#Nazar Bachao
Explore tagged Tumblr posts
Photo
Sharukh Khan New Movie Jawan Lion Ring hindu Sikh Evil Eye Protection Mundri BB8
Punjabi Lion Silver Colour Ring Roaring Sher Mundari Brilliant Finish Zodiac Ring Design
This ring is worn by Bollywood Star Sharukh Khan in his new movie Jawan
Ring Design Ref: BB8
(design may slightly differ - subject to availability)
Roaring Lion Sing Ring
Hindu Evil Protection Zodiac Ring Amulets.
Please send your size in order note we will try our best to match the nearest size.
Only one ring per sale unless you buy multiple items by choosing quantity from the drop down list. Multiple photos shown to provide more details/information about this item (guidance purposes only).
These rings are hand made in the holy and blessed land of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Non allergic to skin.
Free Royal Mail Economy Postage in UK.
Postage discounts for multi-buys.
Please buy with confidence.
P.S. Colour of item may slightly vary due to camera flash and light conditions.
Style: Band
Base Metal: Aluminium
Material: Steel
Theme: Animals & Insects
Main Colour: Silver - Vintage Look
Main Stone: No Stone
Metal: Aluminium
Brand: OnlineSikhStore
http://www-onlinesikhstore-com.myshopify.com/products/punjabi-lion-ring-silver-colour-hindu-sikh-evil-eye-protection-mundri-bb8
#Lion Ring#Sikh Hindu Muslim#Islam Peace#Sharukh Khan#Movie Jawan#Sher Ring Challa#Mundri Mundari#Mundi roar Tiger#Love Evil eye#Protection Shield#Nazar Bachao#brass roaring lion#stainless steel#unisex men power
0 notes
Text
The brief but magical association of KISHORE KUMAR & SHANKAR-JAIKISHEN…
Feature courtesy
https://myviewsonbollywood.wordpress.com/2018/06/12/the-brief-but-magical-association-of-kishore-kumar-shankar-jaikishen/
By
Sharada Iyer
The very mention of their names immediately brings to our mind the evergreen super-hit song ‘Zindagi ek safar hai suhana…’ from the film ANDAZ. From the opening prelude to the yodelling to the fast-paced beats – everything about the song became unforgettable! Added to that superstar Rajesh Khanna’s charismatic screen presence turned this song not only into one of the most loved songs of Hindi cinema but also became one of the biggest hits of the careers of Rajesh Khanna, Kishore Kumar and Shankar-Jaikishen.
ANDAZ (1971): ‘Zindagi ek safar hai suhana…’
Shankar-Jaikishen (SJ): The music director duo who revolutionized the very definition of Hindi film music with their path-breaking music and tunes…
Kishore Kumar: The genius actor-singer who created his own path and carved a place in the Hindi film music scene which people cannot even dream of achieving…
Both the singer as well as the music director duo reached dizzying heights of popularity during the years they were active. And yet when we look back it is sad that three of the most loved and cherished musical geniuses of our industry hardly got much opportunity to work together during their long and illustrious careers …
Interestingly they even made their debut around the same time –
Shankar-Jaikishen’s debut film as independent music directors was R K Films’ Barsaat which released in 1949…
Kishore Kumar’s debut film as an actor and a playback singer (sang for Dev Anand) was Ziddi which released in 1948…
Shankar Jaikishen somehow always worked with heroes like Raj Kapoor, Shammi Kapoor, Rajendra Kumar, Dilip Kumar, Biswajit, Joy Mukjerjee, Shashi Kapoor, Sunil Dutt for whom Kishore Kumar never got the opportunity to playback. When they worked for Dev Anand they used Mohammed Rafi except for one instance-‘Dooriyan nazdeekiyan ban gayee…’ a Kishore Kumar-Asha Bhonsle duet that turned out to be the biggest hit of the film:
DUNIYA (1968): ‘Dooriyan nazdeekiyan ban gayi…’
It was around the late forties that the triumvirate of Raj Kapoor, Dev Anand and Dilip Kumar entered the industry, became great stars creating a special niche for themselves and also had their own favourite playback singers singing for them. While Rafi became the voice of Dilip Kumar with Talat Mehmood also contributing in some songs, Mukesh was the voice of Raj Kapoor with Manna Dey singing for him at times. In case of Dev Anand, both Rafi and Kishore Kumar’s voices were used.and hence Kishore Kumar between 1948 and 1968 sang only for himself when he acted or did playback for Dev Anand.
