#tum jo mil gaye ho
Explore tagged Tumblr posts
ihateyouvishal · 22 days ago
Text
"woh jo ban sanwar gaye honge, dekhne wale dekhke mar gaye honge", "hum toh unki aankhon ko dekhke fana ho gaye ghalib, na jaane woh aaina kaise dekhte honge ", "aur kitna sabar lau mai khudme, tum thoda sa mil kyu nahi jaate?"
17 notes · View notes
thecrazyinktrovert · 2 years ago
Text
Love English music all you want, but NOTHING, I repeat NOTHING, hits harder than desi music. Like every single singer has their own trademark genre which they can execute PERFECTLY?? 
Can we talk about Arijit’s Mai gehra tamas tu sunehra sawera main tera in Kalank? 
or his Tum sath ho ya na ho kya fark hai, bedard thi zindagi bedard hai in Agar tum sath ho? 
or Tujh sang sukhi roti bhaye in Mast Magan? Ok leave that. 
Lets talk about Atif’s Khayalon me lakho baaten yun toh keh gaya, bola kuch na tere saamne in Tu jaane na?
or Rafta rafta tera hua, tere bin mai hu benishan in Tera hua?
or Tenu lakhan ton chhupa ke rakhaan akkhaan te sajaa ke tu ae meri wafaa, rakh apna bana ke main tere layi aan yaara in Dil Diyan Gallan? Ok leave that
Let's talk about KK's Chaand Teri roshni ka halka sa ek saaya hai in Ajab Si?
Or dil kyun yeh mera shor kare, idhar nahi udhar nahi teri orr chale in Dil Kyu Yeh Mera?
Or lut Gaye hum teri mohabbat me in Tadap Tadap? Ok leave that.
Let's talk about Jubin Nautiyal's tum se jo mil gaye, Mausam khil gaye, khudse ladne Lage hum sawarne lage in sawarne lage?
Or Mausam mohabbaton ke, lamhe ye chahaton ke apne liya bane hai maan le in Gazab ka hai din?
Or tere bina main na rahu mere bina tu in raatan lambiyan? Fine, leave that as well. 
Lets talk about Shreya Ghoshal's kaise huzurji ye lab dikhlaaye, chuppi lagake bhi gazab hai yeh dhaye in saibo.
Or Ye ishq haaye baithe bithaaye jannat dikhaye hain in ye ishq?
Or Dil bharta nahi, aankhen rajjti nahi, chaahe kitna bhi dekhti jaaun, waqt jaaye main rok na paaun in Thodi Der?
And DO NOT get me started on Mohammad Rafi, Kishore Kumar, Lata Ji, Asha ji and Sonu Nigam. Desi songs are peak lyrics, romance, emotion and vocals. You're straight up wrong if you think ANYTHING can beat that. I love Taylor, 1D and all, but Hindi songs? Absolutely unmatched!
Comment/reblog you favourite lyrics below!
351 notes · View notes
mera-mann-kehne-laga · 2 years ago
Text
Exam hall me He's bench is bilkul beside mine. Beechme theres only enough space for a person to walk.
So I enter the exam hall, he's standing there, I'm tryna get to my seat. He's blocking my way. There's little space. He sees me, steps aside mtlb takes a 90° turn. I go past him, Something in my stomach gives a pull (I think butterflies), he smells very good as always.
I'm just about to take my seat when he calls my name. HE FCKN CALLS MY NAME. I'm so dead inside, confused, what does he want from me?
*my name*?
Haa........bol
Ek help karogi?
Hmm bol
Tumhe set Konsa milta hai?
1.
Ok....good. Mujhe mcqs kradena please.
*not looking at him* ohh........
bus pass kradena mcq krake. Baaki mai dekhlunga.
*I again avert my eyes from him* hmm......baith Tu pehle.
Kara dogi na?
Kara to dungi........
Theek hai. Badhiya.
Deal kya hai?
Kya?
Abey deal. Free me thode krungi
Kya chahiye bolo. Chocolate?
*wide smile* Ha chlega.
Theek hai milna centre ke bahar. De dunga
Badi Vali chahiye mujhe dairy milk
Ha ha tum pehle mcq to karao.
Ha chal chal ave
*the guy gives a little thumbs up* *butterflies attack me again* *I turn my face away from him and try to control my blush*
-Half an hour later-
Isharo isharo me I help him with 6-7 mcqs. Just as I raise my eyebrows to confirm if I should continue, he gestures me with his hand to stop and mouths rehnedo bus bus.
-kuch hours later-
*answer sheets r taken away*
Kaisa gaya oye paper?
Accha tha.
Tune mujhe rukne ko kyu bola?
Areyyy yaar set alag tha tumhara🤦
Kyaaaa?!?? Hamesha toh same milta hai 😂
Ha lekin aaj 2 mil gaya. Accha hua realise ho gaya. tumhara btaya hua Sara kaatke khudse krliya.
Badhiyaaaaa😂😂 he bhagwan bht bada blunder hone vala tha
Haa Baal baal.bach gya haha
Hmm.......Accha toh Gaya na? Pass ho jayega?
ha ho jaunga. Bc jo jo gine chune topics pdhke gaya tha unhi me se question aa Gaye
Sahi hai Sahi hai. Luck Accha tha😂😂
Haa
*we both walk out*
10 notes · View notes
fortunetellersdilettante · 3 months ago
Text
lipata hua, iss sab chot se bhasm ho gaya yadi aap mujhse puchte hain, toh pata nahi kahan se shuru karna hai krodh, prem, bhram, sadken jo kahin nahin jaati hain mujhe pata hai ki kahin behtar hai kyonki aap hamesha mujhe vahan le jaate hain toote hue vishwas ke saath aapke pass aaya mujhe pakadne ke liye ek haath se adhik diya jameen par utarane se pahale hi pakad liya mujhe batao ki main surakshit hoon, ab tum mujhe mil gaye kya aap pahiya lenge agar main niyantran kho doon? agar main yahaan jhooth bol raha hoon kya tum mujhe ghar le chaloge? kya aap dhyan rakh sakte hain ek tooti hui atma ka? kya ab tum mujhe pakadoge? mere sir par bandook pakado ek, do, teen ginen agar yeh mujhe door chalane mein madad karta hai to yah hai mujhe kya chahiye har minute aasaan ho jaata hai jitna adhik aap mujhse baat karte hain aap mere sabse gahare vicharon ko tarkasangat banate hain haan tum, unhen mukt karo toote hue vishwas ke saath aapke pass aaya mujhe pakadne ke liye ek haath se adhik diya jameen par utarane se pahale hi pakad liya mujhe batao ki main surakshit hoon, ab tum mujhe mil gaye
0 notes
creamy-mushroom-noodles · 11 months ago
Text
1 note · View note
ishratmumtaz · 11 months ago
Text
aaj bhi mujhai tumari yaadain rulaati hai
roz soch ti hoon ki shayad meri tarah tumhe bhi aisa he dard ho raha hai ya nahi?
Roz sochti hoon ke tum bhi mujhai yaad kar rahe ho ya mil gaye tume koi jo tume mujhse zada khush kar raha hai?
kash tum aao wapis aur mujhai btao Warna meri jaan tumare baare main sochte sochte khatam ho jaegi.
