Tumgik
#Khel Tamasha
Text
Allah k Hukam Sure Ankaboot me.
Ai Nabi Aap Quran Padhte Rahe Jo Aap Par Nazil Kiya Gaya hai.Aur Namaz Pabandi se Padhe.Namaz Be Hayaie aur Bure Kaamo se Rokti hai.
Hamesha Allah ka Zikar Karte Rahen.
Yahudi.Esaiyo se Achche Tareqhe se Baat Karen.
Aap ne Aaj Tak Koi Kitaab nahi Padhi.na Aap Likh Sakte hain.
Zalim Log Hamara Hukam nahi Mante.
Aap k liye Quran Bahut Bada Maujiza hai.
Momin Quran Par Shak nahi Karte.
har insaan Mauth ka Maza Chakhne Wala hai.Phir Lauth Kar Allah k Paas Wapas Jane Wala hai.
Jis ne Allah ka Hukam Mana aur Nek Kaam Kiye Wo Jannat k Mahelo me Rahega.
Hamesha Sabar se Raho aur Allah Par Bharosa Rakho.
Zameen Par Chalne Wale Kitne hi hain.Jo Rozi Sath Lekar nahi Chalte.Allah hi Sab ko Razi Deta hai.
Aap Pucho:Aasmano Zameen ko Kis ne Paida Kiya aur Suraj Chand ko Kis ne Kaam Par Lagaya.Kahenge.Allah ne.
Allah Jise Chahata hai Rozi Ziyada Deta hai Kisi ko Kam.
Dunya ki Zindagi Khel Tamasha hai.Asal Aakhirat ki Zindagi hai.
Jab Tum Pani k Jahaaz me Safar Karte ho.Toofan Aata hai.Jab Madad k liye Kis ko Pukarte ho.
Log Allah ka Naam Lekar Jhoot Bolte hain.
Jo Dawate Deen k Kaam me Takleefe Uthayenge.Unko Bahut Bada Ajar milega.
Part 92
Sure Ankaboot Mukamal
2 notes · View notes
hyderabaddeccannews · 14 days
Text
Nampally Gandhi Bhawan ke peeche Auto Wale aur Lorry Wale kaam Dhanda Choodhkaar Juwwa khelteh hue Nazar aaye
Waaha ke Muqami logo ka kehna hai yeh roz ka Tamasha hai inn logo ka, Hum Saab inn logo se hai Khoob Pareshan, Jald yeh khel innka yaha par Baand Kerwaao
https://www.facebook.com/share/v/7P9G1LhJiMDmrC4m/?mibextid=oFDknk
https://www.instagram.com/reel/C_jXEjMBadB/?igsh=enNudzc1YTg2eW16
https://youtube.com/shorts/P5cf32WvR-Y?si=ogPPA2PiD9eS9-b8
0 notes
lyricsssdotin · 3 months
Text
Masta Lyrics
Singer:Vishal Dadlani, Neeti MohanAlbum:Tum Bin 2 Kahat Kabir suno bhai saadhoMann ko udne do na baandhoPhenk de khushiyon wala paasaDekh tamasha daav lagaMasta… Masta… (x2) Kabhi ek baar kabhi baar baarDil jeet kabhi haar yaarAb khel ja baaji aar paarChal dekh tamasha daav lagaMasta… oye masta… Kahat Kabir suno bhai saadhoMann ko udne do na baandhoPhenk de khushiyon wala paasaDekh tamasha…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
ajwaaa · 2 years
Audio
Suno-Bayaan
‘rasta konsa jo chunun, tou le jayegaa’ ~Teri Tasveer ‘dur aik nadi ke shor mein. behti hai rawaan zindagi’ ~Mera Musafir ‘aur yad hoga bas vo pal jisme zindagi jee thi, jisme dil ki suni thi’ ~Suno ‘bhool bhuliya me ghum. ghum’ ~Khel Tamasha
1 note · View note
jantakhabar · 3 years
Text
यूपी में खिलाड़ियों की डिप्टी एसपी पद पर होगी सीधी भर्ती, दो खेलों को सरकार ने 10 साल तक लिया गोद
