#Allah Ki Pehchan
Explore tagged Tumblr posts
ssashraf · 2 years ago
Text
Hello Everyone,
Assalamoalaikum ❣️
Today (May 14, 2023) is mother's day, but I must say that there is no day without a mother !!
Mother is the best, truest and most beautiful relation. The most beautiful thing that Allah has created in this universe are the parents whose blessings cannot be exchanged, especially the mother is given the highest priority. The father does all the work outside the house, all the work outside is his responsibility. He leaves early in the morning and returns home at night, during which time only the mother takes care of the child, decorates and runs the house. She is responsible for all the affairs of the house, especially in bringing up, taking care of the children, fixing their food, clothes, play time, her role is very important in maintaining good discipline in the house. Mother's role is especially important in making children's language, speech, lips and accent cultured.
No matter how many mistakes the children make, the mother's heart is so generous and compassionate that she forgives the mistakes of the children, but the sad thing is that when the same mother becomes old, she cannot even walk and work. When she becomes incapacitated, the same children hesitate to keep this mother with them. The mother who did not allow any of her children to sleep on an empty stomach, today the same children do their mother a favor by feeding them two meals a day. When the mother prays, the wings of the sky move and when she prays badly, the throne trembles. The sooner we understand the importance of this superpower, the better it is because once the mother is gone, she does not come back.
And in the end the truth is that mother is everything and without mother we are nothing. That's why we need to appreciate, respect, honor and take care of the mother.
And while leaving, I would like to say a few words for my mother, whom I keep writing on social media in my spare time.
1. Kiya Farq Padega Logon Ki Baddua'on Se..
Jab Sath Ho Hamare "Maa" Ki Duaon Ka Kafila..!! (2018)
2. Mushkil Raahon Ko Bhi Asaan Bana Deti Hai..
Wo "Maa" Ki Hi Dua Hai Jo Har Mushkil Ko Mita Deti Hai..!! (2019)
3. "Maa" Wo Hasti Hai Jo Har Takleef Ko Seh Sakti Hai..
Bachhon Ko Bhar Pet Khila Kar Khud Bhuke Pet Reh Sakti Hai..!! (2020)
4. Meri Jhuti Muskaan Ko Woh Pehchan Jaati Hai..
Woh "Maa" Hai Sahab Jo Preshan Dil Ka Haal Bhi Jaan Jaati Hai..!! (2023)
Thank You !! 😊
S S Ashraf
Director, Bookstock
Tumblr media
6 notes · View notes
amiliyatkamahar · 4 months ago
Text
kala jadu ka tor, kala jadu ki pehchan
Hi Welcome to Amiliyat ka Mahar Website, Youtube Ka Sab Se Bara Verified Aor Award Yafta Channel Yahan Apko Sirf wohi Wazifa , Amiliyat or taweez Milay Ga Jo 100% Guaranteed Hoga Aor Jisay Ap Baghaer Kisi Dar ke Ker Saktay hain,  Jazak Allah Ager ap hum se koi kaam kar wana chahte hai to hum se rabta karne ke lia neche dia gaya Phone No. , Whatsapp ya Email per rabta kar sakte…
0 notes
pehchanislam · 8 months ago
Video
youtube
Heart Touching Emotional Nasheed | Aqsa ke Bache - Ya Aqsa Ka Basi | New...