0 notes
safdarrizvi · 1 year ago
Text
Tu Hai Kahan Lyrics
Ki Jab Main Hadd Se Aage
Badh Gaya Tha Aashiqui Mein
Yaani Zindagi Ko Le Raha
Mazaak Hi Mein
Phir Mazak Hi Mein
Mil Gaya Sab Khaak Hi Mein
Chhu Kar Aaya Manzilein Toh
Tanha Tha Main Wapsi Mein
Jaise Phool Tode Honge
Tumne Jholi Bhar Ke
Main Woh Phool Jo Ke
Reh Gaya Tha Shakh Hi Mein
Jaise Khwaab Hi Main
Khwabgah Ankh Hi Mein
Pal Se Pal Mein Kya Hua Tum
Reh Gaye Bas Yaad Hi Mein
Ek Sawaal Machalta Hai
Mere Dil Mein Kabhi
Tujhe Main Bhool Jaaun
Ya Tujhe Main Yaad Karun
Tujhi Ko Soch Ke Likhta Hoon
Jo Bhi Likhta Hoon
Ab Likh Raha Hoon Toh
Phir Kyun Na Ek Sawaal Karun
Main Iss Sawaal Se Gham Ko
Badal Doon Khushiyon Mein
Par In Be-Jaan Si Khushiyon Se
Kya Kamaal Karun
Par Ab Sawaal Bhi Kamaal
Tu Sambhal Le Filhaal
Yeh Sawaal Bicha Jaal Kya
Main Chaal Chalun
Chaal Chal Tu Apni
Main Tujhe Pehchan Luga
Main Apni Mehfilon Mein
Sirf Tera Hi Naam Looga
Tujhe Pasand Hai Dheema Lehja
Aur Bas Khamoshiyan
Main Tere Khaatir Apni
Khud Ki Saansein Tham Luga
Kya Tere Saare Aansu
Mere Ho Sakte Hain
Aisa Hai Toh Tere Khatir
Hum Bhi Ro Sakte Hain
Mere Khatir Mere Rone Par
Ab Tum Bas Hans Dena
Ek Bar Tere Muskurahat Ke Pichhe
Hum Sab Kuchh Kho Skate Hain
Kya Meri Mohabbaton Ka
Koyi Hisaab Nahi Hai
Kyun Tere Aankhon Mein
Mere Liye Koyi Khwaab Nahi Hai
Tujhe Kya Hi Karun Ghamzada
Ab Jaane De
Ke Tere Paas Mere Pyar Ka
Jawaab Nahi Hai
Kitni Muddatein Hui Hai
Tumne Khat Kyu Nahi Bheja
Gaa Leta Hun Tere Liye
Mausiqi Nahi Hai Pesha
Aane Ki Khabar Hi Nahi Tere Ab
Ab Kya Mausamon Se Puchhun
Tere Aane La Andesha
Aankhon Mein Aansu Nahi Hai
Kahaan Hai Tu Kahaan Tu Nahi Hai
Dil Ko Yeh Ab Jaan’na Hi Nahi
Bas Tu Chale Aao
Tu Hai Kahan
Khwabon Ke Iss Shehar Mein
Mera Dil Tujhe Dhoondhta
Dhoondhta Arsa Hua
Tujhko Dekha Nahi
Tu Na Jaane Kahan Chhup Gaya
Chup Gaya
Aao Phir Se Hum Chale
Thaam Lo Yeh Hath
Kar Do Kamm Yeh Faasle
Na Pata Ho Manzilon Ka
Na Ho Raste
Tu Ho Main Hoon Baithe Dono
Phir Hum Taaron Ke Tale
Na Subah Ho Phir
Na Hi Din Dhale
Kuchh Na Keh Sake
Kuchh Na Sunn Sake
Baatein Saari Woh
Dil Mein Hi Rahe
Tum Ko Kya Pata Hai
Kya Ho Tum Mere Liye
Kehkashan Ho Tum
Kahaniyon Ki Pariyon Ki
Tarah Ho Tum
Mujhmein Aa Sake Na Koyi
Iss Tarah Ho Tum
Ho Yakeen Tum Mera
Ya Phir Ghumaan Ho Tum
Aashiyan Ho Tum
Main Bhatka Sa Musafir
Aur Makaan Ho Tum
Meri Manzilon Ka
Ek Hi Raasta Ho Tum
Dhoondhta Hai Dil Tujhe
Bata Kahan Ho Tum Hmm..
Ho Jahaan Kahin Bhi
Aao Paas Taaki
Aansu Mere Tham Sake
Yaad Aa Rahe Ho Tum
Mujhe Ab Har Lamhein
Aisi Zindagi Ka Kya
Jo Tum Zindagi Mein Hoke
Meri Zindagi Na Ban Sake
Sochta Rahun Ya
Bhool Jaaun Ab Tumhein
Tum Mil Hi Na Sakogi Toh
Fir Kaise Chahu Ab Tumhein
Tere Saare Khwaab
Pal Mein Jod Denge
Jisme Tu Hi Na Basega
Phir Woh Dil Hi Tod Denge
Chhod Denge Woh Shehar
Ke Jisme Tum Na Hoge
Toot Jayenge Makaan
Woh Saare Hasraton Ke
Guzre Pal Jo Saath Tere
Woh Pal Hai Bas Sukoon Ke
Mil Lo Ab Tum Iss Tarah
Ke Phir Nahi Miloge
Tu Hi Tha Saath Mein Mere
Kaise Main Jeeyuga Akele
Taare Ginn Ginn Ke
Ho Gayi Hai Subah
Tu Hai Kahan
Khwaabon Ke Iss Shehar Mein
Mera Dil Tujhe Dhoondhta
Dhoondhta
Arsa Hua Tujhko Dekha Nahi
Tu Na Jaane Kahan Chhup Gaya
Chhup Gaya
1 note · View note
indiejones · 1 year ago
Text
JAGJIT KAUR ‘S TOP 30 HINDI SONGS! (@INDIES)
🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜
JAGJIT KAUR ‘S TOP 30 HINDI SONGS! (@INDIES)
Yt Link:
https://www.youtube.com/playlist?list=PLm1v8VeYLVlmILY-Ct_cUxjQofp7FJZdk
.Tum apna ranjo gam - Shagoon
.Gori sasural chali – Shagoon
.Baaj rahi hai ohir bansuriya
.Chanda gaye ragini – Dil-E-Nadan
.Mohabbat ki dhun – Dil-E-Nadan
.Dekh lo aaj hum ko - Bazaar
.Pehle toh aankh milana – Shola Aur Shabnam (1961)
.Tu kaunsi badli me mere chand hai aaja
.Agar dil dil se takraye toh – Shola Aur Shabnam
.Khamosh zindagi ko ek afsana mil gaya – Dil-E-Nadan
.Chal aao sainya - bazaar
.Pind dia number dara
.Kahe ko byahi bides
.Hariyala banna aye re – Razia Sultan
.Chanda gaye raagni - Dil-E-Nadaan
.Kab yaad mein tera saath nahi - Anjuman
.Ladi re ladi –Shola Aur Shabnam (1961)
.Dard bola toh sunai dega – Dard (serial)
.Pehle jo mohabbat se inkar kiya – Pardesi (1941)
.Lai we ranjhya wah – (Punjabi folk)
.Uske khel nirale - Noorie
.Phir meri khabar lene – Yeh kya jagah hai doston
.Sakhi re sharmaye – Pyase Dil (1974)
.Phir wohi sawan aya – Shola Aur Shabnam (1961)
.Ada jadoo – Mera Bhai Mera Dushman
.Aashiq ho toh aisa ho- Noorie
.Suniye huzoor pyar ka charcha - Suryamukhi
.Nain milake pyar jagake – Mera Bhai Mera Dushman
.Sadda chidiya da chamba ve – Kabhi Kabhie
.Idhar aa sitamgar – Sawaal
.Baaje shehnai ri banno – Chambal Ki Kasam
.Suno na bhabhi – Thodisi bewafaii
.Mahiya ve mahiya – Posti (1950)(Punjabi) .
🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜
Tumblr media
1 note · View note
neembu · 9 months ago
Text
tujh mein rab dikhta hai, yaara main kya karun, sajde sar jhukta hai yaara mein kya karu // tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah… tera zikr ho raha hai ibadat ki tarah // khuda jaane yeh kyun hua hai ke ban gaye ho tum mere khuda // taveez banake pehnun use, aayat ki tarah mil jaaye kahin, woh yaar hai jo imaan ki tarah, mera nagma wohi, mera qalma wohi
okay but love as devotion is such a concept. bollywood was so right when they said "tujhse mera dheen dharam, mujhse teri khudaai" and "main mandir kyun jaava, mera yaar khuda hai" and "mere dil mein jagah khuda ki khaali thi, dekha wahan par aaj tera chehra hai" and "khuda bhi jab tumhein mere paas dekhta hoga, itni anmol cheez dedi kaise sochta hoga" and "rab ki neemat hai teri nighaahein, jisme basti hai uski duayein".
49 notes · View notes
indiesole · 1 year ago
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! -PART 12
🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜🧡💛💚💙💜
CHITHRA 'S TOP 170 (HINDI) SONGS !