यूपी में खिलाड़ियों की डिप्टी एसपी पद पर होगी सीधी भर्ती, दो खेलों को सरकार ने 10 साल तक लिया गोद
लखनऊ | यूपी के मुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ ने घोषणा की है कि प्रदेश सरकार मेरठ में मेजर ध्यानचंद्र के नाम पर एक खेल विश्वविद्यालय बनाएगी। इसके अलावा, प्रदेश दो खेलों को गोद लेगी जिनका अगले 10 वर्षों तक वित्त पोषित किया जाएगा। मुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ टोक्यो ओलंपिक में पदक जीतने और प्रतिभाग करने वाले खिलाड़ियों को गुरुवार को सम्मानित किया। योगी आदित्यनाथ ने इस अवसर पर यूपी को खेल के क्षेत्र में…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
iamusn · 3 years
Text
Tumblr media
یوں تو لکھنے کے لئے کیا نہیں لکھا میں نے
پھر بھی جتنا تجھے چاہا نہیں لکھا میں نے
yuun to likhne ke liye kya nahin likkha main ne
phir bhi jitna tujhe chaha nahin likkha main ne
یہ تو اک لہر میں کچھ رنگ جھلک آئے ہیں
ابھی مجھ میں ہے جو دریا نہیں لکھا میں نے
ye to ik lahr men kuchh rang jhalak aa.e hain
abhi mujh men hai jo dariya nahin likkha main ne
میرے ہر لفظ کی وحشت میں ہے اک عمر کا عشق
یہ کوئی کھیل تماشا نہیں لکھا میں نے
mere har lafz ki vahshat men hai ik umr ka ishq
ye koi khel-tamasha nahin likkha main ne
لکھنے والا میں عجب ہوں کہ اگر کوئی خیال
اپنی حیرت سے نہ نکلا نہیں لکھا میں نے
likhne vaala main ajab huun keh agar koi khayal
apni hairat se na nikla nahin likkha main ne
میری نظروں سے جو اک بار نہ پہنچا تجھ تک
پھر وہ مکتوب دوبارہ نہیں لکھا میں نے
meri nazron se jo ik baar na pahuncha tujh tak
phir vo maktuub dobara nahin likkha main ne
میری سچائی ہر اک لفظ سے لو دیتی ہے
جیسے سب لکھتے ہیں ویسا نہیں لکھا میں نے
meri sachcha.i har ik lafz se lau deti hai
jaise sab likhte hain vaisa nahin likkha main ne
- رضی اختر شوق
. Razi Akhtar Shauq
76 notes · View notes
discoverislam · 9 years
Text
ہزاروں خواہشیں ایسی.....
٭ حضرت عبداللہ بن الشخیر رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ حضور اکرم صلی اللہ علیہ وسلم ایک شخص کے پاس تشریف لائے تو وہ اس وقت یہ آیت مبارکہ پڑھ رہا تھا”تمہیں مال کی زیادہ طلبی نے غافل کررکھا ،یہاں تک کہ تم نے قبروں کا منہ دیکھ لیا“۔(التکاثر)تو آپ نے ارشادفرمایا:ابن آدم کہتا ہے میرا مال، میرا مال کیا وہ سارے مال کا مالک ہے؟(یاد رکھو)جو تو نے صدقہ کردیا وہ تو محفوظ ہوگا، جو پہن لیا وہ پرانا ہوگیا اورجو کھالیا وہ فنا کردیا ۔(صحیح مسلم،ترمذی ، نسائی ، موطاءامام مالک
٭حضرت انس بن مالک رضی اللہ عنہ روایت کرتے ہیں کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم ارشادفرماتے ہیں ، ابن آدم بوڑھا ہوجاتا ہے مگر اس کی خواہش جوان رہتی ہے ، زیادہ دولت کی حرص، اوردرازیءعمر کی آرزو۔(مسلم، ترمذی، ابن ماجہ، موطاءامام مالک
