bookievibes
suhana
39 posts
Writer at heart
Don't wanna be here? Send us removal request.
bookievibes · 2 months ago
Text
Tumblr media
cannot stop thinking about this tweet… AUGH 😭
56K notes · View notes
bookievibes · 3 months ago
Text
The difficulty of worship disappears, but the reward remains.
The pleasure of sins fades, yet their punishment endures.
Tumblr media
584 notes · View notes
bookievibes · 3 months ago
Text
Jo mujhe pasand hai woh mujhe de diya jaye tho usme kya bura hai ?
Jo tumhe pasand hai woh bura nahi,iska tumhe yakeen hai ?
Insaan ye jan jata hai ke ussey kya pasand hai,Insaan khuda nahi hai woh ye nahi jan sakta ki kya accha hai kya bura.
Tho phir Jo Jan sakta hai uske pas ye ikhtiyar rehne do.
|Wali by Sumaira hameed
0 notes
bookievibes · 3 months ago
Text
میرا گھر مسجد سے بہت دور ہے۔" اس نے عذر کیا "تمہارا گھر مسجد سے دور ہے یا تم ؟" عمری بانے سادگی سے کہا تھا۔
|Wali by Sumaira hameed
0 notes
bookievibes · 3 months ago
Text
"Tum ne aisi quwwat kahan se hasil ki"?
"Tum kis quwwat ki baat kar rahey ho"?
"Jaan se piyarey ko chor deney ki... Aik insan ke ehtaram ke badley, apney mehboob ko chor deney ki"...
|Wali by Sumaira hameed
0 notes
bookievibes · 3 months ago
Text
" Bohot se logon ko duniya mein sirf ek cheez milti hai, aur ek hi cheez milti hai. Baaz logon ko duniya mein sab kuch milta hai aur sab kuch hi milta hai. "
0 notes
bookievibes · 3 months ago
Text
Aliyan:
Tum apnay ghar ka address do mai tumhari khirki tak tw aa hi jaunga.
Amraha:
Ye tumhara Manchester nhi hai spiderman jo tum idhar udhar koodtay phiro. Yahan hum ghar k bahir khardaar tarai'n lagatay hain aur us mai current chor dete hain.
Aliyan:
Kiyun?
Amraha:
Tum jese Romeo k liye.
Aliyan:
Lahore mai Romeo nahi hotay kiya?
Amraha:
Hotay hain, pr sath mai Juliet k abba jaan bhi hotay hain.
Yaaram by Sumera Hameed
20 notes · View notes
bookievibes · 3 months ago
Text
"Sab se zyada dastaane'n mohabbat ki likhi gyi hain. Sab se zyada geet mohabbat k gaye gye hain. Insaan sab se zyada khuwaab mohabbat k dekhta hai.
Insaan pr sab se zyada khuwaab mohabbat k bhaari partay hain."
Yaram By Sumera Hameed.
Tumblr media
39 notes · View notes
bookievibes · 3 months ago
Text
“The man who has a conscience suffers whilst acknowledging his sin. That is his punishment…”
— Fyodor Dostoyevsky, Crime and Punishment
601 notes · View notes
bookievibes · 3 months ago
Text
Tumblr media
Main kisi shaam chala jaunga manzar se...
Log behal jayenge kuch roz pareshan ho kar
268 notes · View notes
bookievibes · 4 months ago
Text
بروں کا حق ہے وہ کہ وہ برے بنیں ، جو چاہیں کریں، اور جو حق پر ہوں ان پر فرض ہے کہ وہ صرف وہ کریں جس کا حکم ہے۔۔۔ “رحم
The bad have the right to be bad, to do what they want, and those who are right have the duty to do only what is ordered. “Mercy.
-Tawaf e Ishq
0 notes
bookievibes · 4 months ago
Text
اس نے دیکھا کہ اس دنیا میں سب سے بڑا ظلم، کسی عورت کی بھرے بازار تذلیل ہے۔ اس نے جانا کہ عورت طوائف ہو یا دین دار اس کی عزت .... اس کا احترام ہر روح پر لازم ہے۔ کوئی کتناہی گنہگار کیوں نہ ہو ، اس کے عیب پر عرش کے رب نے پر دے ڈال دیئے ہوں، تو فرش والوں کا ان پر دوں کو اٹھا دینا گناہ کبیرہ ہے۔ وہ گواہ ہوا کہ اس دنیا کی سب سے بدتر��ن چیز ظلم ہے اور اس دنیا کی سب سے گھٹیا چیز ” بے حسی.