Yt Link:
Kehna hi kya - Bombay
Saathiya tune - Love
"
Piya basanti
"
Yeh haseen vadiyaan - Roja
Shaam dhale
Dard badhkar fugan na ho jaye
Tum mile dil khile
"
My love meri priyatama
We are made for each other
Jahan piya wahan main
Tu mera hai
Chup tum raho
Thoda thoda pyar ho gaya
Payalein chunmun chunmun
"(version 2)
Anjali - Tu hi mera dil
Zindagi mein tum mile - Saza e kalapani
"
Chale re
Piya basanti - part 2
Surmayi aankhen
Aasma odh kar
"
Sunset point - 1/9
" 8/9
" 3/9
Sajna mujhko ye kya hua - Maun
Sach kahoon
Hum resh ko
Apni dhun
Jab kisi se
Yaadon ki tanhai mein
Duniya jise
Raat bhi
Tu hi tu meri sari sabahon mein
Roshni se
Raat ka nasha
Dil mere tu deewana hai
Tun maange dil
Janan janan
Tere liye jaanam
Mera dil
Gohar e nayab
Jhoom ke dil ne
Aaye teri roop rachana
Zubeen- Chthra hits
Le chalen doliyon mein
Milgaye milgaye
Kasam ki kasam
Ghar mein bajti dhun ko sun kar
Jo pyar tumne
Tumhen arpan
Pyar humko hone laga
de jab duaayen
Aankhon ki
Dhyaan
Hum bhool gaye
Hawa mein kya hai
" (jhankar)
" (sad)
Koyal kaali kaali daali
Jhoom jhoom nacho
O ajnabi (sad)
Jaage hain
Kya haseen raat hai
Kyun baar baar
Naya naya
Aye meri zindagi
Pyar wale rang
Tu hawaon mein
Ho sake to mujhe
Bas ek baat ka
Hai tamanna ajeeb
Sunset point 4/9
" 2/9
" 9/9
Tum bin jiya jaye kaise - Tum bin
Raat hamari toh - Parineeta
Hum tumse na kuch keh paye - Ziddi
Chhota chetan
Ek bagiya mein - Sapnay
Koi mil gaya (title)
Rang de basanti
Dasharathi
Ramayan divya katha
Aaja aja give me a kiss
Tera jadoo chal gaya
O ajnabi (happy)
Jani jani - Ashaant
Jalnewale toh jalte rahenge - Jaagruti
Mujhko a lagatha - Dharm Yodha
Roop suhana lagta hai
Baashha
Sajna doli leke aana
Dhadkati ee dil ko ho aai tu
Keemti keemti hai zindagi
Dushmani hogi
Phulwali ne loota mujhko
Paisa dewe toh pallu ghumavoon
Yaaron sun lo zara
Sehra sehra
Chand hain
Kab avoge
Gori tune
Dil ka tu
Bholi bano
Dil deke dil liya - Raaga raaga
Kiss me - Raaga raaga
Kabhi yahan kabhi wahan - Raaga raaga
Voodoo rapper - Raaga raaga
Nightlife - "
Gori gori - "
Senorita - "
Tum pe - Uff kya jadoo mohabbat ka
Har subah bahut yaad aata hai
Roz shaan ati thi magar aesi
Lag jaa gale ki phir ye
Na jaane kyun hota hai
Raina berti jaaye
Abtoh hai tumse
Tu jahan jahan chalega
Teri aankhon ke siwa
Yeh dhuan dhuan sa samaa
Jhoome naache mann
Dekhte dekhte
Pyar hai tumse
Kyun hamaare khwaab
Dil ki aahein
Maa ne kaha mujhse sada
Bole dole
Ilaahi - Andaaz
Nanhe kunjali
Naa tin dhinna
A lullaby of hope
Taare soye - Chhota jaadugar
Jai Hind vande mataram
Jayatu jayatu bharatam
Ek lo ek muft
Baila re baila
Aa zara kareeb aa
Pyar tune kya kiya
Zubaan pe jo nahi aye
O haseena
Pagal diwana awara
Aji suno suno
Mere yaara dildara
Mere dil ka tumse hai kehna
Dole re man mora
Nazrein mil jati hai
Tu mere khwaabon mein
Kisi ka tu ho ja
Aaj raat aayega mazaa
Bani bani - Main prem ki deewani hoon
Chali ayee - Main prem ki deewani hoon
Sanjana..I love you
Bhakte panchi
Jawani mein aag lagi
Jaanta hoon maanta hoon
Jungle dance
Maa ki shakti
Sunset point 5/9
Jagmag jagmag
Hey babu - is raat ki subh nahi
Pehli baar mile - "
Mere aansoo pochhate
Jab tak rahe dharti gagan
JANAKI 'S TOP 130 (HINDI) SONGS !
Yt Link:
Gopala gopala - Hum se hai muqabla
Yaar bina chain kahan re - Saaheb
Main tere liye - Meenakshi
Dil me ho tum (female)- Satyamev Jayate
Aya jab se tu dil mein - Jhoothi
Toote na dil ka waada - Baadal
Itna maanna tu mera
Meri bahen
Chand hai tu - Mahadev
Lakhon mein ankhon mein - Awwal number
Nainon se lagi jhadi lagi - Durga mata
Mere prem ki gaye ragini - Dil ka saathi dil
Aye mere dil ga - Dil ka sathi dil
Hai pyar ka sangam
Dilbar aa
Yeh jahan tum
Aaj khoye se ho kyun yun
Kitne rangeen hain
Tere pyaar mein hum doob
Batata wada
Botany chhodenge matinee dekhenge
Meri kadar jani
Tera mera pehle yaarana - Shart
Chanda se kehde koi
Kya tan kya man
Chanda phire aur suraj phire
Hum hain jawan
Chalke sanjh ke naina
Tere jaisa mukhda toh
Hasinon ka dastoor
Aapne mujhme kya dekha
Sudha pee le - Alakh Niranjan
Surya pataka ki chhaya mein
Honge Ram raja aaj
Aayo prabhat sab mil gao
Prabhu more avgun chit na dharo
Pag padam sangeet geet sargam
He prabhu jyot jaga
He jagannath
Om Namo Narayana
Nisdin apne mann ein deva
Maati ke putle ko - Jai Balaji
Meri bahen
Palanhare Ram hai
Man se man
Lag jaa gale lag ke gale
Jab tak dil dhadkega (sad)
Aate aate teri yaad
" (sad)
Teri pyari pyari baatein - Jamai raja
Dil mera
Bhandh lo ghungroo nacho
Gori ka sajan - Aakree Raasta
Pahle padai - "
Sun Rubia - Mard
Sahebaan mera naam - Sadak chhaap
Lo aa gaaya hero - Mard ki zabaan
Saajan saajan
Pochho na kaise maza
Chumma de chumma de
Dekh lenge jaan lenge
Jhat mangni phat shaadi
Rup dekhu rang dekhu
Dhoka dhoka hui
Da da dadai dadai
Ithlaye kamar
Swamiji o swamiji
Jab ladki siti bajaye
Laundia satrah saal ki
Bol baby bol rock n roll
Yamma e yamma u
Oh my love oh my love
Pyar tum mujhse karti ho
Tere sar pe mere pyar ka
Ho ho ho garmi hai
Tu ladka garam masala
Albela albela jeenay ka andaz
Aaj babua bhaye kotwal
Ooi maa ooi - Balidaan
Pyasi jawani hai - Ghayal
De de pappi muijhe - Dewana sanam
State rowdy tu hai
Aae navjawan
Ghode pe chadhna
Main tera tota - Paap ki duniya
I Love you - Akalmand
Hum bewarar hai - Na insaafi
Jawan hai dil - Saaheb
Jab tak dil dhadkega - Kasam vardi ki
Main aaya tere liye - Ilzaam
Galon par yeh kaise nishaan
Ek dupatta do do mawali
Abbai abbai ammai ammai
Tu ne mera doodh piya hai
Bachche toh bhagwan ki - Pyar ke kabil
Nakhrewali chaal
Dil de diya - Mangni
Main toh mar ke bhi - Mangni
Mera suhaag tu - Inspector Dhanush
Nazar naa laage - Bhakta Prahlad 101.Tere chalne se ada pyar ka dard-Pratighaat
Aankhon ka noor tu - Inspector Dhanush
Mere bhi man mein hulchul - "
Laila laila - "
Hum toh tere liye - Mera dharam
Ghayal ghayal tune mujhe kar diya
Nache more man mandir mein
Mausam garam garam
Baba main toh tun ho gaya
Kabse kabse jawan hui
Hindi boli Urdu boli
Paani mein aag lagi - Saamri
"
Sharab cheez hai buri
Daalo na mujhpe nazariya buri
Radha pyaar de
1234 Dance Dance
Love me love me
Piya bina jal rahi main yahan
Atma marti na
O maa devi maa
Rakhiyo ambe maa laaj
O mere jogi - Gunahon ka faisla
Kala dhanda gore log
Love in the rain
Suno suno meri pehli pehli
Shole si bhadki jawani
Duryodhan - Pratighaat
Hum kaise bataye taqdeer ne - Mangni
Ek ladki kal mili thi
Pyaar pyaar aise karenge
Jab se tujhe dekha hai
Anandam anandam
Kaise kahoon
SALMA AGHA ‘S TOP 180 SONGS !