نہ خوف کر نہ رنج کر اللہ ہمارےساتھ ہے
Na khauf kar na Ranj kar Allah hamare Sath Hai
مومن جو ہوتےہیں کبھی ڈرتےنہیں تلوارسے
Momin jo hote hain kabhi darte nahi talwar se
وہ جیت لیتےہیں دلوں کومحبتوں کےوارسے
Wo Jeet Lete Hain Dilon ko Mohabbatun k Waar Sea
تودرد کی آہیں نہ بھراللہ ہمارےساتھ ہے
Tu Dard ki Aahen na Bhar Allah hamare Sath Hai
مشکل جوآتی ہے تیرابس امتحاں لیتی ہےیہ
Mushkil jo Aati hai Tera Bas imtihan Leti hai Yea
کمزوریوں کومارکرمضبوطیاں دیتی ہیں یہ
Kamzoriun ko Maar kar Mazbootian Dete Hain Yea
گرنانہیں تجھ کوسنبھل اللہ ہمارےساتھ ہے
Girna Nahi Tujh ko Sambhal Allah hamare Sath Hai
کانٹا بھی چبھ جائے تجھےتواجرملتاہےتجھے
Kanta bhi Chub Jaye Tujhe tu Ajar Milta Hai Tujhe
مشکل جوآئےزندگی میں صبرملتاہےتجھے
Mushkil jo Aaye Zindagi Mein Sabar Milta hai Tujhe
کرمشکلوں کاسامنااللہ ہمارےساتھ ہے
Kar Mushkil ka Samna Allah hamare Sath Hai
Aqsa ke Bache - Ya Aqsa Ka Basi,nasheed club,aqsa,Ya Aqsa Ka Basi,New Naat Sharif,Aqsa ke Bache,Pehchan Islam,Heart Touching Emotional Nasheed,nasheed club,naat,peace studio,new naat,nasheed club naat,heart touching naat,new naats,naat sharif,naats,durood sharif,beautiful naat,super hit naat,beautiful naats,very beautiful naat,releaxing naat,muhammad,nasheed,naat without music,amazing naat in the world,rabi ul awwal new naat,milad un nabi naat,urdunaat,naat sharif,masjid e Aqsa,kaisa deedar ka alam,jalabeeb qadri,jalabeeb qadri naats,naats 2024,new naat 2024 very beautiful naatmaher zain songs,maher zain full album,ماهر زين,maher zain 2022,ماهر زين 2022,maher zain ramadan,اغاني رمضان,رمضان 2022,ramadan 2022,ramadan song,ramadhan maher zain,ramadan maher zain,ramadhan,рамадан,naat,peace studio,maher zain ramadhan,рамадан нашид,махер зейн,ramadan nasheed,lagu ramadhan,ramadan ramadan,ramadan songs,romadon,رمضان,maher zain naat,anas nazeer,anas nazeer naat,maher zain ramadan englishmaher zain,ماهر زين,mesut kurtis,يا رمضان,مسعود كرتس,ya ramadan,ramadan 2022,رمضان 2022,mawlaya mesut kurtis,اغاني رمضان,ramadhan maher zain indonesia,يانور الهلال,ramadhan,رمضان ماهر زين,مالنا مولى سوى الله,azeemalshan,azeem alshan,awakening records,awakening music,Palestine nasheed,nasheed,hamd,mesut kurtis ramadan,مسعود كرتس رمضان,اناشيد رمضان,رمضان,ramadan,ظمآن لوصالك يا رمضان,ramadan song,anachid ramadan 2021,ramadan vibes,اهلا رمضان,ramadan songs,رمضان انشودةmohamed tarek,محمد طارق,ميدلي محمد طارق محمد يوسف,muhammad tarek,muhammad nabina,azan,nasheed,naat,ramadan naat,ramadan songs,ramadan 2022,ramadan gana,ahlan ramadan,ramadan ya ramadan,mohamed tarek ramadan,ramadan mohamed tarek,اغاني رمضان,رمضان,رمضان كريم,رمضان يا رمضان,محمد طارق رمضان,رمضان 2022,رمضان محمد طارق,يا رمضان,ya ramadan,ramadan song,رمضان انشودة,اناشيد رمضان,ramadan ya habib,نشيد رمضان,اغاني رمضان 2022,اهلا رمضان
0 notes
safdarrizvi · 1 year ago
Text
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah Lyrics
Charagh Jalta Raha
Jo Qafila Tha Rawan Woh Qafila Hai Rawan