٭حضرت عبداللہ بن عباس رضی اللہ عنہما سے روایت ہے حضور علیہ الصلوٰة والتسلیم نے ارشاد فرمایا: اگر ابن آدم کے پاس مال ودولت کی دووادیاں ہوں تو وہ تیسری کا طلب گار رہے گا، اس کے پیٹ کو (قبر کی)مٹی ہی بھر سکتی ہے اوراللہ تبارک وتعالیٰ جس پر چاہے نظر کرم اورمہربان فرمادیتا ہے(اورقناعت شکم سیری  اوراطمینان قلب کی دولت بخشش دیتا ہے) (بخاری، مسلم، ابوداﺅد، صحیح ابو عوانہ)سیوطی فرماتے ہیں یہ حدیث متواتر ہے جسے 15 صحابہ کرام نے روایت فرمایا ہے۔
٭حضرت کعب بن مالک رضی اللہ عنہ روایت کرتے ہیں کہ جناب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم ارشادفرماتے ہیں ، دوبھوکے بھیڑے جنہیں بکریوں میں چھوڑ دیا جائے وہ اتنا فساد نہیں کرتے جتنا ایک مسلمان اپنے حسب، نسب اورمال (ودولت)کی محبت میں کرگزرتا ہے۔(بیہقی)”طبرانی نے اسی روایت کو حضرت عبداللہ بن عباس رضی اللہ عنہ اورابن عساکر نے حضرت عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہ سے روایت کیا ہے۔
٭حضرت انس بن مالک رضی اللہ عنہ روایت کرتے ہیں کہ (ایک دن)نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے چند خط کھینچے اورایک خط ان سے الگ ایک جانب کھینچا اورارشادفرمایا:تم جانتے ہو یہ کیا ہے؟یہ مثالِ کثرت سے آرزو اورحرص کرنے والے انسان کی ہے اوریہ امید کا خط ہے کہ وہ امید (وانتظار)میں (ہی)رہتا ہے کہ اچانک اسے موت آجاتی ہے۔ (مستدرک ، دیلمی ، الجامع الصغیر :سیوطی)
٭حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ حضور انور صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشادفرمایا:جس انسان کو اللہ رب العزت نے ساٹھ سال کی عمر تک پہنچا دیا (اوراگر اس عمر میں بھی سچے دل سے تائب ہوجائے تو )تو وہ اس عمر میں (بھی ) اس کی معذرت فرمالے گا۔(مستدرک ، دیلمی ، سیوطی
رضا الدین صدیقی
0 notes
ashimran · 3 years
Video
youtube
Kya Yeh Sach hai? || Coming Soon || Sabiha Jafri || Khel Tamasha
0 notes
Text
Allah k Hukam Sure Hadeed me.
Dozakh se Bachne k liye Koi Paisa nahi liya Jayega.
Kiya Momino ko nahi Maloom Quran Unke liye Nasihat ki Kitaab hai.
Jis ne Allah ki Nasihat nahi Maani Unke Dil Sakht ho Jate hain.
Dunya ki Zindagi Sirf Khel Tamasha hai.
Allah ki Jannat Hasil Karne ki Koshish Karo.
Jo b Musibate Tum Par Ya Mulko Par Aati hain.Hum Apni Kitaab me Pahele hi Likh Dete hain.
Jo b Nuqhsan hua hai Oska Afsoos mat Karo.
Allah Etrane Wale Shekhi Khore ko Pasand nahi Karta.Aur Kanjosi Karne Wale ko b Pasand nahi Karta.
Allah ne Tarazo Qhayam ki Take Log insaaf Par Qhayam Rahe.
Allah ne Loha Paida Kiya.
Allah ne Hz Nooh aur Hz Ibrahim ki Aulaad me Nabowat aur Kitaab ka Silsila Jari Rakha.
Aakhir me Maryam k Bete Hz Esa ko Bheja.Aur Unko Kitaab Enjil di.
Allah ne Tasawoof ka Hukam nahi Diya.
Momino Allah se Daro aur Rasool ka Hukam Mano.Jis se Allah Tum ko Roshni Ata Karega.Aur Tum Seedhe Raaste Par Chaloge.
Yahudi.Esaiye Ye Baat Jaanle Wo Allah ki Rahemat Par Koi Khudrat nahi Rakhte.
Allah Jis Par Chahata hai Os Par Apni Rahemat Nazil Karta hai.