NEW DELHI, KROREPATI, BEGUNAAH, RANGOLI and SHARARAT are the five films for which Shankar-Jaikishen worked with Kishore Kumar where he acted and sang his own songs and what beautiful music they created:
Here is a gem from the 1962 film RANGOLI. What an absolutely haunting song- simple, hummable and so melodious
RANGOLI (1962): ‘Choti si yeh duniya pehchaane raaste hain…’
Interestingly both the above song and ‘Zindagi ek safar…’ from ANDAZ had other singers singing their version but really do people even remember that? For when Kishore Kumar sings, such is the magic and resonance in his voice that the other versions pale in comparison.
A fun-filled Kishore-Lata duet-‘Ik nazar kisine dekha aur ban gaya afsana…’
A soulful solo-‘Rangoli sajaao re…’
Listen to this superb song from NEW DELHI. The simple orchestration, the yodelling, the subtle variations in the song all go to make this a masterpiece!
NEW DELHI (1956): ‘Nakhrewaali…’
NEW DELHI (1956): ‘Milte hi nazr aap mere dil mein aa gaye…’
While Kishore Kumar enjoyed immense popularity as an actor-singer during the fifties and early sixties, he had to undergo a long period of struggle to be considered as a playback singer for other heroes. In fact there are rare instances when other singers like Mohammed Rafi and Manna Dey sang for him.
SHARARAT (1957): ‘Hum matwaale naujawan…’
After giving him such a wonderful solo, wonder why did Shankar-Jaikishen settle for Rafi to sing ‘Ajab hai dastaan meri yeh zindagi…’!!! What made them think that Kishore would not have delivered that song brilliantly in his own way?
SHARARAT (1959)
BEZUBAAN (1957)
Only audio of this song is available
To achieve his dream of becoming a playback singer, Kishore Kumar had to become an actor and act for almost 20 years before giving up acting to become full-fledged singer. This phase coincided with the coming of a new star Rajesh Khanna in the horizon and Kishore Kumar became a voice to reckon with for all the actors after 1968.
In 1968 Shankar-Jaikishen gave music in the Dharmendra-Hema Malini starrer TUM HASEEN MAIN JAWAAN. Kishore Kumar got to sing only one song and that too a comical one in the film- ‘Munne ki amma yeh to bata…’. The song did become popular with the masses:
THE FATEFUL YEAR OF 1971:
This year was important for this combination in more ways than one. Not only did they team up to give several super-hits unfortunately, it was also the last year they worked as a team together for Jaikishen from the duo passed away due to cirrhosis of liver.
Apart from the blockbuster song ‘Zindagi ek safar hai suhana…’, the Kishore-SJ combo gave us some of these superb songs also in 1971 :
SOLOS:
LAL PATTHAR (1971): ‘Geet gaata hoon main…’
KAL AAJ AUR KAL (1971) : ‘Bhanware ki gunjan…’
DUETS:
KAL AAJ aur KAL: ‘Aap yahan aaye kisliye…’
This film which launched Raj Kapoor’s son Randhir Kapoor had superb music by Shankar Jaikishen and Kishore Kumar became Randhir’s voice and all songs were super-hit. There were two more lovely duets in the film- ‘Tik tik tik tik…,’ ‘Jab hum honge saath saal ke…’
NAGINA: ‘Tere mere pyar ka andaz hai nirala…’
MAIN SUNDAR HOON: ‘Mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu naja…’
The song ‘Naach meri jaan…’ from the same film had Kishore Kumar and Jaikishen making a brief appearance at the beginning of the song…
SEEMA: ‘Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jaane de…’
First in 1966, lyricist Shailendra passed away. On Septemnber 12, 1971, Jaikishen passed away. The team of SJ was hit very badly. Though Shankar did try to keep the flag flying by continuing to compose under the name of Shankar-Jaikishen as per their agreement, but the magic had started fading away.
POST 1971:
Films like JANGAL MEIN MANGAL, AANKHON AANKHON MEIN and DIL DAULAT DUNIYA released in 1972. Probably the music for some of the songs had already been scored by the two together and kept in their music bank. Here are some brilliant songs from these films:
JANGAL MEIN MANGAL: ‘Tum kitni khoobsurat hoy eh mere dil se pucho…’
Here is a rare Rafi-Kishore duet from the film JANGAL MEIN MANGAL picturized on Kiran Kumar and his friends which included a weird looking Pran: ‘Ae Bagh ki kaliyon sharam karo sharam karo…’
AANKHON AAKHON MEIN: ‘Aankhon aankhon mein baat…’ with Asha
Another duet from the same film:
‘Do baatein pyar bhari kar loon…’with Asha
The Rajesh Khanna-Kishore combo came together again for this film after Andaz but the results were certainly not anywhere near their best. There were a couple of solos and duets by Kishore Kumar:
DIL DAULAT DUNIYA: ‘Saath mein pyara saathi ho…’
Soon offers reduced though Shankar did manage to come up with a few aces with Kishore Kumar:
DO JHOOT (1975): ‘Chalo bhool jaayen jahan ko yahan do ghadi…’
‘Chatri na khol ud jayegi…’
AAJ KI TAAZA KHABAR (1974) : ‘ Mujhe meri biwi se bachao …’
I end this musical blog with this lovely solo from RESHAM KI DORI picturized on Dharmendra.