Safar Ba Nok E Sinan Sinan Ky Sath Azan
Bureeda Sar Ki Sadayen Fiza Mein Phail Gaiin
Dareechon, Aanganon, Galiyon Mein Dabty Sehra Se
Zameeno Arsh, Khilaun Se Aur Fizaon Se
Dinon Mein, Rat Mein, Jangal Mein, Kohsaron Se
Sadayen Any Lagiin Ash Hadu An La Ilaha Illallah
Yeh Aik Bar Hua Aur Lazawal Hua
Sinan Ki Nok Pe Subhana Rabbi Al Aala
Pukara Kalma E Toheed Bhi Jazak Allah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Hussain Deen Bhi Hai Aur Deeniyat Bhi Hai
Hussain Kalma E Toheed Ki Hayat Bhi Hai
Hussain Ramz E Khuda Bhi, Khuda Sifaat Bhi Hai
Hussain Baara Imamon Ki Kayenaat Bhi Hai
Hussain Se Hai Ayaan La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Woh Goud Fatima Zehra Ki Ho Ky Raig E Tapaan
Woh Sehn E Kaaba Ho Pusht E Rasool Ya Ky Sinaan
Fazaye Jang Ho Ya Ho Payam E Aman O Amaan
Na Dekhy Teer Na Talwar Gar Ho Hukm E Azan
Hussain Ka Hai Bayan La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Hussain Walon Ki Pehchan Hai Azadari
Hussain Walon Ki To Jan Hai Azadari
Hussain Walon Ka Emaan Hai Azadari
Hussain Walon Ka Ailaan Hai Azadari
Hussainiyat Ki Zuban La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Basi Hai Karbobala To Koi Jawaz Bhi Hai
Luta Hai Gulshan E Zahra To Koi Raaz Bhi Hai
Yeh Raaz Woh Hai Ky Khaliq Ko Is Py Naaz Bhi Hai
Baraye Naaz Bahattar Ki Woh Namaz Bhi Hai
Isi Ki Sirr E Nihaan La Ilaha Illallah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Namaz Nafs Ki Izzat Hai Aoliya Ki Qasam
Namaz Deen Ki Hurmat Hai Aosiya Ki Qasam
Namaz Husn E Sharafat Hai Anbiya Ki Qasam
Namaz Qissa E Wehdat Hai Kibriya Ki Qasam
Namaz Khair E Amal Ki Taraf Bulati Hai
Namaz Ish E Khuda Ka Hunar Sikhati Hai
Namaz Abd Ko Mabood Se Milati Hai
Namaz Guftagoo Allah Se Karati Hai
Yehi Namaz Gunahon Se Bhi Bachati Hai
Namaz Qabr Talak Sath Sath Jati Hai
Namaz Woh Hai Jo Faqon Mein Mustafa Ne Parhi
Jaga Ke Apny Hi Qatil Ko Murtaza Ne Parhi
Jo Chakion Ki Mushakat Mein Fatima Ne Parhi
Galy Laga Ke Zahar Ko Jo Mujtaba Ne Parhi
Jo Chahta Ke Azmat Namaz Ki Dekhe
Mery Hussain Ka Woh Akhri Dekhe
Parhi Namaz Jo Abid Ne Pusht E Naqa Par
Ada Kiya Jisy Baqir Ne Sakhtian Seh Kar
Bayan Kiya Jisy Jafar Ne Barsar E Mimbar
Rukoo Mein Barson Rahy Jis Ke Kazim E Muztar
Raza Ny Lab Pe Sareeh Ar Riza Saja Ke Parhi
Taqi Ny Taqwa E Bu Talibi Bata Ke Parhi
Naqi Ne Nakhwat E Batil Mita Mita Ke Parhi
Aur Askhari Ne Khabar Akhri Suna Ke Parhi
Pas E Namaz Musallay Pe Ro Raha Koi
Imam E Asr Hai Aur Hujjat E Khuda Hai Wohi
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Woh Khaima Gah Wo Syedanian Woh Zikr E Khuda
Jahan Musallay Pe Zainab Rubab Aur Fizza
Hasan Ki Baiwah Ruqaiyah, Sakina Ka Sajda
Tamam Bibian Karti Thiin Sirf Aik Dua
Mere Khuda Hamen Manzoor Qeht E Aab Rahe
Hussain Apny Iradon Mein Kamyab Rahe
Sadaye Tishna Laban La Ilaha Illa Allah
Jahan Hussain Wahan La Ilaha Illallah
Khateeb E Nok E Sinaan La Ilaha Illallah