Part 176
Sure Hadeed Mukamal
0 notes
hyderabaddeccannews · 14 days
Text
Nampally Gandhi Bhawan ke peeche Auto Wale aur Lorry Wale kaam Dhanda Choodhkaar Juwwa khelteh hue Nazar aaye
Waaha ke Muqami logo ka kehna hai yeh roz ka Tamasha hai inn logo ka, Hum Saab inn logo se hai Khoob Pareshan, Jald yeh khel innka yaha par Baand Kerwaao
0 notes
cocalyrics · 4 years
Text
Khatma Lyrics – RCR
Tumblr media
Khatma Lyrics by RCR is Latest Hindi rap song sung and written by RCR. The music of this new song is given by Shrai Pradhan while video is directed by IAMVKDOP.
Khatma Lyrics
Bohot Dino Se Kuch Mere Dil Mein Tha Jo Mai Sabko Batana Chahta Tha Aur Aaj Main Woh Sab Kehne Ke Liye Aaya Hu Jo Din Raat Mujhe Andar Hi Andar Kha Raha Tha Mujhe Aisa Lagta Hai Ki Yahan Sach Ko Chhod Ke Baaki Sab Kuch Sach Hai Dimag Ke Khel Dil Ke Fail Clutch Hai Farebio Se Tujhe, Imaan Ki Ummeed Wah RCR Teri To Soch Hi Too Much Hai Yahan Jism Bikta Hai, Hunar Kahan Tikta Hai Aankh Walo Ne Fera Muh Zakhmo Se Andhe Bole Bhai Tera Dard Mujhe Dikhta Hai Yeah, Chheen Liya Mera Saaya Ke Parchayi Na Dikhe Maare Gye Jazbaat Kalam Kya Likhe Iss Kadar Giraya Falak Se Zameen Pe Jo Heero Se Mehnga Ab Kodi Mein Na Bike Jala Ke Seena, Taano Ki Rotiyan Sekte Dil Diya Badle Mein Galiyan Fekte Ek Aansu Bhi Unka Lagta Tha Tezaab Jab Main Rota Saale Sab Door Se Dekhte Chhodi Na Dali Mere Liye Koyi Khali Dar Badar Thokre Mai Awara Parinda Hu Puchhte Hain Haal Tab Aa Kar Ke Mar Gaya Tu Saale? Mera Jawab Abhi Zinda Hu Haa Haa Haaan Kaise Karoge Yahan Pe Mera Khaatma Saari Meri Hai Zameen Mera Aasmaan Kaise Karoge Yahan Pe Mera Khaatma Saari Meri Hai Zameen Mera Aasmaan.. Shukriya Mumbai Tune Dil Kiya Patthar Nahi To Industry Mein Aage Na Badhta Zinda The Jo Jazbaato Pe Kafan Tha Emotional Fool Bas Ab Farak Nahi Padta Haara Mai Jo Unki Diwali Mann Gayi Taano Ki Chhati Fir Great Khali Si Tann Gayi Khush Naseeb Hun Mere Parvar Digaar Meri Haar Jo Kisi Ki Khushi Ka Kaaran Ban Gayi Lehron Se Tez Dubane Ka Kaam Kari Mere Kareebi, Aan Mali Hal Theek Par Kaise Karu Door Inki Dil Ki Gareebi Saale Freezer Ki Thand, Jwala Mukhi Ko Neyota Taras Aaya Dekh Inki Badnaseebi Ghar Bhi Ab Mujhe Ghar Na Lage Darr Bhi Ab Mujhe Darr Na Lage Dil Ki Chot Se Duniya Hi Gayi Hill Udta Hun Bebasi Mein Bas Parr Na Lage Kaise Karoge Yahan Pe Mera Khaatma Saari Meri Hai Zameen Mera Aasmaan Kaise Karoge Yahan Pe Mera Khaatma Saari Meri Hai Zameen Mera Aasmaan.. Behre Hain Saanp Kab Tak Been Bajaoge Dudh Ke Badle Zeher Milega Be-Maut Maare Jaoge Kiya Mera Career Apni Or Se Khatam Haatho Ka Cheen Liya Maathe Ka Kaise Cheen Paoge Huh Haa Haan Tumhe Kya Laga Tha, Ke Tum Mujhe Rok Paayoge Dekh Mai Fir Wapis Aa Gaya, Haa Haan Jab Log Utha-Gye Masumiyat Ka Fayeda Fir Bhola Panchhi Seekh Gaya Haramiyat Ka Kaayeda Jeet Gaya Saare Mere Haters Gaye Chook Shor Hua Jeet Ka Jaise Bajta Zoook But I Don’t Care, I F*ck This Shit 4 Saal Na Gau Rap Main Fir Bhi Rahunga Hit Jo Maim Kar Jaunga Wo Koi Ni Kar Payega Mere Jaane Ke Baad Mere Jaisa Na Koi Aayega Main Na Rhunga Par Mera Naam Reh Jayega Mera Naam Reh Jayega Yahan Sab Meri Maiyat Ka Tamasha Dekh Rahe Hain Jism Jal Ke Khaakh Hai Sab Haath Sek Rahe Hain But You Know What Yeh Banda Pehle Din Se Superstar Tha Hai Aur Rahega Ha Haa Haaa Haaaa Kaise Karoge Yahan Pe Mera Khaatma Saari Meri Hai Zameen Mera Aasmaan Kaise Karoge Yahan Pe Mera Khaatma Saari Meri Hai Zameen Mera Aasmaan.. Read the full article
0 notes
discoverislam · 10 years
Text
۔۔۔۔۔۔۔اور دنیا کی زندگی تو دھوکے کا سامان ہے"...