RESHAM KI DORI (1975): ‘Chamka pasina banke angina…’
There is no doubt that this talented and unique singer-music director combination would have definitely created a different kind of euphoria for whenever they did come together and whatever little work they did together, they created magic. Whether it was industry politics or just destiny which kept them apart, fans remain grateful for the precious and priceless legacy left behind by them…
#shankar jaikishan with kishore kumar#kishore kumar with shankar jaikishan#combination of Kishore Kumar with Shanker Jaikishen#kishore kumar#shankarjaikishan#music#hindi film
0 notes
Photo
Bojh - Self written Bachpan se kandhe me bojh lie ghumte hue badhe hue hum, Kabhi kitabo ka to kabhi darr ka ki aaj homework nahi kia to maar padegi, Bachpan se hi kandha jhukta gaya, Kitabo ne jhukaya hi, bohot si apekshao ne bhi jhuka dia un nanhi kandho ko. Nursery rhymes ki kitabe kab applied mathematics me badal gyi pata hi nhi chala, Sare kitabo k beech rehti thi ek diary jisme hote the kuch drawings aur kavitaye. Roz maa bag kholti aur sare kitabe dekhti par us diary pe ajtak kisi ki nazar nahi gyi, Jati to sayad aaj engineer bano koi na bolta. Wo diary dabti gyi bhari aur moti kitabo k niche aur ek din hum khud bhul gye ki wo thi waha. Aj yaad bhi nahi ki wo diary kaha hai, Kitabo k bojh k niche kandhe to dabe hi, armaan or sapne bhi dabb gaye, Ghutta tha damm humara jab aas pados aur rishtedaar, Kehke jate the boards me marks kitna aya yaar? Uske baad naukri mili fir package kitna hai? Kandha ab bhar chuka tha, ab bharne laga tha sar, use kehte the log depression. Office me tane alag sunte, bojh tha udhar paiso ka, Ghar me bojh tha un apekshao ka jo kar na paye hum pura unka. Apekshao k bojh k tale wo choti si asha bhi dabb gyi jo thi us diary ko dhudne ki, Par ekdin wo nanha bacha andar se bola, Bachao mjhe, mjhe jeena hai khulke. Mjhe rang do mere haath me aur sochne ki azaadi, Hum bache hai apke, nahi hai hum apekshao se nikli abaadi. Dhundne laga dil wo diary ko jo mili raddi k ek dher me, Ansu nikle ankh se dekh k wo bachpan wo piche chor chuke the is paiso ki daudh me. Nikla paper aur rang birangi pencil aur banne lagi ek khubsurat duniya, Par fir subah apeksha, karza, aur paiso ne le li uski jagah jab shirt aur tie pehenke aur haath me parker ka pen leke nikla wo apne mare hue sapno ka bojh kandho me lie. Wo diary thi bas ek din ki mehman, Raddi k dher me hui wo aur sapne kurban! #allshots #agameoftones #authenticlight #quietthechaos #expofilm #exklusive_shot #whilechasingthelight #yourworldgallery #unutteredmusings #indiagram ##communityfirst #createexploretakeover #iphonography #shotoniphone #vagrantdiaries #moodygrams #moody #lookslikefilm #justgoshoot #chasinglight #conceptart #interiors #driedflowers ##bibliophile #diaryofawriter (at Pune, Maharashtra) https://www.instagram.com/p/Bu0MeS8BDXT/?utm_source=ig_tumblr_share&igshid=1cs2fl35c0ffw
#allshots#agameoftones#authenticlight#quietthechaos#expofilm#exklusive_shot#whilechasingthelight#yourworldgallery#unutteredmusings#indiagram#communityfirst#createexploretakeover#iphonography#shotoniphone#vagrantdiaries#moodygrams#moody#lookslikefilm#justgoshoot#chasinglight#conceptart#interiors#driedflowers#bibliophile#diaryofawriter
0 notes
Text
Zaruratich Nai Hai (Emiway Bantai)
Zaruratich Nai Hai Emiway Bantai
Vocalist : Emiway Bantai
Lyricist : Given Below
Music : Flamboy
Album : No Brands Ep
Company : Emiway Bantai
Duration : 02 min 59 sec
Added Date : 19 Oct, 2019
Anthem Portrayal: Zaruratich Nai Hai song released date 19 Oct, 2019 sung by Emiway Bantai, penned by Given Below, music composed by Music, Zaruratich Nai Hai copyrights by Emiway Bantai, Punjabi Singles Mp3 Song From Album No Brands Ep, Zaruratich Nai Hai new Punjabi song 2019, Emiway Bantai latest 2019 Punjabi song stream online on muzicgo, download Song mp3 song, feel and enjoy music
Download Zaruratich Nai Hai Emiway Bantai Mp3
Download 320 kbps (7.46 mb) Download 128 kbps (3.36 mb)