Yt Link:
. Saans bhi loon toh - Meri Adalat (film)
" - (duet) (Harpal)
"
Yeh manzar yeh nazarey - Harpal
Rang jeevan mein - Harpal
Hai logon ki zubaan pe - Harpal
Iqrar main karti hoon - Harpal
Kuch chehre aise hote hain - Harpal
Baat choti si - Bazaar e husn/ Harpal
" (film version)
Zindagi yun thi - Awaaz o andaz
Jeena bhi kya hai jeena - Kasam paida karne wale ki
" (part 2)
Faza bhi hai jawan jawan - Nikaah
Aye mere mehboob (1) - Salma
Dil ke armaan ansuon me beh gaye - Nikaah
" (remix)
Dil ki ye arzoo thi - Nikaah
Kabhi aa ja - Ulfat
Mujh mein wafa ki - Ulfat
Main raina jaagun - Ulfat
Junoon e jurm e wafa - Awaz o andaz
Aaj phir aaine ne
Kehna na tum ye kisi se
Raaste yaad nahin
Balma barkha rut ayee
Jaan e man (film version)
" (album version)
Huzoor aap aye
Hogi mulaqat
Tu pyar leke
Woh raat sapnon me aye
Zindagi se ye gila hai
Maine kholi dil ki kitab
Channa tere pyar ne
Narm fiza ki karvaten
O sajna o sajna
Tu mera kya lage
Mitha mazedaar - Abba remix
Toba toba - Abba remix
Kabhi kabhi - Abba remix
Ab laut aao humraahi - "
Chiquitita - "
Pehli pehli preet - "
Tanha akela yeh kamra
Mujhe tune
Guzar na jaaye
Chale aao chale aao
Ho jayegi badnaami
Meri kahkashan bhi tu
Jaddo mainu pyar naal
Aisa mohe laage sajan
Tu bas gaya hai
Kya kuch na kaha
O piya dil mera
Main koyal sevan baagh
Mana ke humpe
Was akhiyan de
Wichadh gaya mere
Rang sawala
Sakhio ni badnaam na karna
Yaad koi aa raha hai
Yeh mausam suhana
Husan mera hai chandani
Mere dildar khuda hafiz
Aiye aiye aiye
Lehron ki tarah tujhko
Channa dil janiya
Ye mana ke tumne
Do ajnabi yeh raaste
Yeh soch kar ke gham ke kharidar aa gaye
Kala doria
Zulfon se main kar doongi shaam
" (film version) (Aakhri Shikaar film)
Jab shaam ke saaye dhalte hain
Aaya tha jispe dil
Sajan mere rehnde ne
Ik baar milo humse (film version)
" (album version)
Jhoom utha paagal man
Jalwa e gul ko bulbul bahut hai
Sanjh dhali neha phir bhar aye
O piya dil mera
Aaja re tere bin
Sanoo de kay dawanee diyan
Jaha aaj hum mile hain
Pyar hai ek nasha
Munda chumda balori wangan
Shah e madina
Aaj phir aaine ne
Mera naam salma
Pehla pehla pyar
Hum se karta hai
Teri mohabbat meri jawani
Jhoom jhoom jhoom baba
Kasam paida karne wale ki
Dafli bajao ariyo
Aaj di raat nashe wich
Mujhe log kehte hai kadmon ki dhool
Door na mujhse jao
Main har dil ka gham
Dance dance
" (part 2)
Chumma chumma
Tai tai
Aaina haseen hua hai
Aaj dil thaam kar mera
Kahe baithe ho naina churai ke
Duniya tey pyar di kahani
Na aundi te changi si
Aaj makiyan sadiyan udeekan
Husan mere di channani
Sanu apne mukadran ne marya
We soniya mein
Hum sa meri jaan nahi koi
Chundi wade hawa
Chummi lendi hai hawa
Aaja re aaja kar loon
Dil no sazaa mili
Pyar ki ye rahe
Chehra chhupa liya hai
Ankhen jame sharab
Dil neeven ralda
Chand chamakta hai jaise
Luk nahi sakda chhup nahi sakda
The name of the game - Abba remix
Zindagi tere dar pe fanaa
Chamka ne pendiyan
Meethi meethi hoti hai - Aag hi aag
Main har diul ka gham - Meet mere man ke
Sote sote aadhi raat - Siskiyan
Jara jara tu pyar kar
Lage tose naina
Hum aik hain
Husn pe nikhar hai
Raat jag jag ke
Bura jo dekhan main chala
Veer ve val mod mohara
Superboy
Chhutti ka din
Shaam ki aankh hai
Maa hoon na suhagan hon
Ae dost mit gaya hoon fana ho gaya hoon
Kar de kar de
Jalwa e gul ko bulbul
Rim jhim barse pani
Kahe saphere mujhe gheren
Ho gaya humko pyaar
Bewafa bewafa
Aa gale lag jaa
Mera koi ilaaj kar le
Sachi sachi bol behna
Pyar gareeb da sehnda aya
Deeewane ho jayen - Qatilon e quatil
Ek too hover ek main
Nazron ka pistol
Sajna tune chhoo liya
Badami nainon wali
Welcome
Hello handsome
Jaa ke rouze naane de
Hey sakina masum sakina
Shah e madinaa
Ya mohammad ya ali
Maktal se yah aati hai sada
Hey husain hey shaahidaane
Sibte payambar yaad ate hain
Tu jo udhar aag hai
Wahi hai yeh duniya
Barish mein main khadi thi
Tu ik heera ni baliye
Achhi nahi hoti pyar me ladai
Kobra - Kobra
Tarasti hai deedar ko
Teri adaon ne milkar
Chor chor kahin dekha
Aye mere mehboob meri zindagi (2)
Na dil bolta - Jungle ki beti
Wafa se chala hai mohabbat ka naam
Apan ke paas na sona - Ek se badhkar ek
CHANDRANI MUKHERJEE’S TOP 140 (HINDI) SONGS !
Yt Link:
Mohabbat Rang Layegi - Poonam
Pehchan To Thi - Griha Pravesh
Aap Agar Aap - Griha Pravesh
Yeh Kaisa Suraj Hai - Solah Shukrawar
Mere Mehboob Shayad - Kitne Paas Kitne Door
“ (2nd video)
Husn Hai Ya Koi Qayamat Hai - Saudagar
Chhedi Maine Sargam – Johny Ustad
Teri Jeet Humen – Sati Naag Kanya
Ui Amma Ui Amma Pakdi Gayi – Tere Pyar Mein
Nahi Chahiye Rang Mahal –College Girl (video)
“ (better only audio track)
Shuru Hui Pyar Ki Kahaani - Adhikar
Yeh Sal Ki Aakhri Rat Hai - Bereham
O Sathiya - Farz Ki Jung
Tu Mera Kaun Hai - Bandhan Anjana
Mummy Achchhi Hai (HD) | Paanch Qaidi
Mil Jaye Jo Tu- Yeh-Preet Na Hoge Kam
Tere Naam Ke Hum Diwane - Judaai
Aankhon Se Girana Na - Suhaagan
Hello Darling Tum Kaise Ho - Ghar Ghar Ki Kahani
Aanchal Ki Chhaon Mein – Nai Imarat
Meri Dastaan Suno - Ek Daku Saher Mein
Aankhon Mein Hain Aansoo – Tere Pyar Mein
Pyar Ka Paras Paas Tumhare - Nai Imarat
Ya Habib - Alam Ara
Koi Bhi Dil Mein Na Aaya Tha - Laparwah
Koi Ban Jaye Apna Yaar - Morchha
Aa Jana Zara Haath Batana - Govinda - Bhabhi
Do Phool Jawani Ke Khila Kyu Nhi Lete - Shapath
Pehla Pehla Pani - Shera Shamshera
Zindagi Ke Khwab Sabhi Hote Nahi Pure - Premalap
Parwardigara – Alam Ara
Mujhko Yeh Kya Ho Gaya – Atript Atma
Geet Hai Yeh Zindagi – Jeevan Rekha
Is Ishq Mohaabat Ki - Zulm Ki Pukar
Dil Toot Gaya Hai Apna - Anokha Insaan
Main Aankhen Moond Ke - Kaamna
Solah Shukrawar Bidhi Anusar - Solah Shukrawar
Kanha Ki Zidd - Paheli
Chadhte Suraj Ko Dhalne Se Pehle - Kasam Durga Ki
Jisne Bachai Meri Laaj Ki Naiya - Jai Baba Amarnath
Dwar Aaye Ka Dukh - Solah Shukrawar
Main Bhi Deewana Hoon - Premalap
Yeh Rakhee - Anokha Insaan
Jogi Ji Dheere Dheere - Nadiya Ke Paar
Humse Tum Mile - Lahu Ke Do Rang
Happy Birthday To You - Sajan Bina Suhagan
Natija Achha Niklega - Dulha Bikta Hai
Shankar Bhole Bhale – Shiv Shakti
Tu Man Ki Ati Bhori Video Song | Gopaal Krishna
Pyar Ki Pahli Nazar - Pyar Ki Pahli Nazar
Man Bairagi Tohe Dhunde Shyam - Sagar Sangam
Sheetla Maa key niyam suno - Sheetla mata
O Mata Kali Shaktishali - Do Waqt Ki Roti
Kaise Bataaun Main Tujhko Achchha Lage Piya - Yeh Kaisa Nasha Hai
Bahon Mein Aa Gayee Hun Main - Pyar Ki Pahli Nazar
Nashe Mein Hoon - Patthar Ki Lakeer
Yeh Husn Yeh Shabab Aap Hein Lajawab - Shiv Charan
Mere Dwarey Pe Barat - Karm Yudh
Aaja Ke Teri Raah Mein - Lal Chunariya
Nanhi Si Jaan Hai - Sachchi Ibadat
Amar Hai Shakti, Phir Kaahe Ka Dar Hai - Amar Shakti
Dil Mila Le O Abdulla - Jaan-e-bahaar
Paisa Do Paisa Aana Do Aana - Hamara Sansar