Magar Namaz Se Poocho Ky Karbala Kya Hai
Hussain Aur Tera Rishta E Wafa Kya Hai
Kaha Namaz Ne Sun Lo Meri Baqa Kya Hai
Bas Aik Sajda E Shabbir Ke Siwa Kya Hai
Hussain Hi Ka Gharana Bacha Gaya Mujh Ko
Woh Khud Ujarh Gya Lekin Saja Gya Mujh Ko
Mayan E Karbobala Aah Mainy Kya Dekha
Ghira Laeenon Mein Kunba Rasool Ka Dekha
Batool Zadon Ko Bay Aab O Bay Ghiza Dekha
Bahata Pani Udhar Lashkar E Jafa Dekha
Namaz Parhte Rahe Dill Mein Iztarab Na Tha
Guzar Gaye Thy Kai Din Ke Ghar Mein Aab Na Tha
Bataun Kaisy Ke Dasween Ko Mainy Kya Dekha
Sahar Hui To Shahadat Ka Silsila Dekha
Kisi Ka Seena To Zakhmi Koi Gala Dekha
Lab E Furat Alam Khoon Mein Bhara Dekha
Hussain Lashon Pe Lashe Yun Hi Uthate Rahe
Aur Apni Rah E Shahadat Ki Simt Jaty Rahe
Kamar Rukooh Ki Tarah Thi Magar Hussain Uthe
Ky Ahl E Zulm Py Lazim Tha Ab Ky Taigh Chale
Ghazab Ki Taigh Chali Koi Rokta Kaisy
Imam E Waqt Thy Allah Ki Riza Pe Ruke
Azan E Asr Suni, Dekha Aalam E Bala
Kaha Hussain Ne Subhana Rabbi Al Aala
Aai Sada E Ghaib Ibadat Ka Waqt Hai
Ay Fatima Ke Laal Tilawat Ka Waqt Hai
Jannat Mein Saf Bandhi Hai Imamat Ka Waqt Hai
Bas Bas Hussain Bas Yeh Ibadat Ka Waqt Hai
Rakh Li Mayan Mein Shah E Bala Ne Zulfiqar
Woh Ghol Bandhy Aye Kamaan Dar Das Hazaar
Woh Bay Shumar Taighon Ke Phal Aur Ek Hussain
Woh Sainkarhon Payam E Ajal Aur Ek Hussain
Dooby Huye Thy Khoon Mein Gaisoo Hussain Ke
Teeron Ne Chaan Dale Thy Pehloo Hussain Ke
Naizay Ka Bin E Wehb Ne Pehloo Pe Kiya Waar
Kandhy Thy Chali Sath Zarara Ki Bhi Talwar
Nawak Bine Kahil Ka Kalaijy Ke Hua Paar
Bazo Mein Dar Aya Tabar E Khooli E Khon Khuwar
Taighen Opi Huiin Jo Barabar Se Chal Gaiin
Ghash Kha Gaya Qadam Se Rakaben Nikal Gaiin
Kiun Kar Kahun Ky Arsh E Khuda Khak Pe Gira
Khair Un Nisa Ka Mah E Laqa Khak Par Gira
Raiti Py Mustafa Ke Jigar Ka Lahu Gira
Syed Gira Imam Gira Naik Khoon Gira
Woh Zulm Ho Raha Tha Ky Duniya Ulat’ti Thi
Jab Zair E Taigh Gardan E Shabbir Kat’ti Thi
Woh Tund Taigh Zainab O Zahra Py Chalti Thi
Matam Kunaan Namaz Thi Aur Khoon Roti Thi
Jari Thi Yeh Sada Ky Nabi Ka Nawasa Hon
Amman Pilao Pani Main Pyasa Hun
Ajab Ada Se Namazi Namaz Parh Ke Gya
Bahan Ke Samny Nok E Sinaan Pe Charh Ky Gya
Nazar Mein Bhai Ke Sajde Ki Aab O Taab Jo Thi
Behan Ny Sar Khule Maqtal Mein Maghribain Parhi
Nazar Ky Samne Har Meh Laqa Ki Laash Rahi
Magar Jale Huye Khaimon Ki Ja Namaz Bichi
Gham E Hussain Ki Barchi Utha Gai Zainab
Magar Namaz Ki Duniya Basa Gai Zainab
0 notes
ila-6of · 1 year ago
Text
Waqt waqt ki baat hai, aj acha hai, kal bura bhi hou sakta hai. Aj bura hai tou kal acha bhi houna lazim hai. Iska badalty rehna hi iski ek pehchan hai. Apni qaid mein sab hi lamhe liye, ye bhagta rehta hai. Waqt samunder ki lehron jaisa hai, jo sahil pe akar takrati hain aur bikhar jati hain, phir se banti hain aur phir bikhar jati hain. Ye silsila chalta rehta hai, ek leher ati hai tou dusri jati hai. Ek din dhalta hai tou naye din ka wada karke jata hai.