He saw that the greatest cruelty in this world is the complete humiliation of a woman. He knows that whether a woman is a prostitute or a religious person, her respect.... Her respect is obligatory on every soul. No matter how sinful a person is, the Lord of the Throne has condemned him for his fault, so it is a great sin for the people of the floor to raise the curse on them. He witnessed that the worst thing in this world is cruelty and the worst thing in this world is "indifference".
-Tawaf e Ishq
1 note · View note
bookievibes · 4 months ago
Text
وہ سوچا کرتی تھی کہ کبھی کوئی ایسی وفا ضرور دکھائے گا
کہ وہ اس کے لیے ساری دنیا چھوڑ دے گی پھر اسے معلوم ہوا سب کچھ انسانوں کے لیے نہیں اللہ کے لیے چھوڑا جاتا ہے
She thought that someone would show such loyalty
That she would leave the whole world for him, then she realized that everything is left for Allah, not for humans.
-Tawaf e Ishq
1 note · View note
bookievibes · 4 months ago
Text
انسان پیدا بھی نہیں ہوا تھا اور حسد پیدا ہو گیا۔ تھا۔ حسد اتنی پرانی بیماری ہے۔ اس حسد نے شیطان کو کہیں کا نہیں چھوڑا تو یہ حسد انسان کو کہاں چھوڑے گا۔
Man was not even born and jealousy arose. Jealousy is such an old disease. This envy has not left Satan anywhere, so where will this envy leave man?
-Tawaf e Ishq
0 notes
bookievibes · 4 months ago
Text
Tumblr media
— July 20, 1916 / Franz Kafka diaries
3K notes · View notes
bookievibes · 5 months ago
Text
“Tujhe banaya hai uss ne toh kya tujhe chor dega?
Kabhi maa mailay main bache ki ungli chorti hai?
Agar choot bhi jaye toh bacha itna beqaraar nahi hota jitni maa hoti hai.
Phir Allah insaan ko kaise chor sakta hai? Tujhe kaise chor sakta hai?
Uss ki nazar main jo ek baar aa jata hai hamesha rehta hai”
7 notes · View notes
bookievibes · 5 months ago
Text
" Mummy ye mard aurat ke liye kya hota hai ?
Pata hai mummy, mard aurat ke liye kya hota hai? Darwaza hota hai. Darwaze ka kaam raasta dena hota hai ya raasta rokna. Iss darwaze ne mera raasta rok liya hai, mera hi nahi har aurat ka raasta rok liya hai. Aage jane hi nahi deta. Aaj tak aage jane nahi diya. Iss liye to aurat paighambar hoti hai naa wali. Woh darwaza kholne ki koshish nahi karti. Wahi uss darwaze ki chaukhat pe baithi rahti hai. Usse hi choomti rahti hai, sajda karti rahti hai. Darwaza phir raasta kyun naa roke?
Pata hai mummy, aurat bail ki tarah hoti hai aur mard deewar ki tarah. Bail saari zindagi deewar ko dhoodhti rahti hai jiske sahare woh upar jaa sake, nazron mein aa sake. Jahan tak deewar jati hai, woh bhi bas wahi tak jati hai. Bail ko lagta hai, agar deewar naa hoti to woh saari umar rulti rahti, logon ke pairon tale aati, magar nazaron mein naa aati. Woh saari umar deewar ki mashkoor rahti hai. Usse saaya deti hai, apne phoolon se sajati hai, mehkaati hai. Jab sookhne lagti hai toh bhi uss se chipki rahti hai, kisi chipkali ki tarah. Khatam hone ke baad bhi usse kisi doosre ka sahara nahi chahiye ...Aur deewar...
Mummy dekhe, deewar ka kitna faida hota hai! Bail usse sajati hai, mehkaati hai aur khud khatam hone tak uski ehsaan mand rahti hai. Aur deewar... Woh toh bas sahara dene ka faida uthati hai, bas sahara ... "
-Umera Ahmed
2 notes · View notes