Mata Rani Tere Darbar - Khoon Ki Takkar
Jehi Vidhi Rakhe Ram - Shikshaa
Jai Ho Mata - Aangan Ki Kali
Ek Nahin Kai Janmo Ka - Solah Shukrawar
Holi Hai - Suhagan Ro Singar
Sun Baliye Nee Baliye - Zulm Ka Badla
O re sajanwa sagar mein kyon aate - Pyasi Nadi
Chori Chori Kahan Chala – Nain Mile Chain Kahan
Pancchi Ki Tarah Udd Jaaon – Suhagan Ro Singaar
Hat Tima Timtim Dekho Sar Pe Ha Do Sing - Humkadam
Bapuji Bapuji - Kasam
Jab-Se-Hua-Hai – Yeh Preet Na Hoge Kam
Swarg Se Sunder – Ghar Dwaar
Mummy Daddy Ka Pyar - Kanoon Meri Mutthi Mein
Dil Toot Gaya Hai Apna – Anokha Insaan
Na samjha hai koi na samjhega yaaron - Yeh Kaisa Nashaa Hai
Tu Mera Kaun Hai – Bandhan Anjana
Nachoongi Main – Paanch Khiladi
Bhula Na Dena- Bhula Na Dena
Hum Tumhare Tum Humare - Rahemdil Jallad
Yeh Rakhi Pyar Mohabbat Ki- Anokha Insaan
Maa Durga Ki Suno Kahani - Durgaamaa
Sasural Mein To Hogi - Durga
Nain Teri Jyoti - Dushmano Ka Dushman
Hoshiyaar- Shapath
Bhabhi Ki Ungli Mein - Tapasya
Saheli Ho - Paheli
Jo Aap Aaye Bahar Laye - Jhoothi Shaan
One Rupee Ten Rupees - Haisiyat
Humse Tum Mile - Lahu Ke Do Rang
Hothon Se Hansi – Yari Dosti
Zindagi Ashk Sahi - Path-Bhrashta
Logon ka kya hai woh yoohi jalenge - Yeh Kaisa Nashaa Hai
Jai Maa Ganga Maa- Payal Ki Jhankaar
Hum Aaye Sharan Tumhari- Bhabhi Ka Ashirwad
Dil aaj bahut khush hai dildaar - Aag Aur Toofan
Samadhin Ki Meina - Bahu Ki Awaaz
Dadi Maa Dadi Maa - Ghar Ghar Ki Kahani
Sun Baliye Nee Baliye - Zulm Ka Badla
Pehle Tum Phir Aap - Aaj Ki Aurat
Oh Kanha - Kasam
Chahiye Tera Sath - Bandhan Anjaana
Vaada Hai Aaj - Dial 100
Waah nathni ke moti gulabi – Sanam Tere Pyar Mein
Maze-Le-Lo - Bandhan Anjana
Chalo Chalo Chachi - Haqeeqat
Dum Tana Na Dum Tana - Insaaf Main Karoongaa
Darpan Dekh Ke - Rahemdil Jallad
Jai Maa Ganga Maa - Payal Ki Jhankaar
Mast Nigahon Mein – Anjaane
Yeh Thandi Hawa - Pyaar
Ham Hain Tumhare - Yeh Kaisa Nasha Hai
Mere Ek Sawal Hai – Maan Gaye Ustaad
Ek Naya Yug Shuru Hua Hai - Kitne Paas Kitne Door
Jai Jagdambe Mata - Bharat Ki Santan
Apni Rakhsha Aap Karegi - Zakhmi Aurat
How Are You Munni Bai - Laalach
Mera Dil Dhak Dhak – Heeron Ka Chor
Saaton janam -Nafrat ki aandhi
Mil Jaye Jo Tu - Yeh Preet Na Hoge Kam
Kanha O Kanha - Nain Mile Chain Kahan
Ae Jee Jee Sarkar - Alam Ara
Bijli main hoon bijli – Shiv Charan
Teen Mere Dil Ke Armaan - Waqt Ke Shehzade
Jhoothe Ber Khane Shabri - Poster
Khilone Wali Aayee - Bijlee Aur Toofan
Choron Ki Toli Leke - Taaqatwar
Bhoola Dete Agar - Bandhan Pheron Ke
Main Hoon Tera Tumhari Kasam - Bewafa Qatil
Bahut Kala Savera Hai - Faqeer Baadshah
Nazar Aati Nahin Manzil - Kaanch Aur Heera
Nij Janm Bhoomi Dharti Ma - Devi Darshan
JASPAL SINGH’S TOP 70 SONGS !
Yt Link:
Geet Gata Chal – Get Gata Chal
“ (sad version)
“ (soundtrack loud)
Dharti meri mata – Geet Gata Chal
Mangal bhawan amangal hari . ( Geet Gaata Chal
Shyam Teri Bansi Pukare - Geet Gata Chal
Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya - Nadiya Ke Paar
Sawan Ko Aane Do – Sawan Ko Aane Do
Teri Palkon Ke Tale - Zid
Jamuna Kinaare Baje - Shyam Tere Kitne Naam
Jab Jab Tu Mere Saamne Aaye - Jaspal Singh - Shyam Tere Kitne Naam
Bade Badai Na Kare - Ankhiyon Ke Jharokhon Se
“ (Revival)
Sanchi Kahe Tore Aavan Se - Nadiya Ke Paar
Jogi Ji Dheere Dheere – Nadiya ke Paar
Saathi Re Kabhi Apna Saath - Shyam Tere Kitne Naam
Rang Leke Deewane Aa Gaye - Zid
Gagan Yeh Samjhe - Sawan Ko Aane Do
Jin Khoja Tin Paiyyan - Payal Ki Jhankaar
Pawan Purwaiyaa Chale - All Rounder
Gaon Mein Apni Preet Ke - Piya Milan
Sharafat Ali Ko Sharafat Ne - Amrit
Mohey Chhota Mila Hai - Geet Gaata Chal
Tere Liye Maine Thami Hai - Zid
Aayo Phagun Hathilo - Gopaal Krishna
Jane Kya Hai Tujh Mein Aisa - Tulsi
Tan Rang De Re Mharo Maan - Jiyo Mhara Lal (Rajasthani)
Nadiya Ke Paar – Anaar
Ho Mann Mitwa - Tulsi
Kal Na Thi Itni Haseen - Durgaa Maa
Banja Banja Re Hamaro Sajedaar - Piya Milan
Payal Ye Bole Hai - Anaar
Ham Ahl-E-Dard Gham-E-Khushgawar Ko – Ghazal album
Beete Din Yaad Dilate Hain – “
Taseer-E-Chashm-E-Tar Na Dikha Doon – Ghazal album
Aap Ke Bakhshe Hue Dard-O-Alam - Ghazal album
Ek Pyar Ne Yaara – Giani ji
Pyar De Sahare Bibba - Takraar
Na Swar Hai – Chalo re Sai
Hindo Tu Hindo – Thari mhari
Samdhi Laye Hain Baraat - Preetam More Ganga Teere
Matka Hay Re Hay Matka - Anjaan Hai Koi
Hori Aayee Hori - Maati Balidaan Ki
Bas Ek Yahi Vardaan - Karwa Chouth
Sat Sri Akal – Sat Sri Akal
“ (slow) – “
Jab Tak Hai Aakash Pe - Sant Ravidas Ki Amar Kahani
Bura Jo Dekhan Main Chala - Jethaa
Kitne Pyare Kitne Nyare – Chhori gaon ki
Thag Harva Re Kahe - Preetam More Ganga Teere
Barish Barish Pad – Pachhtawa
Kar samjhauta Jeevan se - Album
Dekho logon ye kaisa zamana aaya – Bandish
Hum To Nikle Ram Bharose - Agent Vinod
Jaandi Jatti Ne - Munda Naram Te Kudi Garam
Jag Ton Nirala – Mata da darbar
Hay O Rabba Ki Banaiya Shahar Diyan Mutiyara - Kudmai
Achinte Baaj Paye - Kaun Dilan Diyan Jaane
Aap Kare Te Aap Karae - Takraar
Jai Kaali Maiyya - Ek Gaon Ki Kahani
Jag Se Nirala Maiyya Ka Darbar – Teri puja kare sansar
Saare Jahan Se Achcha Hindustan Hamara - Jethaa
Roopiyo To Le Main – Bai chaali saasariye
Budri Meru Toplu
Es Pind Vich · Vehra Lambrran Da
Aaj Ki Taza Khabar - Paththar
Choron Ki Baaraat - Choron Ki Baaraat
Suno Hasinon - Do Yaaron Ki Yaari
Bum Bum Shivji Ki Aayee Re Barat – Jethaa
Mangal bhawn chaupai (pic)(Repeat)
SUMEDHA KARMAHE ‘S TOP 50 SONGS !
Yt Link:
Namo namo – Kedarnath
Deewana hua badal (retro)
Tere bin – Teree sang
Yaadein
Ek Chand Badalon Mein
Har Kisiko Nahin Milta
Bawre Nain
Toota Jo Kabhi Taara
Aap Jaisa Koi (retro)
Jaane Jaan Dhoondta (retro)
Raasleela - 3 Storeys
Ekla Chalo – Soulsathi
Samarpan
Bahon me (retro)
Tum Tum Tum Ho (retro)
Nazm Nazm - Bareilly Ki Barfi
Dopahriyaan
Is Raat Ko Jaane Na Do
Teri Ore (tribute)
Darmiyaan
Kyun?
Do Lafzon Ki Hai (retro)
Sambhali hai kitne dinon se - Aamras
Saahilon Pe Aake Doobi
“ (video)
Nindiya re
Kyu Khafa Ho
Naari Hoon
Ruthana Hai Agar Meri Jaane Jigar
Arpa Pairi Ke Dhaar
Tu Har Lamha
Hamare Darmiyan
Sukoon Mila – Mary Kom (tribute)
Dil Se (tribute)
Tu hi mera jag sara - Main Zaroor Aaunga
Toota Jo Kabhi Tara – A Flying Jatt
Chakhri – Tahaan
Majboori
Kyu Khafa Ho
Ishqe Di Doriyan
Happy Ending Song - High Jack
Chamba (Maiya ni meriya)
Teeno Lok Me Pooja Jaye – Bal Ganesh
Hathi Re Shokti – Bal Ganesh (Bengali)
Aeeli Nanadiya Hamaar - Lakshmi Aisan Dulhin Hamaar (Bhojpuri)
Saiyaan Jo Dil La – Mati mor mahtari (Bhojpuri)
Kehva Ke Sugna · Laxmi Aisan Dulhin Hamar (Bhojpuri)
Main Ho Radha Main - Mati mor mahtari (Bhojpuri)
Aa Seetha Devainaa - Krishnagadi Veera Prema Gaadha (Telugu)
Ae Ri Sakhi
SUNANDA SHARMA ‘S TOP 30 SONGS !
