Don't wanna be here? Send us removal request.
Text
Become a better version of yourself:
• wake up for fajr even when it’s tough
• recite & reflect on one ayah a day
• start your morning with Dhikr & gratitude
• keep your space clean
• nourish your body with clean, halal food
• set limits on social media
• stay hydrated your body is an amanah
• keep those who remind you of Jannah close
• sleep early
Every small step counts.
0 notes
Text
It's my 4 year anniversary on Tumblr 🥳
1 note
·
View note
Photo
47K notes
·
View notes
Text
0 notes
Text
Being a Hijabi is great because you can look like a 10/10 and then take off your Hijab and look like a 20/10
1 note
·
View note
Text
﷽
︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
📚 Aaj Ki Hadees📚
︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
*15-09-2021*
```📛Us shakhs ke liye halaakat hai, jo logon ko hansaane ke liye koi baat kahe aur us mein jhoot bole, us ke liye barbaadi hai, barbaadi hai.📛```
_📗(Abu Dawood: 4990)_
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
0 notes
Text
May Allāh ease the pain of every heart that’s suffering in silence.
0 notes
Text
0 notes
Text
➖♻➖♻➖♻➖♻➖♻➖
📓----------Maida--------------
📍14 aham vitamins aur 10 minerals maidy ke hasool ke liyay aatay ki channae main zayan ho jate hain.
📍Maida hazam ho kar bari miqdar main blood ko sugar feraham karta hai yahi sugar insan main stress ko bardasht karne ki quowat khatam kar daiti hai.
📍Aatay ki bleaching ke amal main muzir chemicals istamaal hote hain iss ke elawa jism main barhi howe sugar jigar ko nuqsan daiti hai.High blood pressure, diabetes, cancer aur motapy ki bemariyon ka mojjab banta hai.
📓Jhat pat Noodles(lnstant noodles).-----
📍Sehat ke liyay intahai muzir hain.Kiyon ke in main mojood grease /wax hamari anton ke sath chipak jati hai jise jism se kharij hone ke liyay aik week se ziyada waqat darkar hota hai.
-----------------------;---------------------
📚Sunnat se sabit Ghazayain
📓-----Zaitoon ke sath roti---
📍Ap (S.A.W.W) roghan zaitoon ko roti ke sath batour salan istamaal kiya karte thay.
📓-----Bakri ke dasti ka ghost-----
📍Ap (S.A.W.W) ko dasti ka ghost nehayat marghoob tha.Isse ap knife ya danton se kat kar khate thay.
📓----Pusht ka ghost-----
📍Ap (S.A.W.W) ne farmaya sab se umda pusht ka ghost hai.
📓----Pasli ka ghost-----
(Chanp)
📍Yay bhi Ap (S.A.W.W) ne tanawal farmaya.
📓-----Paye-------
📍Hazrat Ayesha (R.A) farmati hain ke hum bakri ke payay mahfooz kar liya karte aur phir inhain15 dino bad khaya karte.
📓------Bhuna hoa ghost----
📍Bhuna hoa ghost ya bhuni howe bacharay ke ghost ka istamaal ambia karam ki sunnat se sabit hai.
📓-----Sokha howa ghost-----
📍Ap (S.A.W.W) ne tanawul farmaya.
📓----Gorakh(Neel gayay) ka ghost)---
📍Ap(S.A.W.W) ko buhat marghoob tha.
📓Murghi ka ghost
📍Ap (S.A.W.W) ne tanawul farmaya.
📓-----Khargosh ka ghost----
📍Ap (S.A.W.W) ne tanawul farmaya.
📓-----Machli (fish)-----
📍Ap (S.A.W.W) ko buhat marghoob thi.
📓Alquran (mafhoom):Wohi tu hai jis ne tumhare liyay samander ko musakhar kar diya takay tum iss se taza ghost khao.
📓-----Ghost ka salan-----
📍Iss ka istamaal Ap (S.A.W.W) ki sunnat se sabit hai.
📓-----Sirka------
📍Al (S.A.W.W) sirke ko roti ke sath batour salan istamal kiya karte thay.
