#dil khairabadi
Explore tagged Tumblr posts
i4it-technologies · 2 days ago
Text
youtube
0 notes
his-heart-hymns · 1 year ago
Text
How elegantly urdu poet Muztar khairabadi has captured the emotion of being unwanted in this couplet:
Na kisi ki aankh ka noor hu na kisi ke dil ka qaraar hu kisi kaam me jo na aa sake mai vo ek musht-e-ghubaar hu.
Not the light of any one's eyes,not the solace for anyone's heart.Of no use to anyone I am that one fistful of dust.
155 notes · View notes
pyaariposting · 1 year ago
Text
na kisī kī aañkh kā nuur huuñ na kisī ke dil kā qarār huuñ kasī kaam meñ jo na aa sake maiñ vo ek musht-e-ġhubār huuñ
na davā-e-dard-e-jigar huuñ maiñ na kisī kī mīThī nazar huuñ maiñ na idhar huuñ maiñ na udhar huuñ maiñ na shakeb huuñ na qarār huuñ
mirā vaqt mujh se bichhaḌ gayā mirā rañg-rūp bigaḌ gayā jo ḳhizāñ se baaġh ujaḌ gayā maiñ usī kī fasl-e-bahār huuñ
pa.e fātiha koī aa.e kyuuñ koī chaar phuul chaḌhā.e kyuuñ koī aa ke sham.a jalā.e kyuuñ maiñ vo bekasī kā mazār huuñ
na maiñ laag huuñ na lagāv huuñ na suhāg huuñ na subhāv huuñ jo bigaḌ gayā vo banāv huuñ jo nahīñ rahā vo siñgār huuñ
maiñ nahīñ huuñ naġhma-e-jāñ-fazā mujhe sun ke koī karegā kyā maiñ baḌe birog kī huuñ sadā maiñ baḌe dukhī kī pukār huuñ
na maiñ 'muztar' un kā habīb huuñ na maiñ 'muztar' un kā raqīb huuñ jo bigaḌ gayā vo nasīb huuñ jo ujaḌ gayā vo dayār huuñ
~ muztar khairabadi
63 notes · View notes
gomtiagencies · 4 days ago
Video
youtube
Dil Khairabadi, Mubarakpur All India Mushaira 2024
0 notes
chashmenaaz · 11 months ago
Text
Use kyun humne diya dil jo hai be-mehri mein kaamil jise aadat hai jafa ki
Jise chidh mehr-o-wafa ki jise aata nahin aana gham-o-hasrat ka mitana jo sitam mein hai yagana Jise kahta hai zamana but-e-be-mahr-o-dagha-baz jafa-pesha fusun-saz sitam-KHana-bar-andaz Ghazab jis ka har ek naz nazar fitna mizha tir bala zulf-e-girah-gir gham-o-ranj ka bani qalaq-o-dard Ka mujib sitam-o-jaur ka ustad jafa-kari mein mahir jo sitam-kesh-o-sitam-gar jo sitam-pesha hai Dilbar jise aati nahin ulfat jo samajhta nahin chahat jo tasalli ko na samjhe jo tashaffi ko na Jaane jo kare qaul na pura kare har kaam adhura yahi din-raat tasawwur hai ki nahaq Use chaha jo na aae na bulae na kabhi pas bithae na rukh-e-saf dikhae na koi Baat sunae na lagi dil ki bujhae na kali dil ki khilae na gham-o-ranj ghatae na rah-o-rasm Badhae jo kaho kuchh to khafa ho kahe shikwe ki zarurat jo yahi hai to na chaho jo na Chahoge to kya hai na nibhaoge to kya hai bahut itrao na dil de ke ye kis kaam ka dil Hai gham-o-andoh ka mara abhi chahun to main rakh dun ise talwon se masal kar abhi munh Dekhte rah jao ki hain un ko hua kya ki inhon ne mera dil le ke mere hath se khoya
Muztar khairabadi
1 note · View note
oldschoollaaisha · 1 year ago
Text
How elegantly urdu poet Muztar khairabadi has captured the emotion of being unwanted in this couplet:
Na kisi ki aankh ka noor hu na kisi ke dil ka qaraar hu kisi kaam me jo na aa sake mai vo ek musht-e-ghubaar hu.
Not the light of any one's eyes,
not the solace for anyone's heart.
Of no use to anyone I am that one fistful of dust.