Yt Link:
Jani Tera Naa
Duji Vaar Pyaar
Mummy Nu Pasand
Sanam Ye Pya Hi Toh Hai
Tere Naal Nachna
Poster Lagwa Do
Patake
Sandal
Morni
Chori Chori
Pagal Nahi Hona
Billi Ankh
Nanki da veer
Sohna Jeha
Madhaniyan
Channan de ole ole
Hariye ni ras bhariye
Chidhiyan da chamba
Mera aaj muklava tor de
Jatt yamla
Koke
Ban
Challa mera jee dhola
Uchiyan lambiyan taaliyan (c)
25.Kundle waale waal (c)
26.Chitta chola (c)
Awe na ladya kar dhola (c)
Ik veer dye ve rabba (c)
29.Tute meri akhiyan di neend churai (c)
Jatt disda
Udh Di Phiran
MANHAR UDHAS ‘S TOP 300 (HINDI) SONGS !
Yt Link:
Bharat ka bhai Laxman – Aahuti
Gali gali mein phirta hai – Tridev
Har kisi ko nahi milta (solo) – Jaanbaaz
“ (duet) – Jaanbaaz
Mera karma tu – Karma
Tum mera hero hai – Hero
Ding dong o baby sing sing – Hero
Raghupati Raghav raja Ram – Purab Paschim
Purva suhani ayee re – Purab Paschim
Har janam main hamara milan – Kagaz ki naao
Ilu Ilu – Saudagar
Saudagar Sauda Kar – Saudagar
Tu Iss Tarah Se Meri Zindagi Mein - Aap To Aise Na The
Hum Tumhe Chahate Hai Aise - Qurbani
Radha Bina Hai Kishen – Kishen Kanhaiya
Prem Deewane – Deepak patangen
Pyar Karne Wale Kabhi Darte Nahin – Hero
Maine Rab Se Tujhe – Karma
Loote Koi Mann Ka Nagar – Abhimaan
Tera Naam Liya Tujhe Yaad Kiya - Ram Lakhan
Der Se Aana Jaldi Jaana – Khalnayak
Jaan O Meri Jaan – Jaan
O Lootere O Lootere – Lootere
Garibo Se Nafrat – Madadgaar
Ek Musafir Hoon Main – Gunaah
Pyar Ki Ganga Bahe – Khalnayak
Mere Mehboob – Lalkar
Aap Se Humko Bichhde Huwe Aik Zamana Beet Gaya – Vishwas
Jeevan Saathi Saath Mein Rehna – Amrit
Dhundti Hai Tujhe Meri - Mera Dharam
Bekhabar Bewafa - Ram Lakhan
Chale Aao Chale Aao - Meet Mere Man Ke
Hum Tere Bin Kahin Reh Nahin Paate - Sadak
Nazar Lage Na Sathiyo - Des Pardesh
Kya Cheez Hai Chandi Sona – Bandhan Anjana
Pyaar ke dhaage dhaage dhaage – Ghungroo
Jitna Kabhi Kisi Ne Kisi Ko – Jaanoo
Main patne ki hoon naar suno jee – Pinjra
Pyaar Karte Hain Hum Tumhein Itna – Hotel
Parody song – Shararat (72)
Daata Tere Kai Naam – Daata
Daata Tere Kai Naam- 2 - Daata
Ek Tha Banjara
Tum Kaha Nahi Hai - Dharam Sankat
Chhodo Mujhko Chhodo – Jaanoo
De Daru – Karma
Tu Kal Chala Jayega To Main Kya Karunga (I) –Naam
Mujhe Pyar Karo – Trimurti
Guftugu yaar ki – Baat hai pyar ki
Dont Worry Be Happy – Toofan
Mausam Ki Tarah Tum Bhi Badal – Jaanwar
Yeh Log Hain Nyayre – Pinjra
Jhurmat Bole – Kora badan
Kise Chhooke Pawan Ye Chali - Geet Ganga
Aane Do Zuban Pe – Swati
Keh Do Uttar Walon - Uttar Dakshin
Meri Behna Ye Rakhi Ki Laj – Ghar Swaar
Nazar Khamosh Hai - Afsana Dilwalon Ka
Yaar Pe Hai Dil Mera Qurbaan - Patthar Ke Phool
Ek Do Teen Aare Aare Aare - Maa Kasam
Kuch din pehle tha jo begana – Mahaguru
Banoo Ko Mil Gaya Janu - Aandhi Toofan
Dard Sahenge -Saajan Ka Ghar
Chakdam Chakdam Pyaar Hai – Jaanoo
Batao E Duniya Walo - Saboot Mangta Hai Kanoon
Dost Wohi Dost Ke - Patthar Se Takkar
Mithi Mithi - Aag Aur Shola
Pappa Ki Baaton Ka – Jaanoo
Barsa Re Barsa - Aag Aur Shola
O door se aane wale bata - Barkha bahar
Jeete The Jiske Dum Se – Roohi
Aisi Apni Jodi Aisa Apna Pyar - Ram Avataar
Ek Duje Ke Vaste – Ram Avtar
Main Tere Saath Hoon – Swati
Laila Ne Kaha Jo Majnu Se - Jungle Love
Pyar Karo Pyar Karo – Touhean
Hum Na Rahenge, Tum Na Rahoge -Jaan Hazir Hai
Peele Peele Sharab Hai Peele – Ghulami
Mushaira - Afsana Dilwalon Ka
Om Jai Shiv Omkara- Aayee Milan Ki Raat
Teri Jyot Jale - Puja Aur Payal
Chhat Ke Upar Do Kabutar - Dil Hi To Hai
“ (part 3)
“ (part 2)
Chori Chori Jo Hona Tha WHo Ho - Chori Chori
Jai Jai Laxmi Teri Jai – Chor Mandali
Mard Ki Zabaan - Samajh Samajh Kar
Duniya Wale Bhi Kya Yaad – Jurm
Mujhko Maaf Karo - Tum Karo Vaada
Din Patjhad Ke Hon Ya Baharein Ho -Bahaar Aane Tak
Pyar Bhari Chhaya - Ye Rishta Na Tootay
Khwab Ki Tasveer – Gomti ke kinare
Hum Ne Tumhari Raah Mein – Aap ki pasand
Aag Lag Jaaye – Akayla
Ye Tera Haathi - Main Tera Dushman
Kuchh Ladke Kuchh Ladkiyan – Karwan
Gaye Jaa Aur Muskuraye Jaa - Professor Pyarelal
Chahiye Tera Sath - Bandhan Anjaana
Kurta Malmal Ka – Anjaane
Hum Tumhare Hogaye - Pyaar Ka Toofan
Aa baitha hoon dar pe tere – Mera Jawab
Dum Tana Na Dum Tana - Insaaf Main Karoongaa
Hum Hain Paanch Khiladi - Paanch Khiladi
Ek Swarg Hai Aasman Par – Amba
Hum Zindagi Ki Raah - Prem Jaal
Kayi Sadiyon Se Hota – Mashuka
Aankhon Mein Aankhen Kho Jane Do - Tera Karam Mera Dharam
Yeh Wada Karle – Aandhiyan
Jao Jao Humse Kya - Mera Dharam
Dibar Ki Dileri – Paththar
Chandan Ki Chachi Ko - Prem Jaal
Chor Kare Chori - Ye Rishta Na Tootay
Boli Sawan Ki Raat – Yaadgaar
Bhool Jaa Mere Dil –Khushkismat
Duniya Wale – Commander
Tumhen Kisne Kaha Hai Husn Chhupane - Lal Chunariya
Ab Chalo Sang Hamare – Anandghan (ghazal)
Maikhana, Maikhana – Teen mausam (g)
Kal Bhi Mann Akela Tha Aaj Bhi Akela Hai – Asar (g)
Teri Meri Ek Hi Manzil – Asar (g)
Chanda Kahe Ka Tera Mama – Nanha Farishta
He Suno Suno Gunijan – Pinjra
Log Kya Kahenge - Log Kya Kahenge
Kabhi Tum Hamse Karo - Khoon Ka Karz
Nayi Zindagi Nayi Baharen – Haqdaar
Nishan Kabra Ka Meri (g)
Jis Dil Mein Pyar Na Ho - Paisa Yeh Paisa
Jab Se Tere Pyar Ka – Baat hai pyar ki
Aaj Pite Hai Kal Pina Chhod Denge – Kali Basti
Gum Ke Andhere Yun Na Mitenge – Vishal
Sagre Jagat Ka (Part 2) – Nastik
Sabne Desh Ka Naam Liya – Rajput
Kadam Kadam Tera Sath – Mangal Dada
Vidha Karte Hain - Afsana Dilwalon Ka
Pagal Hain Wo Log – Mere Humsafar
Khuda Dosti Ko Nazar Na Lage – Yaar kasam
Do Dil Bichhad Ke – Bhed bhav
Aaj Hum Aap Ke Makaan Mein Hain - Rajoo Dada
Ek Haath Mein Rumaal –Lashkar
Dhuan Dhuan Mera Dil Hua – Bekhabar
Dil Jalati – Bezubaan
Mujhko Tum – Asar
Haya Ko Kitni – Asar
Tumhen Bhool Jaoon – Bezubaan
Apne Hathon Ki Lakiron Mein – Diya jale sari raat (g)
Pilana Farz Tha – “
Jin Galiyon Mein – “
Sitam Hi Karna – “
Pichhli Raat Mere Angan Mein – “
Ab ronese kya fayda q sahera me barsat kare (g)
Chal Chal Chal Mere Sajan – Vinashak
O Tune Di Aawaaz - Ek Chitthi Pyaar Bhari
Mere Liye Zindagi - Mera Jawaab
Hum To Tere Liye - Mera Dharam
Tum Bansi Bajate Ho –Khilaaf
Are Aao Badi Lambi Umar Payee Hai - Woh Din Aayega
Tere Dil Ne – Hadh
Jab Se Tujhe Dekha Hai – Maa Kasam
Kuch Din Pehle – Mahaguru
Pyar Ka Vada – Sasti Dulhan Mehnga Dulha
Khuda Dosti Ko Nazar Na Lage – Yaar Kasam
Hata De Ghoonghat Dikha De Mukhda – Fareb
Main use itna pyar karta hoon – Mera Jawab
Ek Din Milke Bichad Jayen - Karishma Kudrat Kaa
Bol Munne Bol - Tumhare Bina
Husan tera ek chalakta jaam hai lao mujhe tu de de – Deedar (70)
Humse na sahi gairon se sahi (g)
Kiye Jao Nafrat (g)
Kya Pyar Nibhaoge - Bezubaan
Yeh Aur Baat Hai – Asar
Sham- E- Gham – Diya jale saari raat
Diya Jale Saari Raat - Diya Jale Saari Raat
Ab na pahle se tum ho na - Teen Mausam
Milan Na Deepak – Akshar
Pappa Ki Baaton Ka
Mere Dil Mein Hai Tu - Diya Jale Saari Raat
Jee Nahin Lagta Ab Zamaane Mein – Meri Tamannaon ka nagar
Wafa Ki Raah Mein – Bezubaan
Jahan Zindagi Ka - Aap Ki Pasand
Dhal Gaya Chand - Aap Ki Pasand
Muhabbat Ka Ye Andaz – Teen Mausam
Sham Ka Suraj
Hum Se Na Tum Badalte (Contd)
0 notes
dopedclown · 2 years ago
Text
MANN
Arre suno, kaun ho tum? Thode pehchane se lagte ho.