Tum jab khush hogy tou sochogy kay bas yehi zindagi hai, isi tarha rahaygi. Phir jab wohi zindagi tumhe dukh deygi tou tum usi se bhago ge, chhupo ge. Tou jab tumpe acha waqt aye tou takabbur na karo aur Allah ka shukar ada karo. Aur phir jab bura waqt aye tou na umeed maat hou aur sabr karo. Ye safar aise hi chalna hai, kabhi jeet tou kabhi haar.
Zindagi kay har achay buray morr se guzarna lazim hai. Iskay har pehlu ko tasleem karna zaruri hai. Ankhain band karlene se rahain kahan badli hain. Ye ek aisi kitab hai jisay parhne ke sou tareeke hein aur har koi apnay tareekay ko sabse behtareen samajhta hai. Sach tou ye hai ke rastay unginat aur anjaam ek hi hai. Zindagi ki talash mein waqt phisalta jata hai, aur ek din maloom hota ha ke din dhalne ko hai.
0 notes
sufism786-blog · 2 years ago
Photo
Tumblr media
(Read post ✍️) "Saari Lazaat Raste Ki Hain, Manzil Ki Nahin " - ( Wasif Ali Wasif r.a.) Wo Rasta Kya Hai? Raste Ka Pata Bhi Hai Ya Sirf Bhatak Rahe Ho? Rasta Janoge Toh Manzil Bhi Samjh Ayegi. Rasta He Nahin Malum Toh Manzil Tak Kaise Pohonch Sakoge? Sirf Kya Saari Zindagi Taqwa Parezgari Tazkiya Nafs Yahin Karte Rahoge? Haan Ye Raste Per Chalne Ke Liye Saath Zarur Deti Hain, Lekin Wo Konsa Rasta Hain Uski Manzil Kya Hain Iska Ilm Toh Hona Zaroori Hain Na. Meri Ye Baat Zara Ajeeb Lagegi, Kya Saari Umar Neak Ban Ne Me Ziker Azakaar Karne Me Guzar Dogey Kya? Surah Waqiya Ke Shuru Ke Ayaton Me Allah Subhanahu Taala Farmata Hain Ke, " Daaye Haath Jaaney Waley Daaye Haath Jayenge Aur Baaye Haath Jaaney Waley Baaye Haath Jayenge Aur Kuch Honge Jo Sidhaa Rasta Aayenge ". Daaye Haath Se Murad Jannat Baaye Haath Se Murad Dozakh , Ab Bacha Jo Sidha Raasta Kya Hain? Yahin Wo Raasta Hain Jisey "Siraat E Mustaqeem" Kaha Gaya Yani Sidha Rasta, Isi Ki Duwa Aur Iltija Surah Fatiha Me Bhi Ki ya Gaya ke, "Aye Allah Hamey Sidha Rasta Bata Aur Chala Wo Jo Rasta Jo Inam Yafta Logon Ka Hain". Rasta Aur Manzil Clearly Pata Honi Chahiye, Warna Rahon Me Bhatak te Rah Jawoge. Allah Subhanu Taala Ne Furqan Ul Hameed Quran Majeem Har Cheez Khol Khol Ker Samjha Diya Hain Bus Usko Samjhane Wala Rahbar Sahin Milna Chahiye. Jo Siraat E Mustaqeem Per Chala Sakey. Jis Peer Ko Khud Rasta Pata Nahi Wo Apne Mureedon Ko Kaise Chala Payega. Isi Wajah