Listen Zaruratich Nai Hai Emiway Bantai Online
Zaruratich Nai Hai Emiway Bantai Lyrics
Zaruratich nai hai Zaruratich nai hai Yeh sab ki apneko zaruratich nai hai Sone ko inke pass karvatich nai hai Achi khaasi inki parwarish nai hai Zaruratich nai hai Zaruratich nai hai Boht Shane bante marketing pe game inka chalta hai Bager paise lagaye inka fame nahi chalta hai Apna khel bhalta hai organic pe hi chalta hai Na lagata paisa me kisi ko batana, zarurutich nahi hai Yeh pateli marke chadhte jispe parvtich nahi hai Mujhe zaruritch nahi hai haha Sone ko inke pass kartivch nahi hai Beta Achi khasi inki parvarish nahi hai Nai nahi nai Yeh maska lagate hai sasta wala aur Artist ko topa pehnate hai Yeh chusengy jab tak paisa banagey Fir muddal nazar nahi ate hai Paise nahi ayela artist ke khate mei 30000 budget dum nahi hai bato mei Ankey nai hoti hai band yaha raaton mei Me nahi ane wala in sabke baato mei Bitch Magaj-mari kam rakhta zindagi me tanta nahi Kon kya bolta mere bare parva mujhe ghanta nahi Koi samja nahi isiliye me yeh samjane aya hu Yeh 5 saal ki mehnat hai aaj jo kuch bhi me paya hu Aur laya hu gane mere bhar bhar ke Yeh bajte hai raste pe, gadi pe, aur chote, haan sab ke ghar ghar pe Haan, who got the swag, boy? (We got the swag) Haha Fans kya apne har jagah hogayele dekho maza ara Jhumo; Ayeee (Haan) Bharat se fans mere aur beta baahar gaon tak Ghar wale kehte mujko beta ghar se baahar pav rakh Bhar pav mene rakh diya, jo likhta gaya sab bak diya Sab mere samne mitha banate asli bano bhai Shukriya Kyuki We got the swag, boy (We got the swag, boy) We grindin fucking hard, boy (We grindin fucking hard, boy) You people struck in traffic (People struck in traffic) Apun sabse hard boi We got the swag, boy Ha, swag ayela hai Hafte me do baar nhayela hai Studio me rehta hu karu kaam din sham Tab jake apun machayela hai (Machayenge) Har jagha yeh chalra hai Meri kloi galti nhi boy tera chlra hai Party in on khula dhakelra hai Jo bhi milra mujhse milke machalra hai Wooooo Me famous hua aj baat chit beta alag hai Izzat de izzat milegi, varna mei gane se detha hu halak pe 100 watt bulb hai, tu galat hai 100 watt bulb hai, tu galat hai Abey age kya dekhre ho, palat bey Abey age kya dekhre ho, palat bey Public ko kafi hai mera ek jhalak be Apun bheed mei dikhte hai alag se (Haha) Zaruratich nai hai So, kisi ko bhi kisi ki bhi cheez ki zaruratich nai hai Upar wale ne sabko sab kuch de rakha hai, bas dhundo nikalo, Machao aur khud ko iss duniya se bachao (Haha) Peace out var songs = Read the full article
#Djjaani#djjohal#Djpunjab#Djyoungster#mrjatt#mrpunjab#muzicgo#newsongmp3download2019#newsongofZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaidownloadmp3#ZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaialbumZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaimp3download#ZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaifullsongmp3download#ZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantailatestsongZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaimp3download#ZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaimp3songdownload#ZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaimp3songfreedownload#ZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantainewsong2019mp3download#ZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantainewsongZaruratichNaiHai(NoBrandsEp)-EmiwayBantaimp3download
0 notes
Link
Jugdish ka bahot bura haal huwa Vicky ko apne saamne dekh kar. Ussko pehle do doston ki mawt se pata to chal hi gaya tha ke Vicky ne unn donon ko mara hoga, magar iss waqt ussko pata nahin tha ke baaki ke do ussi ghar mein mare pade the. Woh issi liye desh se bhaag raha tha taake Vicky ka haath na lage woh aur maamla ko thanda hone ke baad ya Vicky ke pakre jaane ke baad wapas ata. Ussko apne ACP chacha par bahot bharossa tha ke Vicky pakra jaega aur jail ho jaega ussko aur khud bilkool bach jaega, aur woh apne chacha ke kehne par hi desh se bahar jaa raha tha.
