#dukhon
Explore tagged Tumblr posts
Text

0 notes
Text

0 notes
Text
I read somewhere:
Insaan ko dusron par to apni udaasi ka saya nhi parny dena chahiye kam az kam. Ap udas hain to apny aap ko alag krlen lekin dusron par apki frustration ka saya nhi parny dena chahiye.
But when Nemrah Ahmed wrote:
Apny dukhon main dusron ka dil nhi dukhaty.
#authors#spilled ink#booklr#spilled poetry#urdu poetry#urdu lines#urdu stuff#urdu shayari#dark academia#bookworm#dark aesthetic#writers and poets#writeblr#writers on tumblr
97 notes
·
View notes
Text

"Vo ladki"
Log Apne dukhon mein rotey Hain aur Hasti thi vo ladki
Ladkiyan novel blogs wagerah padhne wali aur sarvat ko padhti vo ladki,
Kahan husn mein taptey chehrey aur Kahan dhoop mein tapti vo ladki,
Ghaney junglon mein rehna Hai,door pahaadon pe ghr banaungi, uska jab bhi dil dukhta , ye kehti thi vo ladki
Kabhi sooraj Ki kirnon Ko pani mein padtey Dekha Hai? Haan bas waisi hi Thi vo ladki
Pari ka mil Jana ek khwab Hai , aur ta'beer hai uski vo ladki
Hum donon mil jaye to do zaatein apas mein chadh baithengi ,
Kahan main dilli ka Shehzada aur vo 'Lahore' Ki ladki,
Kisi hasb E Jehangir ke liye zameen pe jannat Hai,Kashmir Ki waadi aur vo ladki,
#shayari#hindi poetry#hindi shayari#literature#urdu stuff#urdu poetry#urdu literature#urdublog#urdubooks#urdu sher#nusrat fateh ali khan
32 notes
·
View notes
Text
Rishtedaron se achhe to hum gen z's hai ek dukh sunata hai to dusra us bhai, +1, +2 vgera bolke baat to khatam krdeta hai. Rishtedar to alag hi competition krne lag jate dukhon ka.
#gen z stuff#gen z life#dishaa rants#dishaa ke thoughts#gen z mood#gen z shit#gen z#gen z thoughts#gen z things#desiblr#desi tumblr#desi humor#desi memes#desi life#indian tumblr#indian memes#desi side of tumblr#dukhblr#dukh dard kasht peeda#dukh dard peeda#spilled truth#artists on tumblr#desi dukh
37 notes
·
View notes
Text
Har kahani k anjaam se darr lagta hai,
Mujhe apno k bichadhne se darr lagta hai,
Mai wo ladhki hun jo kisi or k dukh se roo deti hun,
Mujhe apney dukhon k badhne se darr lagta hai,
Mene suna hai koi ek jesa nhi rehta,
Mujhe rishton k badalne se darr lagta hai,
Mene bachpan se apni hrr azeez cheez khoyi hai,
Mujhe apni pasandeeda cheezon se darr lagta hai,
Mene dekha hai sabhi waqti talluq hai yahan,
Mujhe waqt k badal jane se darr lagta hai,
Mai apni udasi ko bhut mushkil se brdasht krti hun,
Mujhe inn taqleefdeh lamhon se darr lagta hai!
9 notes
·
View notes
Text
Ap log apna apna dekh lon me tou dukhon me bhi mauj masti karna sekh gaya hun
3 notes
·
View notes
Text
Shareek-e-zindagi ko kyu, shareek-e-gham nahi karte,
Dukhon ko baa'nt kar In dukhon ko kam nahi karte. Mujhe is dill ki sab aanh'en, sabhi dard-o-alam de do.
Agar mujhse mohabbat hai mujhe sab apne gham dedo!!

2 notes
·
View notes
Text
he jeevan ke dukhon se yun darte.. nahi hai usse bach ke sach se guzarte nahi hai ....
sukh kee hai chahe to, dukh bhee sahana hai.....
2 notes
·
View notes
Text
Agar kahani adhuri thi to likhna shuru kyun hui,
Mohabbat honi nahi thi to umeed kyun jagi?
Iss waqt zinda bhi hoon ya nahi, maloom nahi,
Uss ki judai mein maut hi sahi.
Dil bekaar hi dhadakta raha,
Ek naam ko har saans mein pighalta raha.
Woh jo tha roshni ka ek jahan,
Chhod gaya andheron mein benishan.
Ashkon ki baarish bhi dil bujha na saki,
Dukhon ki aag bhi rooh jala na saki.
Agar khatam hi karni thi dastaan,
To pehla harf likha kyun bewajah?
0 notes
Text
#दुख_दूरकरे_सुख_दे_वहप्रभुकौन
Supreme God Kabir
Paap nashak sukhdata Sukh Ka Sagar kashton Se chhutkara dilane wala dukhon ko Dur karne wala Janm Maran ka Chakra mitane wala Kabir Parmatma bada dayalu hai

0 notes
Text
#परमात्मा_दुखी_को_सुखी_करताहै
Sat bhakti karne se is dukhon ke ghar sansar se paar hokar vah Param Shanti tatha shaswat sadhan (Sanatan paramdham) prapt ho jata hai. (Jiske vishay mein Geeta adhyay 18 shlok 62 mein kaha hai) Jahan jaane ke paschat sadhak fir Laut kar sansar mein nahin aata.
Power Of True Worship

0 notes
Text
Sabhi dukhon ke niwaran ke liye awasya suniye saint rampal ji Maharaj ji ke Mangal pravachan
0 notes
Text
Dukhon ka to pta nahi but aapko tool shopping pe sabse kam price milega sirf Industrywaala.com pe!
So place your order today and get exclusive deals and offers.
Visit www.Industrywaala.com or call +91 7377 01 7377
#industrywaala#diy#diyproducts#diycrafts#diyhomedecor#toolbox#toolshopping

0 notes
Text
satabhakti karane se is dukhon ke ghar sansaar se paar vah param shaanti aur shaashvat sthaan (sanaatan param dhaam) praapt hota hai (jisake vishay mein geeta adhyaay 18 shlok 62 mein kaha gaya hai) jahaan jaane ke anuyaayee phirakar sansaar mein kabhee nahin lautate aata hai.
0 notes