۔۔۔۔۔۔۔اور دنیا کی زندگی تو دھوکے کا سامان ہے" ۔
آیہ 185 کا حصۃ سورۃ آلِ عمران
اللہ تعالیٰ کود انسان کو بتلا رہا ہے کہ دنیا کی زندگی دھوکے کا سامان ہے ، لفظ " دھوکہ " کی تفہیم ایک بہتر زندگی بسر کرنے کیلیے نہایت ضروری ہے۔
...آیئے سمجھنے کی کوشش کرتے ہیں ، کوئی شخص آپ کو نوٹوں سے بھرا بریف کیس دے اور کہے کہ اس میں ایک کروڑ ڈالرز ہیں ، آپ کے پاس ایک دن یا اس بھی کم وقت ہے اسے خریداری کر لیں ، میڈیا کے نمائندے آپ کی اس کاروائی کو لائیو دکھا رہے ہوں ، اپ نے اپنے دوست احباب بھی اکٹھے کیے ہوں ۔ اور آپ ایک ڈیپارٹمنٹل سٹور میں داخل ہوتے ہیں من پسند اشیا کا ایک ڈھیر لگواتے جاتے ہیں جب دور و نزدیک سے تمام اشیا ایک جا جمع ہوجائیں اور آپ بریف کیس کھولیں تو تمام کے تمام نوٹ جعلی ہوں ، تو جو کییفت اس سمے ہو اسے " دھوکہ " اور شرمندگی کہہ سکتے ہیں ، یہ دنیا بھی ایک ڈیپارٹمنٹل سٹور ہے اللہ تعالیٰ کے کیمرامن ہماری ہر اکٹوٹی کو ایک اور دنیا میں لائیو دکھا رہے ہیں اور اسٹور کر رہے ہیں ہم تمام عمر اللہ کے دیے ہوئے رزق سے یہاں کا مال و متاع جمع کرتے ہیں اور سانسوں کی کرنسی ختم ہوتی جاتی ہے اور جاتے سمے محض کفن کا ایک ٹکڑا ہمراہ لے کر جاتے ہیں ، انسان ایک کفن کمانے اس دنیا میں آتا ہے لیکن وہ بھی نہیں خرید پاتا وہ بھی اس کے عزیز رشتہ دار اسے ڈالتے ہیں ، سو دوستو اس " دھوکے " کی اصلیت سمجھو ۔
وما علینا الابلاغ
۔
شہزاداسلم
0 notes
paulfwesley · 7 years
Photo
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Anika + Gazar Ne Kiya Hai Ishara ”Gajar Ne Kiya Hai Ishara, Ghadi Bhar Ka Hai Khel Sara Gajar Ne Kiya Hai Ishara, Ghadi Bhar Ka Hai Khel Sara Tamashaye Ban Jayenge Khud Tamasha Badal Jayega Ye Nazara, Ha Badal Jayega Ye Nazara Gajar Ne Kiya Hai Ishara Oye Oye Oye Oye, Oye O O Va, Oye O O Va"
18 notes · View notes
ashimran · 3 years
Video
youtube
اشرفیوں کی تھیلی || Sabiha Aunty || Khel Tamasha
2 notes · View notes
komal-jha · 7 years
Text
Mar Gayi Mohabbat
Amaan se uski shaadi ka zor uska khud ka faisla tha, uski personality itni jadui thi ki jaise ladkiyon ko hairan karne ke liye hi tarashi gayi ho, to kya hua agar wo pahli hi nazar me dil haar gayi aur phir uske saamne kubool bhi kar liya, ghar me koi bhi rishte ke liye raazi nahi tha, job acchui nahi thi, papa ko aitraz tha, umar bhi to dekhein papa! ye didi thi, ye sasuraal hai ya chitiyon ka kabab ye dadi boli thin, han lekin dekhne me bilkul shahzada hai akhir mama ne hi uske dil ki baat kahi, shaadi ki pahli raat hi usne raniya ko bahut kuch jata diya tha- maine ye rishta sirf mammi ke kahne par kiya hai warna mujhe shaadi ki itni jaldi nahi thi, ghar ka akela mard hun sab aurton ki mujhse ek si ummide hain, isliye tum zara khayal se rahna, safai pasand hun isliye safai ka khayal rakhna khaskar bistar ki chadar par bal mujhe bilkul bardasht nahi, wo simat si gayi bistar ke bal par uske masum aur