Ab Vicky ke plan aur sab kuch karne ke ilawa uss taraf ACP aur MLA log bhi aapas mein milkar batein kiya karte the ke kia ho raha hai, kia Vicky hi ne unn donon ko mara jab ke un logon ko pata tha ke weh donon Vicky ke saathi the. Aur MLA aur ACP ko yeh bhi pata tha ke Khan sach ka pata laga kar rahega aur weh log pura koshish kar rahe the ke Jugdish pakar mein nahin aaye. Sab mile huwe the aur Khan beech mein pisa jar aha tha isssi liye Khan ne Vicky ke sath milkar kaam karna chaha! Khan ne socha ghalat tarike se hi sahi brasht officers aur MLA ka khaatma to karega, aur phir Rathod ka saath tha Vicky ke saath saath.
To ab Vicky apna Jugdish ke kareeb aakar khada huwa laal enkhon se usske kaampte huwe honth aur darre huwe chehre ko dekhte huwe. Khan nahin chahta tha ke woh usske saamne ussko goli maare ya ussko kuch bhi kare….. yeh Khan ke liye gawara nahin tha, aur socha ke ek police officer ka kaam hota hai logon ko bachana aur naa ke kissi se marwana…Khan ke ragon mein imaandari ka khoon dawd raha tha aur reh reh kar usski zameer ussko koss raha tha ke woh ghalat kar raha hai… kabhi kabhi soch raha tha ke Jugdish ko police station lejaye woh…magar jab ACP aur MLA ko sochta to apne irade ko badal deta tha… ekaat baar usske dimaagh mein kashmakash lagi rehti apne antar aatma se ladte huwe… soch raha tha ke khud se aur apne naukri se ghadaari kar raha hai….. Magar phir bhi Vicky ke plan ke motabik chal kar dekhna chahta tha ke ussko chain milta hai ke nahin……
Khan ne Vicky ko rokte huwe usske aur Jugdish ke beech kaha,
“Vicky zara baahar chalo ek baat kehna hai tumko.”
Aur ussne Vicky ko baahar lejaakar kaha,
“Dekho Sir, aap bade aadmi ho, aap ke paas paisa hai, rutba hai, popular ho. Main thehra ek mamooli Inspector, pariwaar wala, bahot mushkil se izat ki zindagi jee raha hoon halaan ke brasht logon ke bech reh kar saamna to kar raha hoon….aap apne paison ke sahare bach sakte ho magar mera imaan mujhko rok raha hai, reh reh kar meri aatma mujhko dhitkaar rahi hai, lagta hai main kuch ghalat kar raha hoon…aap ka plan sahi hai sab thik ho sakta hai magar usske baad kia sahab? Zindagi bhar mujhko meri zameer kosta rahega ke main ne ek ghalat tarike se iss kaam ko anjaam diya. Main apne zameer se to nahin bhaag paunga Vicky Sir ji, aap to bach jaoge magar mujhko to zindagi bhar iss bojh ko lekar zinda rehna padega, shaayad humko aap ke plan ko badal kar kuch aur karna chahiye!!”
Vicky ko ghussa aya aur kaha,
“Main issi liye aap se na milna na kaam karna chah raha tha. Main akele iss kaam ko anjaam de sakta tha magar aap khud aaye the mujh se milne aur mera saath dene ka wada kiya tha ab kia? Aap ke zameer kahan se beech mein agaya? Gunah karne wale ko saza dena aap ko thik nahin lagta? Aap police walon ka yehi problem hai Khan sahab. Jo imaandaar hote hai kuch ziada hi imaandaar hote hein aur jo brasht hote hein weh to brashtachaar ke samundar mein terte hein aur aap jeise imaandaar police wale unn ke peyron ke niche kuchle jaate ho phir bhi imaandaari ka daaman nahin chorna chahte….. kamaal hai yaaar!!”
Khan sar jhukaaye sharminda mehsoos kar raha tha, aur dhire se kaha,
“Mera dil iss kaam ko anjaam dene ke liye nahin maan raha Sir main kia karun? Aap hi batao, yeh jhoot hoga nah? Main keise ek bekasoor ko aap ki banaye huwe jaal mein ulajhne doon? Kia karun meri samajh mein nahin araha hai?”