Se Kamil Peer Ki Talash Karne Ke Liye Zor Dala Gaya Iss Raah Me. Allah Subhanhu Tala Se Iltija Hain Ke Hum Sabko Kamil Peer Ki Sohbat Naseeb Farmaye, Aur Jali Peeron Ko Pehchan Ne Ki Salahiyat Ataa Farmaye. Ameen. ( Admin ✍️ #amjadnazeeri #nazeeri ) Share your views in comments. TAG someone 💞 ___________________ Turn on your post notification 👉@khudi.ki.pehchan 👈 ___________________ Follow ☑️ @khudi.ki.pehchan Like 👌 #nazeeri Share 👍 Spred #sufism #khudi #khudikipahchan #haqkipehchan #kamilpeer #bezubaanthoughts #urdushayri #urdushairi #mohabbat #poetrymaykhana #shairi #urduposts #shayrilover  #shayarilove#urdulovers#pyar  #urdupoetrylovers #shayaris  #urdupoetry #shayer  #pehlapyar #2linespoetry  #loveshayari  #shayrilove  #hindiquote (at RaH-e-IsHq) https://www.instagram.com/p/CmMqQYJv3xU/?igshid=NGJjMDIxMWI=
1 note · View note
viarehabejaz · 3 years ago
Text
Ya Allah! Jab ab ap sy milny ki ghari aye To mujhy haseen ikhtitam dena Esa ikhtitam k ap mujhy pehchan jayain Or meri ankhain apko mujhsy mutmain dekh kr muskurayain.-rehab ejaz
4 notes · View notes
ahmedbro · 3 years ago
Video
Imam Mehdi (as) Aur Muhammad (saw) Ki Shabahat EP5 Pehchan e Mehdi Course #YounusAlGohar #religion #Prophet #Pakistan #enlightened #Muhammad #Qalb #Rasool #Bangladesh #Allah #GoharShahi #ImamMehdiGoharShahi #sufism #urdu #Allah #Love #India #Muslim #Quran #pulsirat #sirat #siratemustaqeem https://www.instagram.com/p/CSAPGimqxc1/?utm_medium=tumblr
1 note · View note
light-----house · 4 years ago
Text
Watch "Kya Daur e Hazir Mein IMAM MEHDI Ki Pehchan Mumkin Hai? | ALRA TV" on YouTube
youtube
#Naat #Mohammad #humanity #love #peace #life #india #human #humanrights #TheHeartMatters #GoharShahi #ALRATV #YounusAlGohar #thesoulmatters #world #help #ProphetMohammad #ProphetMuhammad #Muhammad #Islam #Quran #Allah #Koran #TahirulQadri #TariqJameel #ZakirNaik
1 note · View note
silsilaekamaliya · 8 years ago
Photo
Tumblr media
Allah Ki Pehchan Ka Tariqa – Shah Kamal Sahab Allah Ki Pehchan Ka Tariqa - Shah Kamal Sahab Sultan ul Awliya, Sufi e Azam ,Mufassir e Quran Hazrat Maulana Shah Mohammed Kamal ur Rahman Sahab Damat Barkatuhum.
0 notes
dasht-ae-tanhai · 6 years ago
Text
Allah hi jaane kaun bashar hai
Pesh e rasul,
Ek din jibreal the khade.