mohabbat bhare dil ne kya kya nahi socha dala tha, lekin wo mayus nahi hui, dil hi dil me bolti hui kurban ho gayi- maine ye rishta sirf apne dil ke kahne par joda hai warna shaadi ki jaldi mujhe bhi nahi thi, aap sirf ghar ke akele mard nahi mere dil par raaj karne wale bhi akele mard hain, aur mai ishq parast mohabbat pasand hun, din mahine aur phir saal guzar gaye, wo mohabbat karti rahikhidmat karti rahi lekin natija zeero, yahan tak ki uske phool se wajood ne uski mammta ko mahka diya phir bhi uski kushbu uske mahboob ke dil ko na mahka saki, aur bhala pattharo se kon khushbu ugane ka jokhim mol le, jo le so deewana, aur wo bhi deewani ho gayi, kya dekh rahe hain? wo samjhi shayad aaj meri mohabbat ke chamakne ka din hai, yahi zaahir hai ki tumhe koi gam nahi lekin halat aisi bana rakhi hai jaise barso ki bimar kuch din ki mahman uske hontho par alfaaz nahi angare se chmake aur uske kaano ko jhulsane lage, uske baad wo kuch na bola na raniya ke andar kuch sunne khwahish rahi, shayad uske andar har khwahish akhiri hichki lekar tamam ho gayi, yahan tak ki kuch aansu usi bistar aur takiye me munh chupa kar bahane ki khwahish bhi, uski silwatein door karte karte uski puri zindagi silwaton se bhar gayi, aur tab pahli baar usne aadhi raat ko phone utahaya aur message likh kar samne lagae anjan number par bhej diya, ye number se lagatar teen hanfton se use khamoshi se jode hue tha aur us khamosh call ko kisi manchale ka khel samajh kar nazar andaz karti rahi, mohabbat itna zaleel kyun karti hai? dusri taraf maujud shakhs ne message padha aadhi raat ko ghadi me waqt dekha aur muskurahat barasne lagi, mohabbat mard ko zaleel nahi karti kyunki mard mohabbat ke peeche nahi bhagta, wo ek bahtreen ghud sawar ki tarha khwahish ke ghode par sawari karta hai udaan bharta hai aur bohabbat ko hamesha apne peeche bhagata hai, dusre din uske phone me reply jagmaga raha tha, usne padha lekin gaur nahi kar saki amaan kamre me tha, inbox khula pada tha raniya ka number aur uske message jhaank rahe the, kitna jhuk jati hai kitna dar jati hai ek aurat kisi mard ke dil me uncha hone ke liye, mere liye to ek bund hi kafi hai, uski aankein dhundlane lagi, aspas ke sannate me shor bharne laga chikhen awazein minnatein aur...aur gaaliyan- haramzadi! ye kartoot hai teri isliye zaban chalane lagi thi, nahi meri baat to sunein, usne thik kaha tha uski sunne wala yaha koi nahi tha, aur us waqt to bilkul nahi, aisa mat karein amaan! pleaz sabsun rahe hain, kyun mera tamasha bana rahe hain, tamasha maine banaya hai...maine? usne sawal kai baar dohraya aur ek baar bhi jawab mangne ke bajaye use takleef di, use to thik se yaad bhi nahi araha tha ki usne raniya par ek hath