hindya-blog1
Hindya
1 post
Don't wanna be here? Send us removal request.
hindya-blog1 · 7 years ago
Text
Welcome To Hindya.in
Hindi me knowledge ke liye aap yaha visit kare. hindya.in pe jankari aapko hindi word me milega jisse topic samajhne me aapko asani hogi is website me English font me hindi sentence milega aur isme Yoga, Technical, Food, Job, Health aur bhi bahot sari jankari milegi jiusse aapko apne daily life ko jine me asani hogi aur kuchh chijoka ko sahi tarike se istmal kaise kare kab kare kaha kare ayesi knowledge milti rahegi.
hindya.in unke liye hai jo English bhasha nahi samajh pate hai aur unke liye bhi hai jo hindi nahi padh pate hai isliye hindya.in ki team ne decide kiya hai hindi me website honi chahiye jaha se logo ko apni matru bhasha (mother language) me jankari mile aur hindya team bhi chah ti  hai ke wo India me English se jada log hindi padhe likhe jaise China me log English nahi chainise bolte hai Japan me Japanese aur aur Arab desh me arabic pasand karte hai thik isi tarah log Bharat me hindi jada se jada pasand kare.
Health :- Health me aapko kya khana chahiye aur konsi dawa ka kis tarah ka upyog karna chahiye kis mausam me kaise rehna chahiye taki aapki sararik takat bani rahe aap khubsurat aur jawan dikhe in sabhi ki jankari aapko hindya.in pe milti hai.
Application :- Application me aapko apne smartphone me konsi App rakhni chahiye aur uska istamal kaisa hai usse use kaise kare in sabhiki jankari aapko hindya.in pe milegi.
Job :- Job section me aapko job recruitment post milta rehta hai. aap apni pasand ka job kar sakte hai har shaher ka job offer hote rehta hai.
GST :- GST me kya fare badal hua hai iski bhi jankari aapko hindya.in par milegi aur kisme kitna government tax add hai.
0 notes