📚Hadees (mafhoom):Sirka bhtareen salan hai.
👉Sirkay main halka sa namak dalne se iss ka khatta pan kam ho jata hai.
👉Sirka hamaisha phalon ka istamal karain synthetic ka istamal khano main hargiz na kejiye.
📓--------Makhan-------
📍Ap (S.A.W.W) makhan aur khajoor ka sath istamal buhat pasand farmatay.
📓-----Paneer aur ghee-----
📍Ap (S.A.W.W) ko buhat pasand thay.
📓------Sareed-----
📍Al (S.A.W.W) ne farmaya (mafhoom) " Ayesha (R.A) ki fazeelat tamam aurton par aesi hai jaise sareed ko tamam khanon par."
📓-------Dalya-----
📍Ap (S.A.W.W) jou ka dalya pasand farmatay thay.
📓-----Halwa aur meethi cheezain--------
📍Khajoor, paneer, ghee aur jou ke aatay se banay halway Ap ( S.A.W.W) pasand farmaty thay.
Ap (S.A.W.W) ko shaihad , doodh, aur meethi cheezain buhat marghoob theen.
📓-------Bacha hoa khana----
📍Ap (S.A.W.W) ko wo khana buhat pasand tha jo pateely main neechay bach jata tha.
📓-----Thandy Meethy Sharbat----
📍Ap (S.A.W.) ko sab say marghoob mashroob wo hota jo thanda aur meetha ho.
📓-----Doodh-----
📍Doodh mukammal ghiza hai.
📍Doodh fitrat hai.
📍Ap (S.A.W.W) ne farmaya teen cheezain wapis na lotae jayain:
Takya, Tail, aur Doodh.
➖♻➖♻➖♻➖♻➖♻➖
0 notes
Text
0 notes
Text
"As I look back on my life, I realize that every time I thought I was being rejected from something good; I was actually being re-directed to something better. You must convince your heart that whatever Allah has decreed is most appropriate and most beneficial for you." – Imam al-Ghazali (R.A) -
0 notes
Text
0 notes
Text
Samne jab bhi yaar hota hai
Rooh e jaana ke Ehle dil ke liye
Zikr e parwardigar hota hai
Mareez e ishq ka aksar ye Haal hota hai
Kisi ki yaad se chehra bahaal hota hai
Main isko kufr kahoon ya jamaal e ishq kahoon
Namaaz mein bhi tumhara khayal hota hai 🥰
Main sar pe ehsaan loon kyun kisi ka
Sahara Tum ho to kis liye phir
Rahe salamat ye gham tumhara
Yahi hai Kaaba hai zindagi ka
Ye ishq jo na hota to ye bandgi na hoti
Jo tera karam na hota to ye zindagi na hoti
Wo gham mashoor hai jo gham jise apna gham hai
Gham to wahi hai Jo gham e parwardigar hai
Mujhe dekhta hai jo bhi kehdo na jee bhar kar
Teri nisbat na hoti to meri zaat hi na hoti
Main qurbaton mein beshazban tha
Main khurkaton mein hi mutmayin hoon
Kaho bhi tum aam akhari tha
Hai ye bhi tohfa janab hi ka
Wo rooh e shahi hamesha maine
Rakha hai paon ki thokron ne
Makam sabse juda hai mere
Ke main hoon mangta teri gali ka
Main yahin karunga sajda ye mera mudda hai
Jo mila nahi haram se wo tere dar se mila hai
Wo khush mukaddar ke jisne sar ko
Jhukaya murshid ke pak dar par
Ye tune mangi hai sarfarazi
Makam uncha raha usi ka
Agar hai jaana to jaye lekin
Huzur itna khayal rakhen
Ke hijr e jaana mein ek paal bhar
Muhaal hota hai zindagi ka
Rawan ho gardan pe gar che khanjar
Khalal wo sajde mein aaye phir bhi
Ye hi ibadat ka hai salika
Yahi salika hai bandagi ka
Tumhari mazhar gadayi karke
Main naaz karta hoon apnepan par
Tumhare jitne zameer teri
Waqar alam hai shayari ka
0 notes