars is evidence of the bright morning.
The sun has risen over the horizon; the time of deep slumber has passed.
Urooq-E-Murda’ay Mashriq Mein Khoon-E-Zindagi Dora
Samajh Sakte Nahin Iss Raaz Ko Seena-O-Farabi
The blood of life runs in the veins of the dead East:
Avicenna and Farabi cannot understand this secret.
Musalman Ko Musalman Kar Diya Toofan-E-Maghrib Ne
Talatum Haye Darya Hi Se Hai Gohar Ki Seerabi
The storm in the West made Muslims Muslims.
Pearls are produced in abundance from the very buffetings of the sea.
Atta Momin Ko Phir Dargah-E-Haq Se Hone Wala Hai
Shikoh-E-Turkamani, Zehan-E-Hindi, Nutq-E-Arabi
The true believers are once more to receive from the court of God
The glory of the Turkamans, the intellect of the Indians and the eloquence of the Arabs.
Asar Kuch Khawab Ka Ghunchon Mein Baqi Hai To Ae Bulbul !
“Nawa Ra Talakh Tar Mee Zan Choo Zauq-E-Nagma Kmyabi”
If there is still some trace of sleep left in the buds, my nightingale,
Then make your songs more plaintive, for you found their desire to hear your melody too little.
Note: The italicized line is translated from the poet Urfi Shirazi. Iqbal also used it in his poem ‘Urfi’.
Tarap Sehan-E-Chaman Mein, Ashiyan Mein, Shakhsaron Mein
Juda Pare Se Ho Sakti Nahin Taqdeer-E-Seemabi
Whether your agitation be in the courtyard of the garden, in the nest, in the leafy branches—
This quicksilver‐destiny cannot be separated from mercury.
Woh Chashm-E-Paak Been Kyun Zeenat-E-Bargistawan Dekhe
Nazar Ati Hai Jis Ko Mard-E-Ghazi Ki Jigar Tabi
Why should that pure‐seeing eye look at the glitter of armour on the horse
When it sees the valour of the holy warrior?
Zameer-E-Lala Mein Roshan Charagh-E-Arzoo Kar De
Chaman Ke Zarre Zarre Ko Shaheed-E-Justujoo Kar De
Make the lamp of desire bright in the heart of the tulip!
Make every particle of the garden a martyr to search!
Stanza (2) - Read Explanation
Sar Shak-E-Chashm-E-Muslim Mein Hai Neesan Ka Asar Paida
Khalil-Allah (A.S.) Ke Darya Mein Hon Ge Phir Guhar Paida
The effect of the spring‐rain is born in the tears of the Muslims.
Pearls will be born again in the sea of the Friend of God.
Kitab-E-Millat-E-Baiza Ki Phir Sheeraza Bandi Hai
Ye Shakh-E-Hashmi Karne Ko Hai Phir Barg-E-Bar Paida
This book of the Radiant Community is receiving a new binding;
The Hashimite branch is once more ready to bring forth new leaves and fruit.
Rubood Aan Turk Sheerazi Dil-E-Tabraiz-O-Kabil Ra
Saba Karti Hai Buay Gul Se Apna Hamsafar Paida
The Turk of Shiraz has ravished the heart of Tabriz and Kabul;
The morning breeze makes the scent of the rose its companion on the road.
Agar Usmaniyon Par Koh-E-Gham Toota To Kya Gham Hai
Ke Khoon-E-Sad Hazar Anjum Se Hoti Hai Sahar Paida
If a mountain of grief collapsed upon the Ottomans, then why lament?
For the dawn arises from the blood of a hundred thousand stars.
Jahan Baani Se Hai Dushwar Tar Kar-E-Jahan Beeni
Jigar Khoon Ho To Chashm-E-Dil Mein Hoti Hai Nazar Paida
More difficult than the conquest of the world is the task of seeing the world;
When the heart is reduced to blood, only then does the eye of the heart receive its sight.
0 notes
imshia · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Sitam ki hogayi ye inteha rasool ke baad chali hai maange haq fatema rasool ke baad Rasool zaadi khadi kyon rahi sare darbaar ye kaun taqt pe baitha raha rasool ke baad Wo jaake shehr ke baahar padar ko roti rahi kisi ne ghar may na rone diya rasool ke baad Shaheed hogaya uski hi zarb se mohsin dare batool giraaya gaya rasool ke baad Wo jurm kya tha ke jis par ali ko galiyon may rasan ke baandh ke khayncha gaya rasool ke baad Shikasta hogaya kaise batool ka pehlu batao zulm ye kisne kiya rasool ke baad Koi bataaye hame kyon batool ke ghar se hamesha rone ki aayi sada rasool ke baad Jo chehre aayaye tatheer ke bane tafseer unhe adoo ne kiye berida rasool ke baad Zafar nabi ke gharane pe dhaake zulm-o-sitam sajaayi jaane lagi karbala rasool ke baad..........
0 notes
coolislamicblog-blog · 8 years ago
Text
Hindustan Ki Azadi Ke Liye Apni Jaan Ki Kurbani Dene Waale Kuch Muslim Logo Ke Naam
Tumblr media
Hindustan Ki Azadi Ke Liye Apni Jaan Ki Kurbani Dene Waale Kuch Muslim Logo Ke Naam ================================================== Jin Muslims ne Azadi Ki Ladai mein apni jaan ki kurbani di unki list to bahut lambi hai, yaha par kuch naam batae ja rahe hain, Aap se guzarish hai ke isko zyada se zyada FB whatsapp par sahre kijiye, taake sabko pata chal sake. 1.