Vicky ne Khan ka haath pakar kar ussko khinchte huwe andar wapas legaya aur Jugdish ke saamne khada karke zor se chilla kar kaha,
“Yeh kutta bekasur lagta hai aapko? Iss ne meri masoom behen ki balantkaar kiya mere enkhon ke saamne mujhko bandh kar yeh bekasur lagta hai aap ko? Main till till marta raha uss raat ko aur kuch nahin kar paaya apni maasoom, naazuk behen ke liye aur yeh masoom lagta hai aap ko? Bebus, laachaar tha main Khan sahab, uss waqt kahan thi aap ki zameer? Kahan the aap uss waqt kyun nahin bachaya meri behen ko tab? ………..” Vicky ke enkhon se ensoo behne lage aur chillate huwe woh Khan se sawaal par sawaal kiye jaa raha tha…aur Vicky rote huwe, apne danton ko peeste huwe apna bayaan jaari rakha….. “Meri pyari Sanjana roti rahi, chillati rahi aur main sab dekhta raha yeh kutta apne 5 saathiyon ke saath milkar usski boti boti nochte rahe aur main apni behen ka raksha nahin kar saka, sab mere enkhon ke saamne ho raha tha aur main majboor, ek pinjhre main quaid jaanwar ki tarah tha uss waqt aur yeh kutta hanss hanss ka mazaa lete huwe mere jale par namak chirak raha tha, yeh aap ko bekasur lagta hai Khan sahab? Mujhe to aap ko bhi goli maar dena chahiye ab!!”
Aur Vicky ne apni revolver nikala aur Khan ko aim kiya josh mein aakar phir jaldi se Rathod ne akar Vicky ko sambhala, usske revolver se tanne haath ko niche kiya aur Vicky tut pada, baith kar zoron se rone laga Rathod ke baahon mein inn lavzon ko bilagti awaaz mein kehte huwe, “Meri pyari Sanjana roz mere sapnon mein aati hai usski masoom chehre se aur bachpan ki awaaz mein mujhse sawaal karti hai, ke bhaiya tum ne kyun mujhe nahin bachaya, tum ne kyun mera raksha nahin kiya…aur har raat ko main chohunk kar jaagtaa hoon, chain o sukoon kho chukka hoon main hi jaanta hoon ke keise jee raha hoon… Uss raat wali ek ek pal aaj bhi taazaa hai mere zehen mein, mere enkhon ke saamne aaj bhi sab nazar ata hai jeise kal hi sab huwa ho….. mujhko chain nahin hai ab tak….. apna sukoon kho chukka hoon…main ne to kabhi kissi ka bura nahin chaha tha, main ne to kabhi kissi ka kuch nahin bigara tha, Sanjana ne to kissi ka bura nahin kiya tha, hum to hazaaron logon ka bhala karte rehte the aaye din….to phir hamare saath yeh sab kyun huwa, kyun huwa yeh sab? ……”
Aur phir ghusse mein Vicky, Rathod ke bahon se nikla aur dawd kar Jugdish par jhapta aur usske girehbaan pakar kar ussko iss tarah se khinch kar zameen par patka ke donon rathod aur Khan ussko Vicky ke chungal se nikaal nahin paa rahe the…. Vicky ek junglee jaanwar ki tarah, jeise ek sher ne ek shikaar ko apne jabde mein pakra ho uss tarah se Jugdish ko pakra huwa tha ke do do police officers nahin churra paa rahe the……. Jabke Jugdish thar thar kaamp raha tha chillate huwe, “bachao mujhe bachao, yeh mujhko maar dalega, yeh hosh mein nahin hai, yeh kuch bhi kar sakta hai, Inspector Khan bachao mujhe, bachao mujhe…..”
To be continued………………..
The post Faraar (Completed) Update No 28 appeared first on Desi Stories.
https://ift.tt/eA8V8J
0 notes
Text
Zaitoon Ke Oil Se Jild Khoobsurat Banayien
http://www.desitube.tk/?p=6604 Iss baar hum aap ko batane ja rahe hain ek bilkul nayi tip. Zaitoon Ke Oil Se Jild Khoobsurat Banayien. Jis ke istamaal se aap ka chehre pehle se bhi zayada nikhar jaye ga aur khoobsurat nazar aaye ga. Ye tareeka doosre tareeqon se bilkul mukhtalif aur zayada asar andaaz hai. Aap zaroor try kerien.
