#shabdo ka khel
Explore tagged Tumblr posts
Text
Na Jaane Kyu
Na jaane kyun aajkal meKhudme hi khoya sa rehta huYe hai uske jaane ka asarYa mera khudse door ho jaane ka Koshish kar raha huHar ek panne Ko bharne kiTaaki jab koi padne lageTo usko khaali panna na mile Kuch paane ki talaash meKho diye usko na kab jaaneKoi thaamle aake haath ab toBas yahi hai ek dua hamari Shabdo se to wo bhi khelte theOr kai baar to milke humIs khel ko khela karte theJaha wo…
View On WordPress
0 notes
Link
Its your boy kd
Thoratt mera bhai
Alag ae a laga Tony james on the beat
Boht acha tu raavan ka baccha aa I’am from hariyana nikalunga kaccha chall Boht suna tujhko mujhko ab suna Kamjada nahi karta poora vasool Fokat ke paiso pe mat itna jhool
Kya kya tu kabhi gya kya school Are chulbul tere gullu gullu bandh kar Tere jaisa rakha hoon ullu ullu banakar
Oye zara samjhakar Tera last din tha jaa ghar jakar Item pe bas soo maa par bhi kharcha kar Mehnat karega to ayega tu charcha par
Par haan Tujhe manneka nahi Tu under se kya Tujhe jaan ne ka nahi Tu under to jaa poora khel racha hua Uppar se niche se haal hua bura Tu nai ae akela tere saath poora mela Foka mein manga to kaise doon poora Foka mein manga to kaise doon poora haan
Lala..lala..lala.. Lala..lala..lala..lala..la..la..la..
Haan ab dekh bhai yahan shabdo ka mol nahi Tu mare jaise teri biwi koi dhol nahi Bol na bhai tu hi-fi Jeb mein paise Aur mobile mein wifi wahh Paise bacha to sab saras Tujhko lagta uski duniya mein Akela maradd..
Ae yeh ghamand tera Bkamar se nikar ke gun de zara Isko thokun main Abe sadeli murgi na thookun main
Tu bachkana samne na jhuku main Kaccha kha jaunga chode bhutu mein Munh khol mutu mein
Haan aaj kal apun alagg Aur boht saras Hai garaj to aa baras Nai sharam chal hatt naram Jaa varna garma garmi mein Na ho jaye hath garam
Har waqt mere bhai mere sath mein Har waqt unka sath mere sath mein Har waqt unka hath mere hath mein Har waqt sare rehte hum sobar mein Jyada bajega to fek denge gobar mein Thoo lala, aa thoo lala, aa thoo lala la la
The post La La Lyrics – Karan Dee, Thoratt – Ft. Karan Dee, Thoratt appeared first on Lyrics Ocean.
0 notes
Link
Yeh samay yatra hai Chal sattar ke raasto ke beech Jahaan na koi Bhed bhaav na koi Gora na kaala na uccha na neech Aadmiyat ke naam pe de rahe Attyachar aur fir bhi hum dheet Ukhaad le jo ukhaadna hai Khel ke aage na hogi kissi ki jeet.
Asal khel hai yeh Iss khel ke khiladi hum Aasaan samajh na chote Sabse bade khiladi hum
Asal khel hai yeh Iss khel ke khiladi hum Aasaan samajh na chote Tu jaali aur sab pe bhaari hum
Adbhut shakti yeh 5 mukhya tatvo ke Angaaro ke saath bujhaane badle ki aag, Jee gaye woh asli aur mit gaye woh jhaag Khel yeh uss taale ki chaabi, Khule bheetar khatam sab vinaashkaari Sadak se aaya yeh khel iss khel ko Asal rakhna humaari zimmedaari
Aaye hai karne kuch hatkat Datkar karne kuch bhaari scene jamkar Bhaukne waale kutte bohot Ekta se ladenge nahi hoga batkar Dharam hai na koi jaat teri soch tu sochle Kis taraf muda hai jab tu kala se juda hai Toh dhundhle khud ke bheetar basa khuda hai
Jahaan insaan ki soch rukhe Khel ki shuruvaat hai Shuruvaat hi aisa, kehne ki kya baat hai Gazab kalakaari public pagal hori apni mehnat jaari Kaise kar lete hai yeh sochke Vegyaanik logo mai chaahi hairaani
Fader upar niche aur hum sab aage duniya peeche Peeche Treble aur bass ka dhamaka todh de Saare bicchke kaale sheeshe Mol nahi anmol hai Yeh isske imaan ko na muft mai beche Fir bhi log kitne neech hai Jo farzi mukhoto ke piche shaitaan Apno ke pairo ko kheeche
Asal khel hai yeh Iss khel ke khiladi hum Aasaan samajh na chote Sabse bade khiladi hum
Asal asal asal khel Asal asal asal khel
Asal khel hai yeh Iss khel ke khiladi hum Aasaan samajh na chote Tu jaali aur sab pe bhaari hum
Stunts nahi moves kehte Duniya ghum jaaye aisi taakat rakhte Haqq paane ki zidd karte Mil raha kuch nahi beh raha rakht hai. Dekh tiranga lehra raha garv se Harr ek hindustani kahega gaurav se Olympics mai bhi aa gaye ab toh Fir bhi log pehchaane bandar ke khel se
Chamakte sitaaro ko pure brahmaand se Mitaane kaale badal garajte agyaan se Kitne bhi barse ye kaali raatien Indradhanush ke yeh baan chalte Abhimaan se ghandagi se sansaar bhar raha Mitaane ungliyon se jaadu kar raha Nisvaarth hai kitne duniya badalne Apna chehra naam chupa raha
Shabdo ke samundar mai doob Gehraayi jab naapega asliyat ko tu jaanega Andar jitna tu jaayega Seekhle tairna warna kinaare pe aayega Chahat badlaav ki Log apnaayenge ya nahi darr ki aahatien Tab remo aur ranveer dono maharati full power support mai
Waqt badlega paasa paltega Jalta diya andhere mai roshan kardega Gully se town tak street se club tak Dekh har jagah bajega itihaas rachega Rango se khafa the ab holi manaayenge Gaali dene waale bhi apni boli macchayenge Darr se maa baap ka haath na buraayi ka khaatma de Meri antar aatma ko shaanti parmaatma.
Asal…khel Asal…khel Asal…khel Asal asal asal asal khel…
Asal khel hai yeh Iss khel ke khiladi hum Aasaan samajh na chote Sabse bade khiladi hum
Asal khel hai yeh Iss khel ke khiladi hum Aasaan samajh na chote Tu jaali aur sab pe bhaari hum
Asal asal asal khel Asal asal asal khel
Asal khel hai yeh Iss khel ke khiladi hum Aasaan samajh na chote Tu jaali aur sab pe bhaari hum.
The post Asal Khel (Title) Lyrics – Asal Khel (2020) Songs Lyrics appeared first on Lyrics Ocean.
0 notes