Lagta hai kahi jaa rhe ho, is mohalle mein kisi k jaane maane lagte ho.
Agar bta do pata apni manzil ka, tumhe raah bta dun.
Jo mil na rhi ho manzil toh tumhe unke pate pe phoncha dun.
Ye awaaz sunn k ek khaamoshi si ho gayi.
Ek hulchul thi kahin pohonchne ki jo achanak se so gayi.
Aakhir kaun hai ye jo meri or haath badha rha hai.
Anjaane se is sheher mein apnepan ka ahsas dila rha hai.
Aakhir jawaab hi kya dun isko jo mjhe penchana bta rha hai.
Main khud bhatak gya hun aur ye mujhe raah dikha rha hai.
Nikal aya hun main apne ghar se dur, apni deen duniya se hoke majbur.
Chala tha karke katal apne sapno ka, waqt aur haalaat ka kya tha kasur.
Bas isi soch mein jawaab kahi kho gaya.
Puchhne laga wo firse, k kahi main khuli aankhon se toh nhi so gya.
Sunai toh de hi rha hoga, yaha koi shor toh nahi.
Kahi ye jana pehchana shakhs koi naami chor toh nahi.
Shayad itna hi sunna tha mere mann ko.
Wo shabd jhanjhod gaye mere tann ko.
Shabdon se ghabra k muh ka tala khol diya.
Bheege chuhe ki tarah bas nahi nahi bol diya.
Aur chal diye fir kadam kisi disha ki or.
Bina manzil jaane, leke mann ka chor.
Mann jo itna manchala tha, aaj fir kahi ko chala tha.
Jaane kab sheher nikal gya, jaane kab suraj dhala tha.
Kahi kankar lage paon mein toh kahi jharne ne pani diya.
Kahi mili chhaon dhoop se toh kahi baarish ne na sone diya.
Mausam badle, sheher badle aur badle raah mein insaan.
Bas ek mann hi pakka ho chala tha jaise khadi koi chattaan.
Yeh manchala mann kisi ki sunta nahi.
Dikhata hu aksar ise ek sapne ka resha par ye usse bunta nahi.
Bas chal rha hai ye leke apne hi mann ka chor.
Rukega tabhi jb milega isse Nand kishore...
0 notes
diku1968 · 2 years ago
Text
I found this awesome recording of "Tum Jo Mil Gaye Ho Unplugged Female Cover" on #Smule: https://t.co/PGrw11Farc
I found this awesome recording of "Tum Jo Mil Gaye Ho Unplugged Female Cover" on #Smule: https://t.co/PGrw11Farc
— #rtndhirenpathak (@bhujdigitalpay) Jan 25, 2023
from Twitter https://twitter.com/bhujdigitalpay
0 notes
sufism786-blog · 2 years ago
Photo
Tumblr media
( read post ✍️) """ SUKUN AUR KHWAHISHAT """ Hum Sab Sukion Ki Talash Me Hai, Ye Sukoon Hota Kya Hai? Ye Khayal Hai Ke Khoob Maal Doulat Paisa Gadi Ghar Noukar Biwi Bache Mil Jayenge Toh Sukoon Mil Jayega. Kya Tum Dawa Karsakte Ko Ke Ye Sab Paney Ke Baad Sukoon Mil Jayega. Sukoon Kahi Aur Nahin Tunhare Hi Ander Hain. Hamey Jis Haal Me Allah Subhanahu Taala Ne Rakha Usko Accept Karlene Me Sukoon Hain. Jis Haal Me Rakhe Usme Alhamdulillah Kehne Me Sukoon Hain. Chan Log Khwaishat Me Sukoon Talash Karte Hai, Lazzaton Me Sukoon Dhundte Hain, Chan Lamhaat Ki Lazzat Phir Zindagi Bhar Ka Pachtawa. Aur Un Chan Lamhat Ko Paane Janey Anjaane Me Khwaishat Ke Gulaam Banjate Hain. Insan Se Kab Haiwan Ban Gaye Pata Hi Nahin Chalta. Ye Haqiqi Sukoon Toh Nahin. Haqiqi Sukoon Toh Insaan Ko Allah Ko Paaney Me Milta Hain, Uske Ziker Me Milta Hain, Usko Paane Ke Liye Jo Jaddo Jahad Karte Ho Usme Milta Hain, Haqiqi Ishq Me Milta Hain Bakhi Sab Toh Khel Kudh Tamashe Hain. Aaj Insan Itna Majboor Hogaya Din Bhar 24 hrs Me, Bataye Ke Kitni Derr Akele Khamoshi Tanhayi, Khilwat Me Uss Rab E Azeem Ke Saath Waqt Guzarta Hain. Meri Ye Baat Ajeeb Lage Lekin Haqiqi Sukoon Yahin Milta Hain. Jo Isko Pa Leta Hai wohi Samajh Sakta. Aisi Kaifiyat Pa Leta Ke Usko Apne Hone Ka Asaas Bhi Khatam Hojata Hain. Ye Tabhi Mumkin Hai Ke Wusko Ek Kamil Peer Ki Sohabt Naseeb Ho Aur Wohi Iss Duniya Se Nikal Ne Ki Raah Dikha Sakta Hain. ( Admin ✍️ #amjadnazeeri #nazeeri ) Share your views in comments. TAG someone 💞 ___________________ Turn on your post notification 👉@khudi.ki.pehchan 👈 ___________________ Follow ☑️ @khudi.ki.pehchan Like 👌 #nazeeri Share 👍 Spred #sufism #khudi #khudikipahchan #haqkipehchan #kamilpeer (at RaH-e-IsHq) https://www.instagram.com/p/CmhSSpJPdWM/?igshid=NGJjMDIxMWI=
1 note · View note
bollywoodmixtape · 4 years ago
Video
youtube
Song: Tum Jo Mil Gaye Ho (2020) - Mika Singh, Nawaz Shaikh Music: Mika Singh, Dj Raesz, Lyrics: Kaifi Azmi Singers: Mika Singh, Nawaz Shaikh -- Mika Singh - Tum Jo Mil Gaye Ho | Nawaz Shaikh | Natasha Suri | Priya Banerjee | Dj Raesz (via Saregama Music)
2 notes · View notes
djsongsdotorg · 4 years ago
Text
Tum Jo Mil Gaye Ho l New Romantic Song 2021 l Mp3 Song Download
Tum Jo Mil Gaye Ho l New Romantic Song 2021 l Mp3 Song Download
DJSONGS DOWNLOAD Download Now Google Tags : Tum Jo Mil Gaye Ho l New Romantic Song 2021 l Mp3 Song Download
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
hearteninghues · 3 years ago
Text
40 Times Bollywood Songs Helped In Redefining Woman's Love For Her Man..
1. Bheegi Si Bhaagi Si (from Raajneeti).. "meri aankhon ki syaahi, piya, deti har gawahi.. main pyasi thi, nirasi, tu pani ki surahi.."