Zaitoon Ke Oil Se Jild Khoobsurat Banayien
Zaitoon ke phal ki tarah iss ka tel (Oil) bhi sehat ke liye behad mufeed hai. Tahqeeq ke mutabiq zaitoon ke tel se jild ki khoobsurati main bhi azafa hota hai. Mazedaar zaitoon ki tarah iss ka tel bhi qudarti fawaeed se mala maal hai. European Countries main zaitoon ka tel khaas tor per beauty products main istamaal kiya jata hai. Mahreen ka kehna hai ke zaitoon ka tel qudarti moistrizer ka kaam deta hai. Iss ka massage na sirf jild ko chamakdaar banata hai. Balke jildi Amraaz (Skin Diseases) se bachao main bhi madadgaar saabat hota hai. Zaitoon ek mazedaar phal (Fruit) bhi hai. Jisse puri duniya main log khane ke saath saath jild ki khoobsurati ko bharhane ke liye bhi istamaal kerte hain. Yahan tak ke Arab Countries main zaitoon ke tel main khane pakane ka rawaaj bohut purana hai.
Chamakdaar Jild Ke Liye
Zaitoon ke patto ke tel (Oil) se nikali jane wali chiknayi oily aur kil mahason se mutasira jild ke liye misaali nami fraham kerti hai. Jis ki waja iss ke andar mojood aisi hasusiyaat hain jo jild ki lachak ko bahaal rakhte hue. Jhuriyon ki rok thaam kerti hai. Jadid tahqeeq (Search) se saabat hua hai ke zaitoon ka oil jild ko bohut si bimaariyon se mahfooz rakhta hai.
Sehat Mand Baalon Ke Liye
Zaitoon Ke Oil aur Lemon ka rus (Juice) dono ko mix ker ke agar baalon per lagaya jaye. To iss se baalon ke girne se nijaat hasil hoti hai. Iss ke saath saath khushki (dandruff) se bhi nijaat milti hai. Aur agar lambe baalon ko sehat mand banana ho to pehle baalon ko kisi ache se shampoo se dho lien. Phir balon main jharon se Sirron (Roots to End) tak achi tarah zaitoon ka oil lagayien. Aur kuch gante laga rehne dien phir iss ko shampoo se wash ker lien.
Balon Ke Liye Zaitoon Se Bana Hua Conditioner Ghar Per Tyar Kerien
3 andon ko achi tarah phent ker in main 2 khane ke chamche zaitoon ka oil. Aur ek chamcha sirka (Rose Water) daal ker achi tarah mix ker lien. Iss paste ko baalon main laga ker baalon ko plastic sheet ya plastic bag se dhek lien. Taqreeban Aade gante (30Minutes) ke baad baalon ko shampoo se achi tarah dho (Wash) lien. Iss se aap ke baal chamakdaar aur silky ho jayien ge. Hum umeed kerte ke aap ko hamari yeh post bhi bohut pasand aayi ho gi. Aur Mazeed new post and updates se faida uthane ke liye aap hamari website ko bookmark ya Add to Favorites ker lien. Iss post aur hamari website ko apne relatives aur friends se share kerien. Zaitoon Ke Oil Se Jild Khoobsurat Banayien.
0 notes
Photo
Sharukh Khan New Movie Lion Brass Ring Golden Colour Evil Eye Protection Mundi B
Punjabi Lion Brass Ring Gold colour Roaring Sher Mundari Brilliant Finish Design
Ring Design Ref: BB5
(design may slightly differ - subject to availability)
Roaring Lion Singh Stunning Ring
Hindu Evil Eye Protection Ring Amulets
Please send your size in order note we will try our best to match the nearest size.
Only one ring per sale unless you buy multiple items by choosing quantity from the drop down list. Multiple photos shown to provide more details/information about this item (guidance purposes only).
These rings are hand made in the holy and blessed land of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Non allergic to skin.
Please see photos for more details.
These Rings are from the Holy City of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Postage discounts for multi-buys.
Please buy with confidence.
P.S. Colour of item may slightly vary due to camera flash and light conditions.
Style: Band
Material: Brass
Theme: Animals & Insects
Main Colour: Gold
Main Stone: Rhinestone
Metal: Brass
Brand: OnlineSikhStore
http://www-onlinesikhstore-com.myshopify.com/products/punjabi-lion-brass-ring-golden-colour-sikh-hindu-sikh-evil-eye-protection-bb5
#Lion Ring#Sikh Hindu Muslim#Islam Peace#Sharukh Khan#Movie Jawan#Sher Ring Challa#Mundri Mundari#Mundi roar Tiger#Love Evil eye#Protection Shield#Nazar Bachao#brass roaring lion#stainless steel#unisex men power
1 note
·
View note
Photo
New Movie Jawan Sharukh Khan Steel Ring Evil Eye Protection Nazar Shield Mundi B
Punjabi Lion Steel Ring Antique Silver colour (Blackish Silver Colour) Roaring Sher Mundari Brilliant Finish Design
This ring is worn by Sharukh Khan in movie Jawan.