Fakhr e daraaz e umr ko dil mein liye hue
Darbar e nabi aarastaa
Jibreal maujod
Khayal aaya
Jahan tak takaza e umri hai
Jahan tak umr ka lihaas hai
Jahan tak umr ka hisaab hai
Ba lihaas e umr
Ba takaza e umr
Ba hisaab e umr
Main nabi e kareem se bada hu
Udhar khayal idhar pe chehre pe tabbassum aaya
Has kar yun jibrael se yun kehne lage nabi
Aey jibrael kya umr hai tumhari batlao to sahi
Ki arz jibrael ne
Ya syyed ul bashar
Mujhko to apne bare me bas itni hai khabar
Ya nabi hota sar e arsh tulu ek sitara
Sattar hazar saal ke baad dubara
Andaaza meri umr ka kijiye shah e balaa
Mene sattar hazar martaba dekha hai wo tara
Ye sun ke mustafa ne kaha jaan sakoge
Aye jibreal
Wo taara agar dekha to pehchan sakoge
Ye keh ke sarkar ne sar se amama jo hataya
Peshani e nabi mein wo tara nazar aaya
10 notes · View notes
pehchanislam · 1 year ago
Video
youtube
#PehchanIslam #hajj #hajjkalam2023 #Labaike_Allahuma_Labaike New Hajj
 Kalam 2023 | Labaike Allahuma Labaike _ Ya Allah Tu Mujhe Hajj Pa Bula | Pehchan islam 
Hi Everyone Today i Tell You About New Hamd o Nazam Videos 🔴URGENT: YouTube won’t show you my NEW videos UNLESS you 🔔 TURN ON NOTIFICATIONS🔔 * LIKE | | SHARE | | SUBSCRIBE* ▬▬▬: Urdu & Hindi lyrics :▬▬▬ مبارک مہنہ ہے اے  میرے مولا Mubarak Mahina Hai Aye Mere Mola ہمیں  بھی دیکھا دے وہ مکہ مدینہ Hame Bhi dikha dea Wo Makka Madina تیرے در پہ آئیں مہمان تیرے Tere Dar Pe Aayen Mehman Tere اللھم لبیک لیبک کہتے Allah Huma Labike Labike Kehte جومیدان عرفات میں حاضری ہو Jo Maidan Arfat Main Hazri Ho جھڑی آنکھ سےآنسوؤں کی لگی ہو Jhare Ankh se Ansoon ki Lage ho Copyright Notice:► Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for 'Fair Use' for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research, Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use Important note from the channel :► All rights of the Audios and Videos Production is Reserved for ( Pehchan Islam) Hence, it's not Permissible to Reuploading without our permission. However, You may share this production on All Social Media Platform Channel About us :► Pehchani slam is the channel where you can find all the best videos, Hamad, Naat, New Milli Naghma, Motivational Kalam,  Jihadi Nazam, Urdu tarany, Urdu Nazam, For any detail please contact us :Email id ►[email protected] Follow me On social media: ➜ Facebook:➜  https://www.facebook.com/PehchanIslam1/ Instagram:➜ https://www.instagram.com/pehchanislam/ Twitter:➜       https://twitter.com/pehchan_islam pinterest:➜   https://www.pinterest.com/PehchanIslam/ Cover Topic:► Pehchan Islam, Labaike Allahuma Labaike, hajj kalam, New Kalam 2023, Allahuma Labaike, hajj kalam owais raza qadri, hajj kalam 2023, Ya Allah Tu Mujhe Hajj Pa Bula, hajj kalam hafiz tahir qadri, New Kalam, hajj kalam 2022, Labaike Allahuma, hajj kalam naat, hajj naat,hajj 2023,
0 notes
mehdi-foundation-urdu · 6 years ago
Photo
Tumblr media
#jashaneRiazMubarak #QuoteoftheDay ‘Allah ki pehchan aur rasai kay liye rouhaniyat seekho khawah tumhara talluq kisi bhi mazhab se ho!’ Syedna Imam Mehdi Gohar Shahi www.mehdifoundation.com
2 notes · View notes
Video
youtube
imaan Kya Hai | Momin Ki Pehchan | Who Truly Believes ALLAH
0 notes
sufism786-blog · 2 years ago
Photo
Tumblr media