0 notes
iamusn · 3 years ago
Text
Tumblr media
تو مجھے کس کے بنانے کو مٹا بیٹھا ہے
میں کوئی غم تو نہیں تھا جسے کھا بیٹھا ہے
tu mujhe kis ke banane ko miTa baiTha hai
main koi gham to nahin tha jise kha baiTha hai
بات کچھ خاک نہیں تھی جو اڑائی تو نے
تیر کچھ عیب نہیں تھا جو لگا بیٹھا ہے
baat kuchh khaak nahin thi jo uDaa.i tu ne
tiir kuchh aib nahin tha jo laga baiTha hai
میل کچھ کھیل نہیں تھا جو بگاڑا تو نے
ربط کچھ رسم نہیں تھا جو گھٹا بیٹھا ہے
mel kuchh khel nahin tha jo bigaDa tu ne
rabt kuchh rasm nahin tha jo ghaTa baiTha hai
آنکھ کچھ بات نہیں تھی جو جھکائی تو نے
رخ کوئی راز نہیں تھا جو چھپا بیٹھا ہے
aankh kuchh baat nahin thi jo jhuka.i tu ne
rukh koi raaz nahin tha jo chhupa baiTha hai
نام ارمان نہیں تھا جو نکالا تو نے
عشق افواہ نہیں تھا جو اڑا بیٹھا ہے
naam arman nahin tha jo nikala tu ne
ishq afvah nahin tha jo uDa baiTha hai
لاگ کچھ آگ نہیں تھی جو لگا دی تو نے
دل کوئی گھر تو نہیں تھا جو جلا بیٹھا ہے
laag kuchh aag nahin thi jo laga di tu ne
dil koi ghar to nahin tha jo jala baiTha hai
رسم کاوش تو نہیں تھی جو مٹا دی تو نے
ہاتھ پردہ تو نہیں تھا جو اٹھا بیٹھا ہے
rasm kavish to nahin thi jo miTa di tu ne
haath parda to nahin tha jo uTha baiTha hai
۔ مضطر خیرآبادی
. Muztar Khairabadi
19 notes · View notes
inevitable-trash · 2 years ago
Text
when Muztar Khairabadi said "na kisi ki aankh ka noor hun na kisi ke dil ka qarar hun kisi kaam meñ jo na aa sake main wo ek musht-e-ghubar huñ" every vein in me screamed agreed
0 notes
urduclassic · 11 years ago
Text
Majaz
Asrar ul Haq Majaz   (19 October 1911 – 5 December 1955) was an Indian Urdu poet.[1] He was known for his romantic and revolutionary poetry. He composed ghazals and nazms in Urdu
Early life
Majaz was born in Rudauli, Bara Banki, UP, India. He received his early education in Lucknow and Agra, and did his B.A. at Aligarh Muslim University. He considered Fani Badayuni as his 'ustad'.
He hails from a family of poets and litterateurs. Muztar Khairabadi, one of the great masters of Urdu poetry, was among his ancestors.He has a sister Safiya, who married to Jan Nisar Akhtar, father of Javed Akhtar.
Career
Majaz started writing poems while in Aligarh and soon became a popular among the masses and well respected among the literati. He became one of the front-ranking poets of the Taraqqi Pasand Tahreek or Progressive Writers’ Movement.
He is also well known for composing the anthem, tarana, for Aligarh Muslim University, 'Ye meraa chaman, hai mera chaman, Main apne chaman ka bulbul huun.' "Aahang" and "Saaz-e-Nau" are two of his poetry compilations.
Majaz was madly in love with a woman. She married another man which he could not come to terms with. His poetry was greatly influenced by her and he remained unmarried all his life.
In Ranchi
After liberation of India, condition deteriorated and with the help of Josh Malihabadi, Majaz was sent to the mental hospital of Raanchi. There he met kazi Nazrul Islam and recognized the poet. It is reported that he told the poet, "Why are you silent Nazrul, Lets go to Lahore/Dhaka, though they are in foreign country, there are asylums!"
Death
Majaz, a heavy drinker, died alone in a tavern located in the Beldari Lane of Lalbagh, on the cold winter night of 5 December 1955 in the heart of the city of Lucknow.
Major works
Shab-e-taab
Aahang
Saaz-e-Nau
One of his famous poems Ae Gham-e-Dil Kia Karoon, Ae Wahshat-e-Dil Kia Karoon was sung by singer Talat Mehmood for a film. This was one of the very early attempts to bring literary poems to film industry. Jagjit Singh the famous ghazal singer has sung a number of his ghazals in a very popular television series named Kehkashan directed by Majaz's friend Ali Sardar Jafri. The series was based on life of Majaz.
Honours
Postage-stamp released by Indian Postal Service on 28 March 2008
An evening was dedicated to Majaz Luckhnawi on 24 October 2011 just after his 100th birth anniversary by an organisation called Let's Unite for Culture Knowledge Nationalism and Objective welfare Society "LUCKNOW Society" in Lucknow, the event was named after Majaz's one of the famous creations called "Subh-e-Nau", completion of 100 years were celebrated on a grand scale by the society which is run by the youth dedicated to work for their city Lucknow. Several Urdu literate's discussed about the legacy of Asrar-ul-Haq (Majaz) by reciting his most famous creations..[2]
0 notes
islamicmediaservice · 5 years ago
Video
Babri Masjid Judgement par Dil Khairabadi ka behtareen Shayari
0 notes
gomtiagencies · 10 months ago
Video
youtube
Dil Khairabadi, Sherwa All India Natiya Mushaira 2024
0 notes
gomtiagencies · 10 months ago
Video
youtube
Dil Khairabadi, Sherwa All India Natiya Mushaira 2024
0 notes
gomtiagencies · 10 months ago
Video
youtube
Shahnawaz Dil Khairabadi, Sherwa All India Natiya Mushaira 2024
0 notes
gomtiagencies · 2 years ago
Video
youtube
Dil Khairabadi, Jahanaganj All India Natiya Mushaira-2023
0 notes
gomtiagencies · 2 years ago
Video
youtube
Dil Khairabadi, Khairabad Natiya Mushaira-2022 Khairabad-Mau
0 notes
gomtiagencies · 2 years ago
Video
youtube
Dil Khairabadi, kotila All India Mushaira & Kavi Sammelan-2023
0 notes