#.eid ka chand
Explore tagged Tumblr posts
whateverilivefor · 8 months ago
Text
10/04/2024
Wanted to post it yesterday but we all know how lazy I'm 😊🎀. So posting them now.
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
63 notes · View notes
stainedpoetry · 1 year ago
Text
" Uske deedar ke bina Eid adhuri hai "
Eid ka chand dikhgya, par Eid adhuri hai
Eidi milgyi, par Eid adhuri hai
Chehron par muskaan mili, par khushi adhuri hai
Gero se gale lage, par apno se mulakat adhuri hai
Tumblr media Tumblr media
Chaar mein se do lines meri hai do @kabhi-kabhi-aditya ki. Mere adhoore thoughts bhi pure krdeta ye insaan ✨.
108 notes · View notes
your-first-priority · 8 months ago
Text
Chand kahan hai
1 note · View note
Text
Eid ka chand dikh gaya 🌙 eid Mubarak to moots <3
Tumblr media
76 notes · View notes
pyaari-naari · 20 days ago
Note
Also, send the pinterest board for tattoos.
Also,,, it's me- 🎀
Here's my Henna and Tattoo Pinterest board.
And OMG OMG! 🎀 Anon where were youuuuuuu?? 😭😭😭
Itne din baad oh bhai seriously feels like eid ka Chand aa gaya 😭😭 Anyways kaise ho???
2 notes · View notes
numberonenerdfury · 8 months ago
Text
Eid ka chand Mubarak sabhi ko
5 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 1 year ago
Text
Har Chand mein Eid ki chaandwali khoobsurati nahin hain
Aaj ke na jazabaat hi kuch aur hain
Hawa mein ittar aur dawaat mein mohabbat hain
Yeh aur kuch nahi bas Eid ka ehasaas hain
Tumhein bhi mubarak aaj Eid jo hain!
5 notes · View notes
sunshinexvibes · 2 years ago
Text
"Dekha Hilal-e-Eid toh aaya tera khayal, Voh aasman ka chand hai,tu mera chand hai"
3 notes · View notes
raindropsofloev · 3 months ago
Text
Tumblr media
when that eid ka chand friend tells you to come in class
1 note · View note
sunburntashes · 7 months ago
Text
Mere saamne wali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai...
chand ka tukda meri samne wali khidke mein to nahi rehta
lekin, eid par phir bhi dikh gaya tha
meri hatheli pe pura chand tha
uski muskurahat aadhe chand jaisi thi
safed kurte pe zabardast hasi ka daag...
uska naam sunkar mera haal kuch
chand ko dekh kar samandar ke haal sa
aaj ka chand bada sundar hai
iski maine tasveer bhi kheech li
station par khade hue do chand
ek aasmaan tale the
chand ka tukda meri saamne wali khidki mein to nahi rehta
lekin khareed liya hai ek bazaar se maine
jo ab mere dil ke kareeb rehta hai
log kehte hai chand pura hota hai to
sabse zyada khoobsurati dikhta hai
lekin meri khushi to uss hi 14 ke chand me hai
ye nazrana usne diya to nahi
magar ab chand ka mere pas ek aur tukda hai
is raaz mein bas koi shaamil hai toh
mai aur meri duaein
aur shayad uski bhi? (kaash haha)
0 notes
whateverilivefor · 8 months ago
Text
11/04/2024
As we all know it is Eid today even though I'm hindu and we don't celebrate it but I'm always looking forward to festivals. Whenever any festival is about to come of any religion I automatically feel that day is special and I just don't know I have to do something, something to celebrate or just something that makes me feel happy. Like even I will be doing a very ordinary thing on that day it will just make me happy.
It was Eid, so obviously I met him (my forever obsession moon). Inse to main milti hi rehti but still it felt special on Eid.
Tumblr media Tumblr media
But before I met him I met someone else....none other than govind aur unki pyaari gauyein
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
61 notes · View notes
shafahome-blog · 8 months ago
Video
youtube
Eid ka Chand: A Heartwarming Drama by Shafa Boyz | Eid ul Fitr Special
0 notes
enigmasandepiphanies · 8 months ago
Text
today one of my fave profs said that I have become eid ka chand and a rare sighting and SHE'S LEAVING BEFORE MY THESIS PRESENTATION AND I ORDERED A BOOK FOR HER AND I AM GONNA WRITE HER A LETTER CAUSE I WILL MISS HER
1 note · View note
sayyedsabeelali · 9 months ago
Text
Call kar kar k sehri Main hame wo uthte the
Iftar ka waqt kitna bacha hai din main kai kai baar batate the
Khudko pane ki dua wo mujko sikhte the
Musjid ka bhi kya bahna tha
Iftari ghar hamre de jate the
Ramadan poora parde main guzrta
Mahdi laga kr wo chand raat main milne ate the
Ek darwaza tha jo chupke se khulta tha
Fir wo soot lahra kr dikhte the
Bhool chuka hai wo ab chaand ki tareekhe
Jo eidi humse lakr eid mante the
0 notes
chhotibadibaatein · 1 year ago
Link
0 notes
unlikelyshoejudgecalzone · 1 year ago
Text
0 notes