✨ ALLAH AUR BANDA ( read post ✍️) Gham Se Khali Hojawo ! Uske Bare Me Soncho Jisne Khayal Ki Taqleeq Ki. - Rumi r.a. Beshak Qayal Ki Taqleeq Allah Subhanahu Taala Ne Hi Ki. Aur Har Shai Maqluq Kayinat Ki Taqleeq. Aur Insan Uski Behatreen Taqleeq Hai. Peerane Peer Gouse Azam Dastageer R.z. Ka Qaoul Hai Ke Agar Insaan Apna Martaba Pehchanle Ke Uske Nazdeek Kitna Buland Martaba Rakhta Toh Yaqeenan Dum Ba Dum Har Saans Me Kahe Ke Badshahi Mere Liye Hai. Aaj Balke Har Roz Mere Liye Hi Badshahat Hai. Allah Subhanu Tala Ne Insan Ko Ashraful Maqluq Banaya, Lekin Aaj Insan Apne Aapko Apni Haqiqat Ko Bhula Baitha Hai. Duniya Ke Haseen Meley Me Bhul Bhulaya Me Kho Chuka Hai. Ab Iske Paas Waqt Nahin Ke Haq Subhanahu Tala Ki Pehchan Kar Sakey. Aur Allah Subhanhu Tala Bande Ko 70 Maawon Se Zyada Mohabbat Karta Hain, Aur Uske Liye Baar Baar Zariya Banata Hai Takey Hidayat Pa Sakey. Allah Kareem 1 Lakh 80 Hazar Paighambaron Ko Bheja Takey Rahe Rast Per La Sake Hidayat Hasil Kar Sake Phir Bhi Nahi Ruka Ab Apne Habeeb Paighamber Mohammad Mustafa Sallellahu Alahi Wasallam Ko Akhri Paighamber Bana Ker Bheja Aur Tamaam Kayinat Ko Toheed Ki Raah Duklaya aur Siraat E Mustaqeem Per Qayam Karne Ki Raah Dikhlaya. Aur Ab Ambiyawon Ka Dour Nahin Lekin Allah Kareem Aouliaon, Walion aur Peer O Murshid Ko Zariya Bana Ker Hidayat Pane Ki Raah Khuli Rakha. Koi Sadkhaye Dil Se Haqiqi Khudawand Ki Pehchan Karna Chahta Hai Toh Wo Ek Kamil Peer Ki Talash Kare Aur Hidayat Hasil Karey. اَلرَّحۡمٰنُ فَسۡئَلۡ بِہٖ خَبِیۡرًا " AR'RAHMANU FAS AL BIHI QABIRAN " Trajuma : Rahman ka pata kisi Bakhabar se Pucho, Jo usey janta Ho. Ab Banda Khud Allah Kareem Ke Isharon Ko Na Samjhe Hidayat Pane Ki Justaju Na Karey Khud Ko Gumrah, Gunahon Ke Dal Dal Se Nikalna Na Chahe Toh Kon Zimmedar Huwa? Khair Allah Kareem Ham Sabko Kamil Peer Ki Sohbate Naseeb Farmaye Aur Hidayat Naseeb Farmaye Ameen. ( Admin ✍️ #amjadnazeeri #nazeeri ) Share your views in comments. TAG someone 💞 ___________________ Turn on your post notification 👉@khudi.ki.pehchan 👈 ___________________ Follow ☑️ @khudi.ki.pehchan Like 👌 #nazeeri Share 👍 (at Allāh Banda) https://www.instagram.com/p/CiS52pnIG_s/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
divineabodeofgod · 3 years ago
Photo
Tumblr media
✨TOPIC : Different ways of seeing Prophet Muhammad (PBUH) ✨ Deedar e Rasool (saw) Ki Iqsam ✨ دیدارِ رسول ﷺ کی اقسام 👉 For More Information Watch ALRA TV On YouTube and turn on CC For Subtitles! 👉 Full Video Link : https://youtu.be/h87EJF0Zvco 👉 For Zikar-e-Qalb (Activation of the Spiritual Heart) contact Shaykh Amjad Gohar on this number +447401855568 👉 Watch Sufi Online with Younus AIGohar is a daily show aired LIVE at 10 PM UK time (2:30AM PKT and 3:00 AM IST). ✨👉 In episode 34 of the Pehchan e Mehdi course, Sufi Master Younus AlGohar speaks about the specific kind of visualisation of the Prophet (saw) that Imam Mehdi (as) will grant to his followers and how it will enable the followers of Imam Mehdi (as) to gain access to ‘Daar Ul Naeem’ (paradise created by God for the Prophets and Messengers only). #prophet #muhammad #prophetmuhammad #deedar #visual #islam #allah #god #quran #muslim #islamic #quotesaboutlife #quotes #islamicquotes #spiritual #spirituality #love #imam #mehdi #imammehdi #visualisation #messenger #paradise #faith #interfaith #peace #life #YounusAlGohar #Goharshahi #ALRATV https://www.instagram.com/p/CWOsylmBH7p/?utm_medium=tumblr
0 notes