uthaya ya do bar aur phir wo thak gaya aur raniya ek taraf ludhak gayi, uska kamzor hath amaan ke mazbut hath me daba tha, jaldi se thik ho jao jaan! hamara ghar tumhari rah dekhn raha hai, wo pathrai nigahon aur khamosh chehre se chatt ko dekh rahi thi, mera kamra bilkul soona hai, tumhare bagayer tumhari mohabbat ke bagayer mere dil ki tarha, uske adhmare jism me harkat huyi dubdubati aankhon se pahchan ke rang jaage- meri mohabbat? han raniya! tumhari mohabbat jisne mere dil me chupi huyi meri mohabbat ko zinda kiya use bahar nikala, raniya ne sukhe gale se bolne ki koshish ki to uski gardan me khichao paida hua bahut takat laga kar boli- meri mohabbat me aapke andar chupi mohabbat ko nahi aapke andar chupe hue haiwaan ko nikaal kar bahar patak dala amaan! aur us haiwaan ke bahar nikalte hi meri..., uski saans phul gayi aur wo kaanp gayi, uski aankhon se aansu bahne lage awaz kapkapne lagi meri mohabbat ko zinda nigal gaya, mai ab kisi se bhi mohabbat nahi karti kisi se bhi nahi, uski awaz mazbut ho chuki thi, wo jhuke hue sir ke sath bahar nikal gaya, ek bina silwat ki chadar ki khwahish ne kisi ki zindagi ko silwaton se bhar di, kisi ki mohabbat ko ganda kar diya, uski safai daagdar kardi aur uske dil ke kagaz par jahan mahboob ka naam sabkuch sah kar bhi chamakta tha ab wo kagaz sikud chuka tha, aur kagaz us aitbaar ki tarha hota hai jis par ek baar shikan pad jaye to use dubara kabhi seedha nahi kiya ja sakta, aur hospital ke kamre me bed par bagayer harkat ke padi raniya ka zahen soch raha tha, mera wajood ganda hai mere dilo dimag thake hue mera dil hara hua hai meri mohabbat bikhri hui hai        
1 note · View note
Text
Allah k Hukam Sure Mohammad me.
Nafarmano ki Rooh Nikalte Waqt Farishte Unke Mooh aur Peeth Par Marte hain.
Allah Jin Kaamo ko Pasand nahi Karta Ye Wohi Ziyada Karte hain.
Nek Kaam Kar k Allah ko Khush Karna nahi Chahate.
Jo Samajhte hain.Allah Unke Dilo ki Baate Zaher nahi Karega.Allah inke Dilo ki Baate Zaher Kar k Rahega.
Hum har Ek ki Azmayesh Karenge.Jehaad me Kon Kon Sabit Qhadam Raha.
Jin Logo ne Allah ka Hukam nahi Mana aur Logo ko Allah k Raaste se Rokte Rahe.Ye Allah ka Kuch b Nuqhsan nahi Kar Sakte.
Momino Allah aur Rasool ka Hukam Mano.
Wo Log Kaafer hain.Jo Logo ko Allah k Raaste Aane se Rokte hain.
Jung me Himmat mat Haaro aur Dushmano se Sulah mat Karo Jeet Tumhari Hone Wali hai.
Dunya ki Zindagi Khel Tamasha hai.Tum Allah ka Hukam Mano aur Nek Kaam Karo.
Allah k Raaste me Kharch Karne Kanjosi mat Karo.
Allah har Cheez se Be Niyaz hai.
Agar Tum Allah ka Hukam nahi Manoge.Allah Tum ko Hata Kar Doosro ko La Basayega Wo Tumhari Tarah k nahi Honge.
Part 157
Sure Mohammad Mukamal
1 note · View note