Tumblr media
🇮🇳Angrezon ke khilaaf uthne wali pehli awaaz NAWAB SIRAJUDDOULA. 2.
Tumblr media
🇮🇳Sher-e-Mysoor TIPU SULTAN SHAHEED. 3.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Shah Waliyullah Muhaddis Dehlawi. 4.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Shah Abdul Aziz Muhaddis Dehlawi. 5.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Syed Ahmed Shaheed. 6.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Vilayat Ali Sadiq puri. 7.
Tumblr media
🇮🇳Abu Zafar Sirajuddin Muhammed Bahadur Shah Zafar. 8.
Tumblr media
🇮🇳Allama Fazl-e-haq khairabadi. 9.
Tumblr media
🇮🇳Shehzada Feroz Shah. 10.
Tumblr media
🇮🇳Moulvi Mohammed Baqar Shaheed. 11.
Tumblr media
🇮🇳Begum Hazrat Mahal. 12.
Tumblr media
🇮🇳Moulana Ahmadullah Shah. 13.
Tumblr media
🇮🇳Nawab Khan Bahadur Khan. 14.
Tumblr media
🇮🇳Azizan bai. 15.Shah Abdul Qadir Ludhianavi. 16.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Haji Imdadullah muhajir-e-makki. 17.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Muhammed Qasim Nanotawi. 18.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Rahmatullah kairanawi. 19.
Tumblr media
🇮🇳Shaikh-ul-Hind Hazrat Moulana Mahmood-ul-Hasan. 20.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Ubaidullah sindhi. 21.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Rasheed Ahmed Gangohi. 22.
Tumblr media
🇮🇳HazratMoulana Anwar Shah Kashmiri. 23.
Tumblr media
🇮🇳Moulana Barkatullah Bhopali. 24.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Mufti kifayatullah. 25.
Tumblr media
🇮🇳Sehbaan-ul-Hind Moulana Ahmed Sayeed Dehlawi. 26.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Sayyid Hussain Ahmed Madani. 27.
Tumblr media
🇮🇳Saiyyidul Ahrar Moulana Muhammed Ali Jaohar. 28.
Tumblr media
🇮🇳Moulana Hasrat Mohani. 29.
Tumblr media
🇮🇳Molana Arif hiswi 30.Moulana Abul kalam Azad. 31
Tumblr media
🇮🇳Rayees-ul-Ahrar Moulana Habiburrehman Ludhianavi. 32.
Tumblr media
🇮🇳Dr. Saifuddin Kuchlu Amritsari. 33.
Tumblr media
🇮🇳Masih-ul-mulk Hakim Ajmal khan. 34.Moulana Mazharul Haq. 35.
Tumblr media
🇮🇳Moulana Zafar Ali Khan. 36.
Tumblr media
🇮🇳Allama Inayatullah Khan Mashriqi. 37.
Tumblr media
🇮🇳Dr. Mukhtar Ahmed ansari. 38.
Tumblr media
🇮🇳General Shahnwaz Khan. 39.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Syed Muhammed Miyan. 40.
Tumblr media
🇮🇳Moulana Muhammed Hifzurrahman Syoharwi. 41.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Abdul Bari Farangimahli. 42.
Tumblr media
🇮🇳Khan Abdul Gaffar Khan. 43.
Tumblr media
🇮🇳Mufti Ateequrrahman Usmani. 44 .
Tumblr media
🇮🇳 Dr . Syed Mahmood. 45.
Tumblr media
🇮🇳Khan Abdul Samad Khan. 46.
Tumblr media
🇮🇳Rafi Ahmed Qidwai. 47.
Tumblr media
🇮🇳Yusuf Mehar Ali. 48.
Tumblr media
🇮🇳Ashfaqullah Khan. 49.
Tumblr media
🇮🇳Barister Asif Ali. 50.
Tumblr media
🇮🇳Hazrat Moulana Ataullah Shah Bukhari. 51.
Tumblr media
🇮🇳Molana Khalil-ur-Rahman Ludhianavi. 53.
Tumblr media
🇮🇳Abdul Qayyum Ansari. 54
Tumblr media
🇮🇳Aziz dr.maghfor ahmd 55
Tumblr media
🇮🇳aziz maulana manzur ahsan 56
Tumblr media
🇮🇳asof ali 57
Tumblr media
🇮🇳4 ali maulana md joar 58
Tumblr media
🇮🇳ali maulana shaukat 59
Tumblr media
🇮🇳 female abeda begum 60
Tumblr media
🇮🇳 ali inayat 61
Tumblr media
🇮🇳ali shaheed pir 62
Tumblr media
🇮🇳ali waris 63
Tumblr media
🇮🇳ansari abdul qayyum 64
Tumblr media
🇮🇳 Ansari dr mukhtar ahemad 65
Tumblr media
🇮🇳ansari battakh main 66
Tumblr media
🇮🇳 haidar ali 67
Tumblr media
🇮🇳 ashfaqullah khan 68
Tumblr media
🇮🇳 mahommad johar ali 69
Tumblr media
🇮🇳aadam alimmaulana 70
Tumblr media
🇮🇳khan shahnawaz 71
Tumblr media
🇮🇳 kichwle saifuddin 72
Tumblr media
🇮🇳 makki Maulana imdadullah 73
Tumblr media
🇮🇳 begum hazrat mahel 73
Tumblr media
🇮🇳mailana madini 74
Tumblr media
🇮🇳Qari Abid khan Madni Click to Post
0 notes