2. Chura Liya Hai Tumne (from Chura Liyaa Hai Tumne).. "aksar yeh sunnte the hum, ishk toh hai deewanapan.. tumse milke jaan gaye, sach kahte the log sanam.."
3. Jaage Jaage (from Mere Yaar Ki Shaadi Hai).. "tum mujhse kuchh kaho naa kaho, aisey to khoye huye naa raho.."
4. Kasam Ki Kasam (from Main Prem Ki Deewani Hoon).. "log kahte hai pagal hoon main, ye bhi naa jaanu.. dil lutaya hai mainey, ab kisiki naa maanu.."
5. Katiya Karoon (from Rockstar).. "he tann mera charkha hove.. hove ulfat yaar di.."
6. Meri Duniya Hai Duet (from Vaastav).. "aisa laga mere sanam, hum jo yahaan milein, sehra mein jaise shabnami chahat ke gul khilein.."
7. My Dil Goes Mmm (from Salaam Namaste).. "kyun lagta hai yeh apna.. yeh sach hai ya hai sapna.. dar lagta hai kahin ho naa jaye choo.."
8. Nashe Si Chadh Gayi (from Befikre).. "lagti current, jaise nikla warrant, jaise abhi utra ho net se torrent.."
9. Tu Binn Bataye (from Rang De Basanti).. "jahaan hai teri baahein, mera saahil wahin.. jahaan tu muskuraye, meri manzil wahin.."
10. Ye Hum Aa Gaye Hai Kahan (from Veer Zara).. "ye barsaat bhi kab thame, kaun jaane.. tumhe mil gaye pyar ke sau bahaney.."
11. Ye Ishq Haye (from Jab We Met).. "tode mainey saare hi bandhan zamaney tere, todungi naa main waada.. aadha hissa mere toh dil ki kahani ka tu, piya main baaki aadha.."
12. Rola Pey Gaya (from Patiala House).. "inna tu sohna hai, panga toh hona hai.. Dil ne toh khona hai, bachkey tu reh zara.."
13. Made In India.. "tann gora ho ya kaala, par ho sachcha dilwala.. chandi nahi, sona nahi, koi heera.."
14. Leja Leja Re.. "nimuiyeh mann maila, mann maila kya karna hai aisa.. na bhaye piya ko, tan gora kya karna hai aisa.."
15. Ghoomar (from Padmaavat).. "thaare ehsaason ki raunak hai mhaari diwali, mann mahal ki saari diwarein thaare rang rangwa li.. paa ke thaara saya, tann hai jagmagaya, taaron bhari ho gayee saari mhaari kaari raat.."
16. Aankhon Mein Neendein (from We Are Family).. "hathon mein meri lakirein, meri saari saanzein teri jageerein.. de de chahe koi sara zamana, badley mein dun naa teri tasveerein.."
17. Bahara (from I Hate Luv Storys).. "tora saajan aayo tera des, badli badra badla sawan, badla jag ne bhes.. tora saajan aayo tore des.."
18. Bumbro (from Mission Kashmir).. "rukh pe saheliyon ke khwabon ki raushni hai.. sabne duwayein mangi, rabb ne kubul ki hai.."
19. Dheemey Dheemey Gaoon (from Zubeidaa).. "aankhon mein tare chamke, raaton mein jugnu damkein, mit gaye nishan gham ke.."
20. Ham Koh Pyaar Hua (from Ready).. "kahe mujhey mera ye rastaa hai, kyun naa zara sa tu bhatakta hai, ab toh hai naayaab ye safar.. zara kaho toh meri manzil sey, dekhe meri woh raah saahil sey, tu hai toh hai khwab ye safar.."
21. Has Mat Pagli (from Toilet Ek Prem Kathaa).. "baaton mein teri kho gayi yun, badla mausam ya main nayee hoon.. kaisey door rahun tere khayal se, ab har pal tera intezar ho jayega.."
22. Hey Shona (from Ta Ra Rum Pum).. "tum jo gussa bhi karo, toh muje pyar lagta hai, jaane kyon.. main toh joh bhi kahoon, tumhe ikraar lagta hai, jaane kyon.."
23. I'm In Love (from Neal 'N' Nikki).. "tum jo ab aaye ho, aankhon mein chhaye ho, main toh jaagoongi ab naa kabhi.. in fizaon mein hoon, teri baahon mein hoon, mere hone ka kar le yakeen.."
24. Jab Koi Baat Bigad Jaye (from Jurm).. "wafadari ki woh kasmein, nibhayenge ham rasmein.. ek bhi saans zindagi ki, jab tak ho apne bas mein.."
25. Janemann (from Aryan).. "naazon sey badi maine kari hai tayaariyan, din raat pyaar diya, nazara utariyan.. yeh Mohabbat hai ibadat, kabhi ho naa kam.."
26. Kaise Mujhey Tum Mil Gayee (from Ghajini).. "badley raastey, jharney aur nadi, badli deep ki timtim.. chhede zindagi dhun koi nayi, badli barkha ki rimjhim.."
27. Main Rang Sharbaton Ka (from Phata Poster Nikhla Hero).. "maine toh dheerey sey, neendon ke dhaago sey, bandha hai khwab ko tere.. main naa jahaan chahun, naa aasmaan chahun, aaja hissey main tu mere.."
28. Mann Mast Magan (from 2 States).. "Jogi jog laga key, wakhra rog laga key, ishk ki dhooni roz jalaye, uthta dhuaan toh kaise chhupaye.. mann mast magan, mann mast magan, bas tera naam dohraye.." 
29. Merey Sang Tu Chal Zara (from New York).. "main joh sang hoon, tere rang hoon, raahon sey teri chun lun main khwab.. har lamha yun guzare, ki gehrata jaye Pyar."
30. Mohabbat Aap Sey (from Aa Dekhen Zara).. "dilruba kehta hai aapko, dil khuda kehta hai aapko.. har dafa yeh aapko, kehta wafa hai aap ko.. mohabbat aapsey.."
31. O Bekhabar (from Action Replayy).. "paas bhi ho woh, dur bhi, ye kyun ho woh batlaye naa.. dil darey, minnatein kare, ab usko yeh bolo ki aaye toh jaye na.. dey bata, gar ho pata, kya hai yeh hai, dil ki khata ki saza, khud mein hai main hoti hoon kya lapata.."
32. Piya Oh Rey Piya (from Tere Naal Love Ho Gaya).. "ho main wari jawaan, main wari jawaan, saatho ki hoya ve kasoor re.. rab di marzi hai, apna yeh milna, barsa hai hampe uska noor.. "
33. Prem Ratan Dhan Payo (from Prem Ratan Dhan Payo).. "kya main dikha doon, ya main chhupa loon, jo dhan hai mann mein.. yeh bhi naa jaanoon, bajne lagi kyon sargam si tann mein.. khushiyan hai aangan mein, chehre pe aayi mere rangatein gulaal ki.."
34. Sawaar Loon (from Lootera).. "baraamade hai puraney, nayee si dhup hai.. jo palkein khatkhata raha hai, kiska roop hai.. shararatein kare jo aise, Bhul ke hijaab kaisey, usko naam sey main pukar loon.."
35. Shayad Yahi Toh Pyaar Hai (from Lucky No Time For Love).. "nazrein bichha dein, pehrey laga dein, dil pey,par dil kisi ki naa maaney.. kaanton pey chalkey, sholon mein jalkey, milkey rahenge deewane.."
36. Teri Ore (from Singh Is Kinng).. "ek heer thee, aur tha ek raanjha, kahte hain mere gaon mein.. sachcha
ho dil toh, sau mushkilein ho, jhukta naseeb paon mein.. ho annchal tera rabba, falak ban gaya hai, ab iska nahi, koi ore koi chore.."
37. Tu Jahaan (from Salaam Namaste).. "tum aa gaye ho, toh jeena aaya hai.. khushiyon ka tumney ye jaal bichhaya hai.. khoya hai khud ko, ya sab kuch paya hai.."
38. Tum Joh Aaye (from Once Upon A Time In Mumbaai).. "zindagi bewafa hai, yeh maana magar,  chhod ker raah mein jaoge tum agar.. chheen laoonga main, aasmaan sey tumhe, suna hoga na do dilon ka nagar.. raunakein hai dil ke dar pey, dhadkanein hai surmayi, meri kismat bhi tumhare saath ban gayee.."
39. Ye Tune Kya Kiya (from Once Upon A Time In Mumbaai Dobara).. "dil kahta hai teri baatein sunoon, saudey main adhoore chunoon, muft ka huya ye faayda.. kyon khudko main barbaad karoon, fana hokey tujhsey miloon, ishk ka ajab hai kaayda.."
40. Zehnaseeb (from Hasee Toh Phasee).. "lena dena nahi duniya se, mera bas tujhse Pyar hai, teri ankhiyon ke shahar mein yara , sab intzam hai.. khushiyon ka ek tukda mile, ya mile gam ki khurchanein, yaara terey merey kharchey mein dono ka hi ek daam hai.. hua ameer, dil gareeb, zehnaseeb.."
37 notes · View notes