Ring Design Ref: BB3
(design may slightly differ - subject to availability)
Roaring Lion Singh with Stunning Red Rhinestone eyes
Hindu Evil Protection Ring Amulets.
Please send your size in order note we will try our best to match the nearest size.
Only one ring per sale unless you buy multiple items by choosing quantity from the drop down list. Multiple photos shown to provide more details/information about this item (guidance purposes only).
These rings are hand made in the holy and blessed land of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Non allergic to skin.
Please see photos for more details.
These Rings are from the Holy City of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Postage discounts for multi-buys.
Please buy with confidence.
P.S. Colour of item may slightly vary due to camera flash and light conditions.
Style: Band
Material: Steel
Theme: Animals & Insects
Main Colour: Silver - Vintage Look
Main Stone: Rhinestone
Metal: Steel
Brand: OnlineSikhStore
http://www-onlinesikhstore-com.myshopify.com/products/punjabi-lion-steel-ring-silver-colour-hindu-sikh-evil-eye-protection-mundri-bb3
#Lion Ring#Sikh Hindu Muslim#Islam Peace#Sharukh Khan#Movie Jawan#Sher Ring Challa#Mundri Mundari#Mundi roar Tiger#Love Evil eye#Protection Shield#Nazar Bachao#brass roaring lion#stainless steel#unisex men power
0 notes
Photo
New Jawan Movie Lion Ring Steel Mundi Sharukh Khan Evil Eye Protection mundri BB
Punjabi Lion Steel Ring Antique Silver colour (Blackish Silver Colour) Roaring Sher Mundari Brilliant Finish Design
Ring Design Ref: BB7
This ring is worn by Sharukh Khan in his super hit movie Jawan.
(design may slightly differ - subject to availability)
Roaring Lion Sing Ring
Hindu Evil Protection Zodiac Ring Amulets.
Please send your size in order note we will try our best to match the nearest size.
Only one ring per sale unless you buy multiple items by choosing quantity from the drop down list. Multiple photos shown to provide more details/information about this item (guidance purposes only).
These rings are hand made in the holy and blessed land of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Non allergic to skin.
Please see photos for more details.
These Rings are from the Holy City of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Postage discounts for multi-buys.
Please buy with confidence.
P.S. Colour of item may slightly vary due to camera flash and light conditions.
Style: Band
Base Metal: Steel
Material: Steel
Theme: Animals & Insects
Main Colour: Silver - Vintage Look
Main Stone: No Stone
Metal: Steel
Brand: OnlineSikhStore
http://www-onlinesikhstore-com.myshopify.com/products/punjabi-lion-steel-ring-silver-colour-hindu-sikh-evil-eye-protection-mundri-bb7
#Lion Ring#Sikh Hindu Muslim#Islam Peace#Sharukh Khan#Movie Jawan#Sher Ring Challa#Mundri Mundari#Mundi roar Tiger#Love Evil eye#Protection Shield#Nazar Bachao#brass roaring lion#stainless steel#unisex men power
0 notes
Photo
Punjabi Lion Ring Rainbow Colour Steel Sharukh Khan Movie Jawan Evil Eye Shield
Punjabi Lion Ring Rainbow colour Steel Roaring Sher Mundari Brilliant Finish Design
Ring Design Ref: BB1
(design may slightly differ - subject to availability)
Roaring Lion Singh with Stunning Red Rhinestone eyes
Hindu Evil Eye Protection Ring Amulets
Please send your size in order note we will try our best to match the nearest size.
Only one ring per sale unless you buy multiple items by choosing quantity from the drop down list. Multiple photos shown to provide more details/information about this item (guidance purposes only).
These rings are hand made in the holy and blessed land of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Non allergic to skin.
Please see photos for more details.
These Rings are from the Holy City of Amritsar Sahib Ji (The City of Golden Temple/Darbar Sahib/Harmandir Sahib Ji).
Postage discounts for multi-buys.
Please buy with confidence.
P.S. Colour of item may slightly vary due to camera flash and light conditions.
Style: Band
Material: Steel
Theme: Animals & Insects
Main Colour: Multi-Coloured
Main Stone: Rhinestone
Metal: Steel
Brand: OnlineSikhStore
http://www-onlinesikhstore-com.myshopify.com/products/punjabi-lion-ring-rainbow-colour-steel-sikh-hindu-sikh-evil-eye-protection-bb1
#Lion Ring#Sikh Hindu Muslim#Islam Peace#Sharukh Khan#Movie Jawan#Sher Ring Challa#Mundri Mundari#Mundi Tiger#Love Evil eye#Protection Shield#Nazar Bachao#brass lion#stainless steel#unisex men power
0 notes