#KuldeepDhyani
Explore tagged Tumblr posts
Text
PRALAY ABHI HUI NAHI
BHUMIKA
Rañ ho saty ka Daman ho aatank ka Abhishek ho vijay ka Sandesh ho shanti ka Parichay ho vyaktitva ka Samagam ho vichardhaara ka
PRALAY ABHI HUI NAHI
Chaly badhy nahe khady Saath saath jodkey Yudh mai giry pady Shareer hain wo veerkey
Andhiyon ko cheer ke Kaarnamy dheer ke
Prachand chand Soch se Vikhand khand Rosh se
Prwaah agni kund ka Mahi asur ke mund ka
Bhô abhi fatti nahi Samudra mai na vàig hai Vishwa ki ye shaanti Satya hai ya màgh hai
Chitkaarti hai ye hawa Kyun isme tu hai beh raha Jwala naso ke puchti Atank ku tu seh raha
Dharma ka ye yudh hai Veer aahuti sahi Ulkā nahi aakaash mai Pralay abhi hui nahi.
Yatô dharmā Tatô Jayā
0 notes